Tumgik
#urdu
maihonhassan · 3 days
Text
Read somewhere,
“Jab haasil hojaye tou khaak barabar; rizq bhi, ishq bhi, raqeeb bhi.”
and I have been witnessing this to a scary amount.
95 notes · View notes
his-heart-hymns · 14 hours
Text
5 reasons why you are Mirza Ghalib:
Aapko neend raat bhar nahi aati.
(maut ka ek din muayyan hai,niind kyu raat bhar nahi aati)
Har kisi se Wafa ki ummeed rakhte ho.
(ham ko un se wafa ki hai ummeed,jo nahi jante wafa kya hai)
Aapko ishq ne niqamma kar diya hai.
(ishq ne 'ghalib' nikamma kar diya varna ham bhi aadmi the kaam ke.)
Junoon mai kuch bhi bakte rehte ho.
(bak raha hu junoon me kya-kya,kuchh na samjhe khuda kare koi)
Sab se tawaqqo uth gayi hai.
(jab tavaqqo hi uth gayi 'ghalib',kyu kisi ka gila kare koi)
21 notes · View notes
Text
My favourite Urdu word is 'Shayad'.
Filled with hope and hopelessness in equal measure
1K notes · View notes
pyaariposting · 8 months
Text
pov : your grief is beloved to you.
"mere gham bohot azeez hain mujhe,
maine inke inaam mein imaan paya hai"
my sorrows are very dear to me, i have found faith in their reward.
~ me
902 notes · View notes
peerzadafaizan · 3 months
Text
کبھی فرصتوں میں بتاؤں گا، وہ معاملے جو مُجھے کھا گئے۔
Kabhi fursaton main bataonga, wo maamle jo mujhe kha gaye...
311 notes · View notes
sanelyinsanemiss · 22 days
Text
"Main nahi chahta woh mere bulaane se aaye,
Main chahta hoon woh reh naa paye aur bahane se aaye."
264 notes · View notes
komal01 · 30 days
Text
Mil jaye sab kuch zindagi mein, toh fariyaad kiski karoge;
Mulaqaat hone lage jo roz, toh yaad kisse karoge!
187 notes · View notes
muhtesemz · 2 months
Text
Some beautiful urdu words:
tasavvur - imagination
muntazir - one who waits
ruhaniyat - soulfulness
justajoo - quest/search
mukhtasar - limited; just like life
kash - knowing something is hard to happen but still waiting for it to be
ulfat - sight of love
ahd-e-wafa - promise of loyalty
184 notes · View notes
ziyaanfarooq · 2 months
Text
In english we say ,"Let it be, they must have had their own reasons"
But in urdu Someone said,
Tumblr media
"Mana uske apne wajuhat rahe honge magar dil ko woh iraday aur waade yaad aajate ha"
240 notes · View notes
inkandpaperstuff · 3 months
Text
We often hear people saying that:
He/She is not written for me.
But someone poured my heart into words when they wrote:
Yun bhi ho sakta hai ke kisi parinday ko kisi machli se muhabbat ho jaye lekin museebat ye hai ke jaa kr rahen tou kahan rahen?
Kuch aesa hi un logon ke sath hota hai jo aesi cheezon ya insano ki chahat kar beth'ty hain jo un ke liye bani hi nhi hoti. Phir aakhir mai aik ko ur jana hota hai or dusry ko gamon ke samandar mai garq hona parta hai.
250 notes · View notes
bazm-e-ishq · 9 months
Text
Tumblr media Tumblr media
The ache of life has filled the wounds of separation. You also got sleep, I also found patience.
—Nasir kazmi
591 notes · View notes
maihonhassan · 17 hours
Text
These lines by Mustansar Hussain Tarar is so real:
"Logoun ke hissay ki khushi par hasad mat karein. Aap ne inke hissay ka gham bhi tou nahi dekha."
30 notes · View notes
his-heart-hymns · 2 months
Text
I wish we were pressed flowers on the same page.
-Unknown
Tumblr media Tumblr media
Ab ke ham bichhde to shayad kabhi khvabo me mile
jis tarah sukhe hue phuul kitabo me mile.
-Ahmed Faraz
Tumblr media Tumblr media
233 notes · View notes
secondwheel · 6 months
Text
Tumblr media
Sirf tum (2023)
324 notes · View notes
peerzadafaizan · 3 months
Text
Tumblr media
Agar sajde ka wujood na hota toh hum jaison k kaleje phat jate
268 notes · View notes
kafi-farigh-yusra · 3 months
Text
جو ہم پہ گزری ہے شاید سبھی پہ گزری ہے
فسانہ جو بھی سُنا، کچھ سُنا سُنا سا لگا
اقبال عظیم
Tumblr media
Jo hum pe guzri hai shyd sabhi pe guzri hai
Fasana jo bhi suna, kuch suna suna sa laga
-Iqbal Azeem
162 notes · View notes