Tumgik
#shayarcommunity
tasavvur-ki-duniya · 3 days
Text
who is Jaun Elia?
Tumblr media
for the blind, he is the vision
for the thirsty, he is the water
if he thinks, i agree
if he speaks, i am listening
if he has one fan, that's me
if he has no fan, i am dead
27 notes · View notes
pieceofpoems · 1 month
Text
Tumblr media
" Do pal ki dil lagi kiye zamana ho gya, Har kisi par fida huye zamana ho gya, samet kar rakh liya hai iss awaara dil ko ab, unke baad kisi se nazre milaye zamana ho gya "
—Sadiya Ajaz
133 notes · View notes
journalsofanaesthete · 2 months
Text
तू किसी नामी शायर की मशहूर शायरी सा
और मैं खुद की लिखी अधूरी नज़्म सी
Tumblr media Tumblr media
103 notes · View notes
theqalbofnight · 9 months
Text
Tumblr media
tā-hashr yūñhī muntazir-e-dīd rahūñ
chupke se kabhī aa ke batā, aa.egā
and then theres another sher
" terey qadmon se lipat'ti hui mitti ki qasam,
jab tak ankhein hain ,teri rah guzar dekhengey.,
122 notes · View notes
abdulkealfaaz · 7 months
Text
“Ab nahi karni hume bayaan halaat-e-dil kisiko,
Bayaan karne ka nateeja ye halaat hain hamari”
-a.a.k.
73 notes · View notes
bazm-e-ishq · 11 months
Text
Tumblr media
mohabbateñ jab shumār karnā to sāzisheñ bhī shumār karnā//jo mere hisse meñ aaī haiñ vo aziyyateñ bhī shumār karnā
When you count all the love, do count the conspiracies too/What have come in my half, do count those sufferings too
Tumblr media
tum apnī majbūriyoñ ke qisse zarūr likhnā vazāhatoñ se//jo merī āñkhoñ meñ jal-bujhī haiñ vo ḳhvāhisheñ bhī shumār karnā
You must comprehensively write your stories of compulsions/But which went up in flames in my eyes, count those dreams too.
—Noshi Gillani
116 notes · View notes
o-sahiba · 9 months
Text
"Wo itni door rehne wala shaqs,
Takraya bhi toh seedha dil se"
Tumblr media Tumblr media
86 notes · View notes
khwabeedah · 2 years
Text
Chalte rahenge kafilein mere bagair bhi yaha,
ek sitara toot jaane se falak tanha nhi hota!
They'll keep moving ahead even without me,
sky will not be alone if one star would fall...
498 notes · View notes
mufrad · 1 year
Text
Tumblr media
Chalo khwaab mein milte hain, Aur isi khwaab mein ek naya khwaab bunte hain, Khwaab mein titliyaan hain Jugnu chaand aur taare hain, Khwaab mein tum mere ho, Aur ye sab tumhare hain, Khwaab mein hum bheegte hain jaise koi baarish ho, Khwaab ek dhundhli vaadi hai jaise baadlo ki saazish ho, Khwaab mein sab khwaab sa hai, Har ek chehra janaab sa hai, Khwaab jaise koi phoolnagar hai, Kuch motiyaan thoda gulab sa hai, To chalo Na uss khwaab mein chalte hain.
✨🤌
Credit: Raqs-e-Bismil
HUM TV
82 notes · View notes
jaziira · 2 years
Text
Tumblr media
Aakhein padho aur jaano hamari raza kya hai
Har baat agar lafzo se ho to maza kya hai?
-Gulzar
287 notes · View notes
sunshinexvibes · 1 year
Text
Guzarte guzarte guzar jaayega, ek din phir yun hi nikal jaayega
Tumhari yaad aayegi, hum barbaad hoyenge Ek koshish ke chakkar mein yeh dil phir toot jaayega
Tumblr media
64 notes · View notes
tasavvur-ki-duniya · 2 months
Text
Kafka wrote "it would be better if you didn't come, since you'd only have to leave again" but our Faraz wrote "ranjish hi sahi dil hi dukhane ke liye aa, aa phir se mujhe chor ke jane ke liye aa"
124 notes · View notes
pieceofpoems · 5 months
Text
ہم اتنے سخت ہو گئے ہیں کہ اب کوئی دل جلا کر بھی ہمارے سامنے کھڑا ہو جائے تو یہ دل نہیں پگھلتا
I have become so cold that even if someone stands before me with a burning heart, this heart does not even melt.
-Sadiya Ajaz
102 notes · View notes
Text
मैं तेरी ख़ूबसूरती को अपने शब्दों में पीरोह ग़ज़ल रूपी माला बना दूँगा
सारी दुनिया से छुपा कर मैं अपनी ग़ज़लों में तेरी तस्वीर बना दूँगा
Tumblr media Tumblr media
53 notes · View notes
theqalbofnight · 11 months
Text
Tumblr media
لف کی خوشبو ملے گر یار کی مُشک، عنبر، زعفرانہ سب حرام Zulf Ki Khushbo Mily Gar Yaar Ki Mushk , Ambar , Zafrana Sab Haraam
64 notes · View notes
abdulkealfaaz · 5 months
Text
“Beqadar duniya mein qadar karne waale hum hi hain kya?
Toote rishte sambhalne wale bus hum hi hain kya?
Kyu milte rahe patthar hume har sadak par?
Insaano ki nagri mein ek jaanwar bus hum hi hain kya?”
-a.a.k.
36 notes · View notes