Tumgik
#urduzone
maihonhassan · 23 days
Text
i love 𝐔𝐫𝐝𝐮 because instead of saying "My schedule is swamped" you say "Kuch kaam hain apni marzi ke, kuch kaam faqat majboori hain, phir waqt bohat hi thora hai aur saare kaam zaroori hain."
192 notes · View notes
blogbyameera · 2 months
Text
Here's a piece of advice for you -
" Dil se nikaal dijiye ehsaas e aarzu , mar jaiye par kisi ki tamanna na kijiye "
156 notes · View notes
nabxtangled · 2 months
Text
Tumblr media Tumblr media
Tu ne bhi orh lia rang zamana akhir
Tujh ko tu hum ne zamane se juda jana tha
تو نے بھی اورھ لیا رنگ زمانہ آخر
تجھ کو تو ہم نے زمانے سے جدا جانا تھا
167 notes · View notes
blogbyher · 2 years
Text
When Jaun Elia said Ek hi shakhs ki baat hai maula, Sara jahan kisne manga hai
768 notes · View notes
om-is-ok · 1 year
Text
Tere khayalat aur me aksar sath sath chalte hai,
Tere ehsas mere dil ki dhadkano se yun khilvad karte hai...
Tumblr media Tumblr media
Me kuch na kahu khamoshi me magar phir bhi,
Chand sitaare teri batein kiya karte hai...
Tumblr media Tumblr media
Kitaben ho ya chai ki pyali, phoolon ke rang ho ya subah ki laali
Inke sath mere nain bhi tere khwab liye phirte hai...
Tumblr media Tumblr media
Tu maujood hai har kahin is kadar,
Kya batau meri khushiyon ke halaat bas tere zikra ke afsane liye phirte hai...
-Om
163 notes · View notes
khadijamalyk · 10 months
Text
Tumblr media
Ye jo siney mein liye qarb-e-daroon zinda hoon
Koi umeed si baki hei ke youn zinda hoon
Tumblr media
Sheher ka sheher tamashai bana beytha hei
Aur mein ban ke tamasha-e-janoon zinda hoon
138 notes · View notes
mehreenkhan · 1 year
Text
When Qateel Shifai wrote
Dur tak chaye the badal aur kahin saya na tha
Is tarah barsaat ka mausam kabhi aya na tha
When Parveen Shakir said
Kuch to tere mausam hi mujhe raas kam aye
Aur kuch meri miti main baghawat bhi buhat thi
And when Rahat Indori wrote
Main akhir konsa mausam tumhare naam kardeta
Yahan har ik mausam ko guzar jane ki jaldi thi
148 notes · View notes
ibelongtofiction · 1 year
Text
Ek sukoon ko paane ki zid main,
Kitni bechainiyan paal li humne.
386 notes · View notes
zuhaaair · 2 years
Text
Tumblr media
466 notes · View notes
aashufta-sar · 4 months
Text
Tumblr media
Ummeed kar chuka tha naye saal se bahot, ik aur zakhm de ke December chala gaya
14 notes · View notes
jaziira · 2 years
Text
Tumblr media
Aakhein padho aur jaano hamari raza kya hai
Har baat agar lafzo se ho to maza kya hai?
-Gulzar
287 notes · View notes
maihonhassan · 1 year
Text
Urdu is unnecessarily seductive, like lover means dildar, hurt means dilazari, enchanting means dilfraib, dilgirifta means sad, flirting means dilphishori, and beloved means dilber !
737 notes · View notes
blogbyameera · 3 months
Text
Love is a form of rizq, and you never know in whose heart your rizq is stored
" Muhabbat bhi rizq ki tarah hoti hai , jiski jo jagah jis dil mei likhi ho .. mil kar rehti hai " - usri yusra az husna hussain
202 notes · View notes
nabxtangled · 6 days
Text
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
When kashaf in zindagi gulzaar h said,
زندگی میں آنے والی ہر مصیبت پر
zindagi me aane waali har musibat par
میں سوچا کرتی تھی کی شاید
main socha karti thi ki shayad
یہ آخری مصیبت ہو
ye aakhiri musibat ho
all the ones suffering felt the harsh reality.
103 notes · View notes
blogbyher · 2 years
Text
When Faiz Ahmed Faiz wrote janta hai ki wo na aayenge phir bhi masroof e intezar hai dil
When Jaun Elia said khatam hone ko hai Safar shayad phir milenge kabhi magar shayad.
When Tehzeeb Hafi said usi jagah par Jahan kayo raste milenge palat ke aaye toh sab se pehle tujhe milenge
And When Ahmed Faraz wrote jo bichhde hain wo kab mile hain phir bhi tu intezar kar shayad
My heart kept waiting for someone who is not coming back.
505 notes · View notes
om-is-ok · 1 year
Text
Hey (with the intention of "zulfen tumhari sanwaar dun, tum ek baar izaajat to do.")
Me and who?
Tumblr media Tumblr media
301 notes · View notes