Tumgik
#urduthoughts
blogbyher · 4 months
Text
In English we call them Dark Circles but in urdu
Adhurey khwabo ka qabristan hai ye,
yahan qisse chhupe hai daur-e-hayat ke!
514 notes · View notes
heruntoldfeelingss · 2 months
Text
Yaar ki mohabbat mujhe rabb tak le aayi, ab yaar na mile bhi toh gamm kya Rabb mila toh sab mila
Tumblr media
161 notes · View notes
mehreenkhan · 8 months
Text
Tumblr media
When Parveen Shakir said “ab to is raah se woh shakhs guzarta bhi nahin, ab kis umeed pe darvaze se jhanke koi” and when Faiz said “na jane kis liye umeed waar baitha hun, ek aisi raah pe jo teri rahguzar bhi nahin”
390 notes · View notes
deadgirltalkingpoetry · 10 months
Text
Zakhm-e-umeed bhar gaya kbka, kais toh apne ghar gaya kbka,
Aap ab puchne ko aaye hain? Dil meri jaan, mar gaya kbka
-Juan Elia
313 notes · View notes
maihonhassan · 11 months
Text
It's so sad how someone once felt so broken that actually wrote;
ek roz koi aayega saari fursatein le kar,
ek roz hum kahenge zaroorat nahin rahi.
260 notes · View notes
harf-e-kun · 15 days
Text
خزاں کی رت میں گلاب لہجہ بنا کے رکھنا کمال یہ ہے
ہوا کی زد پہ دیا جلانا جلا کے رکھنا کمال یہ ہے
Khizan ki rut mein gulab lahja bana ke rakhna kamal ye hai
Hawa ki zad pe diya jalana jala ke rakhna kamal ye hai
ذرا سی لغزش پہ توڑ دیتے ہیں سب تعلق زمانے والے
سو ایسے ویسوں سے بھی تعلق بنا کے رکھنا کمال یہ ہے
Zara si laghzish pe tod dete hain sab talluq zamane wale
So aise waison se bhi talluq bana ke rakhna kamal ye hai
کسی کو دینا یہ مشورہ کہ وہ دکھ بچھڑنے کا بھول جائے
اور ایسے لمحے میں اپنے آنسو چھپا کے رکھنا کمال یہ ہے
Kisi ko dena ye mashwara ki wo dukh bichhadne ka bhool jaaye
Aur aise lamhe mein apne aansu chhupa ke rakhna kamal ye hai
خیال اپنا مزاج اپنا پسند اپنی کمال کیا ہے
جو یار چاہے وہ حال اپنا بنا کے رکھنا کمال یہ ہے
Khayal apna mizaj apna pasand apni kamal kya hai
Jo yaar chahe wo haal apna bana ke rakhna kamal ye hai
کسی کی رہ سے خدا کی خاطر اٹھا کے کانٹے ہٹا کے پتھر
پھر اس کے آگے نگاہ اپنی جھکا کے رکھنا کمال یہ ہے
Kisi ki rah se Khuda ki Khatir utha ke kante hata ke patthar
Phir us ke aage nigah apni jhuka ke rakhna kamal ye hai
وہ جس کو دیکھے تو دکھ کا لشکر بھی لڑکھڑائے شکست کھائے
لبوں پہ اپنے وہ مسکراہٹ سجا کے رکھنا کمال یہ ہے
Wo jis ko dekhe to dukh ka lashkar bhi ladkhadaye shikast khaye
Labon pe apne wo muskurahat saja ke rakhna kamal ye hai
26 notes · View notes
chthonic-empyrean · 1 year
Text
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
إني لا أملك في الدنيا إلا عينيك وأحزاني
I have nothing in the world Except for your eyes, and my sorrows.
285 notes · View notes
sunshinexvibes · 9 months
Text
Kuch ajeeb sa mehsoos hota hai tumhe dekh kar, Samajh nahi aata jaan aati hai yaan nikal jaati hai.
-Jaun Elia
88 notes · View notes
aestboii · 2 months
Text
Tumblr media
In English we say “at least we are under same sky”
But in Urdu Parveen Shakir wrote:
“Wo shehr mein hai yahi bohat hai
kisne kaha mere ghar hi thehrey”
20 notes · View notes
atiredmuslimah · 11 months
Text
𝙎𝙝𝙚𝙝𝙧-𝙚-𝙯𝙖𝙖𝙩.
Tumblr media
Allah Ki Mohabbat Ke Siwa, Har Mohabbat Ko Zawal Hai. Rab Ki Mohabbat Ke Illawa Duniya Ki Koi Mohabbat Sachi Nahi, Aur Rab Asliyat Dikha Deta Hai. Har Rishte, Har Mohabbat Ki. Phir Wo Sab Kuch Dikha Kar Aadmi Se Kehta hai, " 𝘼𝙗 𝙗𝙖𝙩𝙖 𝙩𝙚𝙧𝙖 𝙢𝙚𝙧𝙚 𝙨𝙞𝙬𝙖 𝙠𝙖𝙪𝙣 𝙝𝙖𝙞? ".
100 notes · View notes
scribblesbyavi · 11 months
Text
Tumblr media
GEHRAI - ek kabita
hum kyun itni gehrai mein chale jate hain
kyun itni gehrai se kuch sochte hain
gehrai mein aakhir aisa rakha kya hai
jo hum aksar wahan chale jaya karte hai
kya humare sawalon ke jawab hai wahan
ya aur kai sawalon ka ek guccha
kehte hain gehrai mein hoti hai to
hoti hai sirf khauf aur be-yaqiinii
humein ye apne he andar ghud ghud ke
marne ko chor deti hai jaise ho ek samundar
gehrai mein jana to jara soch samajhke
ye doob jane aur aag mein chalne jaisa hai
kyunki bas yehi ek aisi jageh hai jahan
koi nahi pohoch payega tumhe bachane
ismein hai humare ungeenat sawalat
aur shayad humare apne hi khaufnak jawab
avis
102 notes · View notes
blogbyher · 7 months
Text
They say "stop crying" but our fictional man Salar said kya haal kar liya hai tumne apni aankho ka, tumhe mujh par taras nhi aata!
Book Peer e Kamil by Umera Ahmad
302 notes · View notes
heruntoldfeelingss · 2 months
Text
Kabhi lagta hai k itni bhi mohabbat nahi Karni chaiye kisi se , Kabhi lagta hai isey chaahu toh kitna chaahu mein, kya itni chahat kaafi hai ya umr bhar chaahu mei.
Sometimes I feel , is it even okay to love someone so much. But sometimes I also feel, how much do I love you, is this much love enough or should I love you for a lifetime.
133 notes · View notes
mehreenkhan · 5 months
Text
ﻃُﻠﻮﻉِ ﺻُﺒﺢ ﺳﮯ ﭘﮩﻠﮯ ﮨﯽ ﺑُﺠﮫ ﻧﮧ ﺟﺎﺋﯿﮟ ﮐﮩﯿﮟ
ﯾﮧ ﺩﺷﺖِ ﺷﺐ ﻣﯿﮟ ﺳِﺘﺎﺭﻭﮞ ﮐﯽ ﮨمسفر ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ
Tulu-e-subh se pehlay bujh na jaen kahin
Ye dasht-e-shab main sitaron ki humsafar ankhen
Tumblr media
Mohsin Naqvi
60 notes · View notes
Text
When Parveen Shakir sahiba said "Mere paas se jo guzra, mera haal tak na pucha, main kaise maan jaun ke wo door jakar roya", and Faraz sahab said "Tere paas se jo guzre toh junoon main the Faraz, jab door jakar socha, toh zar zar roya".
386 notes · View notes
maihonhassan · 13 days
Text
Bano Qudsia knows how to fix your souls:
“Jub achanak dil udaas hojaye tou woh rooh muramat karne ka lamha hota hai, suna hai touba karne se rooh muramat hojati hai.”
40 notes · View notes