Tumgik
#jaun elia
creatinganewwlife · 19 days
Text
When Jaun Elia said
“Dil takleef mei hai aur takleef dene vala dil mei.”
192 notes · View notes
komal01 · 1 month
Text
Mil jaye sab kuch zindagi mein, toh fariyaad kiski karoge;
Mulaqaat hone lage jo roz, toh yaad kisse karoge!
207 notes · View notes
ziyaanfarooq · 2 months
Text
In english we say ,"Let it be, they must have had their own reasons"
But in urdu Someone said,
Tumblr media
"Mana uske apne wajuhat rahe honge magar dil ko woh iraday aur waade yaad aajate ha"
248 notes · View notes
maihonhassan · 5 months
Text
5 reasons why Jaun Eliya is literally you:
Khud ko tabah kar liya aur malal bhi nahi
Yai mujhe chain kyun nahi parhta
Zindagi kis tarah basar hogi
Kitna khamosh hoon main andar se
Hum ko yaaron ne bhi yaad bhi na rakha
353 notes · View notes
his-heart-hymns · 1 month
Text
In English we say:
I no longer wait for you.
But in urdu we say:
Na huwa naseeb karaar-e-jaan hawas-e-karaar bhi ab nahi,
Tera intezaar bohot kiya tera intezaar bhi ab nahi.
It's no longer in my fate to find peace of mind, nor do I have the longing for tranquility anymore.I have waited for you a lot; I no longer wait for you.
149 notes · View notes
izhaar-e-ishq · 2 months
Text
“Boring days, an unknown future, an irregular sleep, days pass and nothing new."
- Mahmoud Darwish
"Be-dili kya yun he din guzar jayenge,
Sirf zinda rahe hum toh marr jayenge."
- Jaun Elia
161 notes · View notes
bazm-e-ishq · 1 year
Text
Tumblr media
Haal ye hy ky apni halat par, gor krny sy bach raha hon mein.
The situation is that I'm trying to avoid thinking about my own situation.
— Jaun Elia
720 notes · View notes
thatanonymousgirl · 1 month
Text
Aye gardish e aayam mujhe ranj bohot hai
Kuch khwab the aise jo bikharne ke nahi the..
Tumblr media
101 notes · View notes
barg-e-sehra · 2 months
Text
‏حیرت ہے کہ ہم لوگ بھی ٹھکرائے ہوئے ہیں
ہم جیسے تو سینوں سے لگانے کے لیے تھے
hairat hai k hum loag bhi thukraye howe hain
hum jaise to seeno'n se laganay k liye the.
108 notes · View notes
tinysoultimetravel · 7 months
Text
When Franz Kafka said, "I am not well, I could have built the pyramids with the effort it takes me to cling onto life and reason."
When Frida Kahlo said, "I hope the exit is joyful and I hope never to return."
When Elizabeth Wurtzel said, "I want to explain how exhausted I am. Even in my dreams. How I wake up tired. How I'm being drowned by some kind of black wave."
And when Jaun Elia said, "Har haal mein hasne ka hunar paas tha jinke, woh rone lage hai, toh koi baat toh hogi."
241 notes · View notes
deadgirltalkingpoetry · 11 months
Text
Zakhm-e-umeed bhar gaya kbka, kais toh apne ghar gaya kbka,
Aap ab puchne ko aaye hain? Dil meri jaan, mar gaya kbka
-Juan Elia
327 notes · View notes
rekhtaa · 1 month
Text
Umr hi guzregi imtihan mein kya,
Daagh hi denge mujhko daan mein kya
.
Meri har baat be-asar hi rahi,
Nuqs hai kuch mere bayaan mein kya
.
Yun jo taakta hai aasman ko tu,
Koi rahta hai aasmaan mein kya
.
Ye mujhe chain kyun nahin padta,
Ek hi shakhs tha jahaan mein kya
-
Poet : Jaun Elia
Wednesday, March 20, 2024
8.25 PM, Bangalore, India
85 notes · View notes
komal01 · 30 days
Text
Phool dena mohabbat nahi hai;
Phoolon ki tarah rakhna mohabbat hai
138 notes · View notes
maihonhassan · 5 months
Text
I've spent all my life trying , trying not to lose my last hope
— Mahmoud Darwish
Jo guzari na ja saki hum se, hum ne wo zindagi guzari hai
— Jaun Eliya
137 notes · View notes
his-heart-hymns · 1 month
Text
Jaun elia and his obsession with lips.
us ke honton pe rakh ke hont apne
baat hi hum tamaam kar rahe hain.
Tumblr media Tumblr media
shauq hai is dil-e-darinda ko
aap ke hont kaat khane ka.
Tumblr media Tumblr media
Yaad rakhna mulaaqat mein ho rahi deyri ka
Khamiyaza tumhare honto se wasool karunga.
89 notes · View notes
limusss · 2 months
Text
When Mirza Ghalib said:
“Dil-e-nadaan tujhe hua kya hai,
aakhir is dard ki dawa kya hai?”
And Jaun Elia wrote:
“Dil takleef mein hai aur,
takleef dene wala dil mein”.
67 notes · View notes