Tumgik
#qaids
arcane-ersana · 1 year
Text
Shaitaan toh qaid hai toh mujhe yeh bagair namaz padhe sone ke mashware koun de raha hai :/
5 notes · View notes
t2cd47gun · 1 year
Text
Bigass teen cockriding her lover Naked movietures of people having anal sex and teen tamil boys gay Security caught fucking perky thief on head cam Thick White Girl Rides BBC Reverse Cowgirl Sara Lopes Fucks Giuliana Leme With A Big Dildo Oklahoma redbone thot sucking dick for blunt Tiny young gay twink videos free You nearly feel sorry for the guy as Boliviana cachonda Big Booty Thot smashed Horny Mom Sucks For Her Step Son While Daddy Is Outside
2 notes · View notes
fanofreading · 4 months
Text
Celebrating Quaid-e-Azam Day: A Look at an Annual Pakistani Tradition
On this momentous occasion, Pakistan reverently marks the 147th birthday of its founding father, Quaid-e-Azam Muhammad Ali Jinnah. As the nation unites to celebrate Quaid-e-Azam Day, it becomes an opportune time to reflect on the profound significance and enduring legacy of this iconic leader. Significance of Quaid-e-Azam Day Quaid-e-Azam Day holds immense importance in Pakistan as it…
Tumblr media
View On WordPress
0 notes
ittshb · 9 months
Text
Tumblr media
1 note · View note
aashufta-sar · 9 months
Text
Tumblr media
Waqt ki qaid mein zindagi hai magar, chand ghadiyan yehi hain jo aazad hain
385 notes · View notes
maihonhassan · 2 months
Text
In English we say:
“Downfall"
But Wajid Shaikh says:
“Imtehaano mein qaid hai zindagi ab kahin, milegi mohlat kabhi, toh hum bhi jee lenge.”
128 notes · View notes
kafi-farigh-yusra · 4 months
Text
ایسے آزاد نہ کر،
کہ قید ہو جائیں۔۔
Tumblr media
Ese azaad na kar,
K qaid ho jayen..
65 notes · View notes
theqalbofnight · 2 months
Text
Tumblr media Tumblr media
Mere Ghar ki deewaron mein qaid hain,Hanste hue bacchon ki awazein , jaati hui scooter ka dhuwan , aane waley logon ke hathon ke nishanaat , baap ke munh se nikli teekhi baatein aur roti hui Maa ki awazein
In diwaron ne dekha hai budhey baadhey logon ka Jana Nanhey bacche ka aana , talkh e aab o Dana , zawal o urooj e zamana , aurat ka tanhayi mein gungunana,
Ghar ki diwarein musnif hoti hai aur Ghar ki diwarein hain shayar bhi , Ghar ki diwarein laaj e Adam ka parda hain , yahi to hifz -e- jaan mardaan hain ,
Meri darkhwast hai Apni aabayi asal Na chodi jaye Ghar ki dewaarein na todi jayein
41 notes · View notes
iwajidshaikh · 2 months
Text
In English we say: "Downfall"
But Wajid Sheikh says:
"Imtehaano mein qaid hai zindagi ab kahin, milegi mohlat kabhi, toh hum bhi jee lenge
33 notes · View notes
sufiiiiiiii · 1 month
Text
vaqt ki qaid me zindagi hai magar
chand ghadiyan yahi hain jo azad hain
😔
22 notes · View notes
dashtetanhaii · 12 days
Text
Waqt ki qaid mein zindagi hai magar, chand ghadiyan yehi hain jo aazad hain
17 notes · View notes
whois-zayn · 14 days
Text
Hasraton se bhara hua qabristan hun main
Abaad karde mujhe ke viraan hun main
Tasalli dede mujhko ke tu hai idhar
Qaid mein tanha pareshan hun main
Tune chhod diya mujhe or bataya bhi nahi
Badalte rawaiye se teri hairaan hun main
Fark tera mujhko maar hi dalega
Jabtak jeeunga akhir insan hun main
Tumblr media
13 notes · View notes
mmwiddc · 3 months
Text
3|05|023
Archive
Hello ji  Namashkar Salam alaikum Sasriyakal Apka swagat hai 93.7 red fm par  Aap sunrhe hain apne Lucknow ka sabse pasandida show raat ke hamsafar 
Apke apne personal host 'Sehr' ke saathme Ji Aaj toh subha se hi barish apna Kamal dikharhi hai Kisi ki mehfil me mohabbat ke geet gunguna Rahi hai toh Kisi ko kisi ki yaad sata Rahi hai  Jo bhi ho  Ye kaali ghatayen ye baarish ye hawayein sukoon bahot deti hain  Aaiye aapko aajka ek wakhya batate hain  Shaam 7 bje hum Ghar jaane ke liye nikle  Baarish horhi thi socha bheeg jaynge toh cab karli jaaye  Cab ka intzaar karte karte baarish ko dekhte rahe  Kaafi sukoon tha us intzaar mein Lekin thoda sa dar bhi tha train chhot naa jaye  Cab aayi aur hum nikal gaye station ki taraf  Baarish rukne kaa naam hi nhi lerhi thi Aur main chahata bhi nhi tha ke wo ruke Maine cab waale bhaiya se pucha Bluetooth connect karlun main  Toh wo bole nhi hai  Par ye bolte bolte unhone volume up ki aur radio channel change kardiya  • Lucknow me kaafi suhana Mausam hai  Aur main hun Junaid aapke saath  Aajka aakhri gaana lekar  • Neele neele ambar par chaand jab aaye  • Mujhe tum yaad aagyin Cab dheere dheere chalrhi thi  Kabhi traffic light par ruk Rahi thi  Baarish ki boonden sheeshe par pad rahi thi  Maine do baar koshish ki wo sab capture Karlene ki  Lekin ehsas thodi naa qaid karskte hum  Maine phone band kardiya aur khogya tumhari yaadon me  Har ek guzarta manzar esa lagrha tha jaise  Tum apne haath se kisi purane jakhm par marham lagarhi ho  Aajkal tumhe kuch jyada hi yaad karne laga hun  Lekin kar bhi kya sakta hun  Bayan bhi kaise karun  Toh likh leta hun bas likhleta hun Jo mann me hota jab jab tumhari yaad aati hai  Bas likhdeta hun  Tumhe  Aur dekhta rehta hun waqt ko guzarte
19 notes · View notes
tasavvur-e-jaana · 8 months
Text
Dost
//
Woh mera dost tha so tha, Ab tum uske yaar ho toh sun lo, uski aadat hai yeh,
Der raat tak taaron ko chunta hai woh, Jab neend aankhmicholi khelti hai, Use sukoon deti kaynaat hai yeh,
Ab tum uske dildaar ho toh sun lo, uski aadat hai yeh,
Jab use gehre jungle mein Kisi pashu se khelta paoge, toh rootha hai woh, Samajh lena insaanon mein dam ghut raha hai,
Ab tum uske mukhtaar ho toh sun lo, uski aadat hai yeh,
Uski har naadani ko naadani na samajhna, Uski khuli hasi mein raaz-e-gham chhupe hain, Shayad uske sapnon mein uski aazaadi qaid hai,
Ab tum uske jaanisaar ho toh sun lo, uski aadat hai yeh.
Woh mera dost tha so tha, Ab tum jo uske dil-e-gulzaar ho toh sun lo…
//
A Lacchu POV.
posting old rrr poems. can be read as a standalone too.
37 notes · View notes
aashufta-sar · 6 months
Text
Tumblr media
Mujhe tou qaid e muhabbat azeez thi lekin kisi ne mujh ko giraftaar kar ke chor diya
To me the imprisonment of love was precious but someone captivated me and left.
Shakeel badayuni / شکیل بدایونی
141 notes · View notes
shurveer · 11 months
Text
Khayal rakhna.
Jab chehra apna dekho toh aankhon mein pyaar rakhna,
Apne charo aur ki khamoshi se ek haath ka faasle rakhna,
Do waqt ke khane ka,
Roz hisaab rakhna,
Apna, khayal rakhna.
..
khayal rakhna,
Ki jab bhi muskurao khulke muskurana,
Koi tumhari hassi ka deewana ho shayad,
Khayal rakhna,
Ki jab tumko darr sataye toh tum usko aankh dikha kar bhaga dena,
Ki woh darr tumse jyada darrta ho shayad,
Khayal rakhna,
Kon dost hai tumhare,
Unn ke paas saath chodne ke bahane pehle se tyaar ho shayad,
Khayal rakhna,
Kab se raah dekh rhi hai woh,
Kitne sapne hai uske, unhe bhi toh pura karna hai,
Isliye apna, khayal rakhna.
..
Khayal rakhna,
Ki tum andhere mein kahi zyada durr toh nahi jaa rhe ho,
Vishwas ki aag jalana mat bhulna,
Khayal rakhna,
Ki tum bhi kahi meri tarah khwahishon ki qaid mein band na ho jao,
Intezaar karna mat bhulna,
Khayal rakhna,
Bhale hi filhal aankhein naam hai, aur mann bechain ho rakha hai,
Khayal rakhna,
Agar awaazein sone nahi deti,
Koi baat nahi
Phir bhi tum, khayal rakhna.
..
Khayal rakhna,
Thodi himmat lagegi,
Magar apne liye nahi, toh kisi aur ke liye, aaj ke liye nahi toh kal ke liye, aur kal ke liye nahi toh apne sapne ke liye, Khayal rakhna.
Bass tum haunsle ko tootne mat dena, ummed rakhna.
..
Haa aur jab tumhe lage,
Ki ab mujhe khayal rakhne ki zaroorat nahi,
Tab kisi paraye ko apna bana lena aur usse kehna, "Suno apna khayal rakhna"
Usse abhi bhi zaroorat ho shayad.
..
Meri awaaz kisi din bheed mein kho jayegi,
Tab meri kabhi yaad aye toh, Khayal rakhna.
Aur kisi din agar bheed mein se madad ki awaaz aye, toh haath badhana mat bhulna,
Meri tarah koi sahare ke liye pukaar rha ho shayad.
..
Apna aur apno ka, khayal rakhna.
43 notes · View notes