Tumgik
#Jinke Liye
zestentertainment12 · 2 years
Text
youtube
Jinke Liye Hum Rote Hain | cover song by Kalpana Singh | जिनके लिए हम रोते हैं| Neha Kakkar Sad Song
0 notes
hereisnxbiya · 16 days
Text
“Hawao'n se bachane ki koshishe thi jinke liye.. Un chirago ko hamare haatho'n pe rehem na aaya.”
Poet : Shafin Khan @theshasays
Tumblr media
[ We tried to protect them from the winds, But those lamps found no mercy in our hands.]
11 notes · View notes
pieceofpoems · 4 months
Text
Humne roka unhe apni chot dikhane k liye
Jinke khudke zakhm bhare nhi the
Humne lena chaha unka sahara
Jo khud apne pairo pe thik se khade nhi the
-Sadiya Ajaz
9 notes · View notes
sanelyinsanemiss · 3 months
Text
Dil pareshan rehta hai unke liye, main kuch bhi nahi hu jinke liye~ ❤️‍🩹
6 notes · View notes
hinsaa-paramo-dharma · 8 months
Text
Jinke liye school jaate hai vo hi nahi aa rahe :')
14 notes · View notes
devspeaks · 18 days
Text
Aadha adhure khayal
Aadhe adure sawaal
Aadhe se iraade
Aadhe adhoore kuch fariyaad
Aadhe se kuch hum
Tum bin kya kaha kaise jee rehe hai hum
Aadhe se kuch sapne
Jinme aadhi si reh gayi wo baat
Aadhi si phir se reh gayi mulakaat
Puri ho na jaane kab ho apni baat
Aadhe se wo sawaal
Jinke adhoore hi reh jaane hain jawaab…
Phir bhi ek kosish humne chedi hai
Yeh waqt kuch aise tham jaaye
Aur woh ghadi sirf meri aur teri hai
Par ilm hai hamein iss baat ka bhi
Ki waqht ki fitrat me hai chalte jana
Na wakht ne hai rukna
Na humne hai milna
Zindagi ki is gaadi ko hai yunhi chalte chale jana
Par dua hai iss dil ki
Aap sada hasna, muskurana
Aur jab kabhi hamari yaadein zehen me dastak de jaayen
To meethe se nagme ki tarah
Hamare naam ka koi geet gunguna jana
Haan aur ek baat yaad rakhna
ki koi deewana sa tha hai aur rehega intezaar mein tere
Aur Kabhi gujre hum aapke khayal mein phir se wohi milenge intezaar mein tere
Wohi waqt wohi ghadi aur wohi Dil liye
Ki tu wapis aaye humare zindagi mein iss tereh
Jahan aapka waqt dil aur aap ho sirf humare liye
Jahan aapka waqt dil aur aap ho sirf humare liye.....
2 notes · View notes
shyam-kariya · 2 months
Note
Aap wo ho jinke liye prem patr likhne ko mann karta hai 💕
मेरा हाल बुरा है
लेकिन तुम कैसी हो लिखना
मेरा छोड़ो जान मेरी
अपना ख्याल तुम रखना
Waiting for such cutie cutiee letters😭
5 notes · View notes
abdulkealfaaz · 2 months
Text
“Jinke saath do baat karne ke liye tadap gaye hum,
Unki do baat sunke poori duniya se ruth gaye hum.
Jaha se marte marte bach ke nikle hum,
Hosh aane par ussi gali dubara gaye hum.”
-a.a.k.
5 notes · View notes
Note
Khwaabon Ki Madhushala
Khwaabon ki madhushala mein mujhe na chhodo,
Dil ki tanhai ko ab kehna hai kya,
Jinke liye tadapta tha, unhein pa na sake hum,
Ab kisi aur ke liye jee rahe hain kya.
Tumhari yaadon se rukhsat hote hote,
Kuchh is tarah to guzar jate hain hum,
Lafzon mein izhaar kar na sake unhein,
Jo dil ke karib the aur ab dur hai kya.
Yeh sach hai ki main khud ko bhula nahi sakta,
Tumhari yaadon se bhi main bhatakta nahi,
Par ab koi manzil nahi hai mere liye,
Tumhari aadat se ab mukar jate hain kya.
Khwaabon ki madhushala mein mujhe na chhodo,
Dil ki tanhai ko ab kehna hai kya,
Jinke liye tadapta tha, unhein pa na sake hum,
Ab kisi aur ke liye jee rahe hain kya.
This is so beautiful 😭
Thank you so much anon💜💜
17 notes · View notes
o-sahiba · 1 year
Text
Kabhi kabhi hota hai ni ki kaash koi shaqs hota jisse dher saari baatien ki ja sakti aur unn baat'on mein zikr apni aur unki har taqleef aur har khushi ka kiya jaa sakta. Jinke saath waqt kaise guzarta hai pta hi na chaley. Aur unki ek 'hello' se din khushnuma ho jaaye. Pta hai kya, har shaqs ke paas dost hote hain magar har shaqs unn dost'on ke itne qareeb nhi ho pata ka unke saamne apne zehen ki har khwaahish ko bayaan kar sakey. Apni har baat bina kisi khauf ke unhe bataa sakey. Haan, vo kehte hain k vo hain hmaare liye hmari har baat sunne ke liye. Magar aksar jab koi baat sunani hoti hai toh vo qareeb nhi hote. Ya shayad hum hi yakeen nhi kar patey ki vo sunenge humein. Ya phir ye ki hmari baatien ya hum unki zindagi mein koi ehmiyat rakhte hain. Shayad hum khud hi door chaley jaate hain ye soch kar ki koi kyu rokega humein. Aur phir jab haqeeqat mein koi nhi rokta toh yakeen ho jata hai ki shayad hmara wajood hi nhi kisi ki zindagi mein. Sab kehte hain ki 'you matter' magar kab takk?
9 notes · View notes
Text
“Tum kitna bhi chaho chhup nahi skti”
Main usey dekhna nahin chahti toh bs dari hui bethi rahi
Yeh sochkar ki jawab nhi dungi toh chala jaega
Lekin wo shor machata raha
Fir achanak darwaza tod ke ghus aya
Ek ek karke usne tum sab ke naam liye
Dheere dheere mere kaan mein bola
“Yaad hai wo jab aisa hua tha?”
Aur puri raat meri gardan daboche mujhe usne wo sab yaad dilaya
Jo bhulne ke liye zindgi kam pdh jaegi
Jaate jaate bola ki jinke naam mujhe sone nahin dete
Wo log abhi gehri nind mein hain
Jabse wo wapas gaya hai tabse main soch rahi hu
Kash main bhi tum sabke ghar ka darwaza todne aa jaun aur kahun
“Yaad hai wo jab aisa hua tha?”
Aur isse pehle ki tum yaad karo
Main tumhare sath wo kr dalu jo mere sath ye shaitan chah kar bhi ajtk nahin kar paya…
Par na toh main shaitan hu aur na hi mujhe tumko kuch yaad dilana hai
Bas itna jaan mein rakhna ki kisi ka bahaut kuch bigaada h tumne
Tumhara bigadna bhi baki h
2 notes · View notes
Text
Kash mumkin hota humare liye Zulekha ki tarha Ye dua karna,
Yusuf ka Deedar jinke Naseeb nahi,
Ya Rabb, un aankhon ka behtar hai
Naabeena Hona...
3 notes · View notes
iwantdoraemon · 5 minutes
Text
>>
God, aaj Hemant ne kaha paise aate hi me tumhara gold launga and tumko chor dunga, me nahi chahta ke tum aisi life jiyo.
i cried, i was crying the whole time when i was there. He is literally just breathing, he’s not living, not smiling, not laughing, not eating, i can’t see him like this. i’ve seen him spending money without even thinking. And today we do not have even ₹500/-. i don’t know why are you doing this to him, he has always believed you, he made me believe in you then why God? i just want an answer, tell me why are you doing this to him? There are hundreds of people out there who are earning crores doing wrong to other people why aren’t you punishing them? Why are you making my man cry? i know i want to go away from that house from those people but i can live with Hemant, we do not have personal issues. Aaj bhi jab ghar gayi toh pehle laga ke room service ke liye aayi hu me, washroom waha use nahi kar payi itna gandha tha jaise public toilet ho. Aur jab neech gayi toh aur bhi bura haal ghar ka, uss time toh mann mein yahi nikla ke Bhagwan sahi mein Hemant chor de mujhe toh hathohath bhagu iss ghar se. Koi baccha nahi hai waha phir bhi itna zyada kachra and their feet, OMG! Fuck! Road pe beggar hote hai na jinke paas footwear nahi hote pehne ko, waise per hai inke, bahar aisi bekar gali mein without footwear ghumte hai. Mera chota baccha hai lekin wo bhi aisa kachra nahi karta hai. Onion peels pade hai lobby/kitchen mein toh uthate bhi nahi, phir geele gandhe per ghumte hau jisse kichad hota hai, yukkkk😖 Bhagwan aap paisa la do Hemant ka saara par mujhe uss ghar se nikalo please!! Itne din me apne ghar mein rahi hu ab waha jane ka mann hi nahi ho raha. Kitna mann maar ke, ghut ghut ke waha jati hu rehti hu only i know. Please God kuch toh humari life mein acha kardo, please mujhe uss ghar se nikal do hamesha ke liye jald se jald🙏
1 note · View note
halaldua · 2 months
Text
Effective Nazar-e-Bad Ki Dua for Protection - Halal Dua
Islam ke rich teachings mein, hume kuch aise duas milti hain jinke zariye hum apne dilo-dimagh ko shanti aur guidance pa sakte hain. Inme se ek aisi dua hai jo humein dusre logon ke bure nazar ya "Nazre Bad" se bachane mein madad karti hai. Islam mein is evil eye ya buri nazar ka concept is par hai ki kisi ki irsha ya hasad se nuksan ho sakta hai. Is nuksan se bachne ke liye, log "Nazre Bad Ki Dua" jaise powerful dua ka istemal karte hain. Is blog mein hum explore karenge ki yeh dua Islam mein kyun important hai aur iska role believers ko nuksan se bachane mein kaise hota hai.
Buri Nazar Ka Matlab
Evil eye ka concept is par hai ki jab koi insaan ya cheez kisi ki nazar mein aata hai aur woh nazar buri hoti hai, toh usse kisi nuksan ka samna karna padta hai. Islam mein is baare mein bahut importance diya gaya hai aur is nuksan se bachav ke liye specific duas di gayi hain.
Nazre Bad Ki Dua
Nazre Bad KI Dua Islam mein bahut important hai. Iske liye ek common dua hai jo log rozana padhte hain:
بِسْمِ اللّٰہِ الرَّحْمٰنِ الرَّحِیْمِ قُلْ اَعُوْذُ بِرَبِّ النَّاسِۙۙ۔ مٰلِكِ النَّاسِۙۙ۔ اِلٰہِ النَّاسِۙۙ۔ مِنْ شَرِّ الْوَسْوَاسِ الْخَنَّاسِۙۙ۔ الَّذِیْ یُوَسْوِسُ فِیْ صُدُوْرِ النَّاسِۙۙ۔ مِنَ الْجِنَّةِ وَالنَّاسِۙۙ۔
Transliteration: Bismillah hir-Rahman ir-Rahim, Qul a'udhu birabbinnas, Malikinnas, Ilahinnas, Min sharril-waswasil-khannas, Allathee yuwaswisu fee sudoorinnas, Minal-jinnati wannas.
Translation: "In the name of Allah, the Most Gracious, the Most Merciful. Say, 'I seek refuge in the Lord of mankind, the Sovereign of mankind, the God of mankind, from the evil of the whisperer who withdraws, who whispers in the breasts of mankind, among the jinn and among the people.'"
Mahatva aur Labh
Allah Ki Hifazat Maangna: Nazre Bad Ki Dua, kisi ki buri nazar ya negative energy se hone wale nuksan se bachne ke liye Allah se madad maangne ka ek tareeka hai.
Imaan Ko Majboot Karna: Is dua ko rozana padhne se aapka imaan aur bhi majboot hota hai aur aapko yeh yaad rahta hai ki Allah hi sabse bada hifazati kavach hai.
Nuksan Se Bachav: Is dua ko padh kar log apne aap ko, apne pyaare ones ko, aur apni cheezon ko buri nazar se bachane ke liye Allah ki hifazat mein rakhne ka prarthana karte hain.
Jagrukta Badhana: Yeh dua logon ko yeh samajhne mein madad karti hai ki kisi ki irsha ya hasad ka asar ho sakta hai, aur iske khilaf savdhan rehna important hai.
Conclusion
Islamic adhyatmikta mein, Nazre Bad Ki Dua ek shaktishaali sadhan hai jo logon ko buri nazar ke asar se bachane mein madad karti hai. Is dua ko apne rozana ke amal mein shaamil karke, Musalman apne imaan mein aur bhi majbooti mahsoos karte hain aur Allah par poora bharosa rakhkar negativity se bachte hain. Is dua ki prabhavshil hone ke liye imaandaari aur vishwas bahut zaroori hai, jaise ki har dua mein hota hai. Nazre Bad Ki Dua ko aur acche se janne ke liye aap hamari website par jaa sakte hain.
0 notes
yasarimel · 3 months
Text
#dream about book of rooth
Date dream 21 january 2024 ki beti raat.. Takriban 2.30 waze ke baat.. . Main sua… main kya dekhta huj…. Humare ghar men e fauji hain. Or wuh. Apne telephone ke dwara comandar ji jung ladwa rahenn hain.. Jung lgi hui khalra mandi men…or ho kya raha jab teen bhari shanti bolte indian army bande marte jaten… Nd phir.. comandar jo humare ghar men fuju sikh.. tin jane. Wuh apne sathiyo jo bol raha hai… ki. Ye dusra tarah ka atack thumhen chhup rehha bolna nhi phir tumhari jaan bachhe gi.. Ek baar shanti bolo bus. Nd phir men tumari jaan bachi rahi gi… Nd phir men kya dekhta Humara nanu raghbir singh fuji kuch or family member ..mere sath wale camre men shadi ki tarah bhara hua huta.. To main jb apne camre men jata hun..to khud ekala pata hun.. or jab mere sath wale camre men jata hun.. to kehta ki humara itna bhada pariwar. Tha.. or mujhe to dekh kar ghabrahat huti hai.. Phir kya huta humare ghar men ek mama ranjit ata hai sidiyi charta hun.. Main use pehle ye kehtA hun.. or wuh ajib hi tarike se glas mun se pakrta pani bharta or.. mun ke bal hi glass ke sahare pani pine lgtA hai… Nd phir wuh bnda alag si shakal jaise kan sAfai krne wale.. hute. To wuh kam krne ilawa kuch or bolne lg jata hai ajibo greeb nd.. phir… main use baga deta.. Hun..meri bibi kehti ye kauna tha ajib sa.. Nd phir kya maile ki tarah Khalra se bhikhiwind ko Jahan rahe.. wahan par bauht bhade level ki bandgi pastor nazarth raja ke dekh rekh ki men.. Ek purab se pacham tarf lge zmin par or ek do manzli kile ke jaise kothi bani hui hai.. Nd sangat baith purab ki tarf samna hai.. or pachim ki tarf pith hai.. Or wahan par men zimini stage par ek geet gata hun….jiske lyrics punjabi men samjh nhi ate.. antre men.. nd.. waha par ek ladka akar stage ko lead krne lg jata hai baith kar… Nd phir men dekhta hun stage piche pastor raj cream color ka safari suit pehan kar niche baithe hute hain… Phir men sangti men ek side men ja kar khada ho jata hun… or rooth ki kitaab men hebrew.. men jo ki bauht bhadi kitab hai… Jise km se km 2 admi uths rahen or wuh bauht se hain utni hi jitni khadi hui sangti ki churai or.. Ek kothri ke upar.. jake wuh sari kholi jati hain… Aise hain.. jaise farishte.. Nd dusra uske ek upar ki kothri men paras gill ga rahe os kitaab ko kholne ki izat men.. Or phir wuh samapat krke niche ate hain.. Nd sangati men chalne phir lagten men unmo ignor kr raha nd phir wuh mujhe ek apne atitude men ignoras se hath milate nd maskri si mushkrahat men.. jo janta huta magar phir bhi na janne ki acting krta muskarate hue.. bolta hum ekathe hi hainn..maine tum log bnati or nalki log.. jinke age insaano ki koi value.. Jo kisi bhi insaan ki jaan tumhare age koi value nhi rakhti.. Ye tumara muskrana bhi jutha hai nkli hai.. tum log musibat men chod ke baag jate ho.. Nd mera bus nhi chlta main tumhen jaan se mardo.. Magar tumhen khuda hi jane… Phir kya huta.. paras gill ke liye white gadi hai.. Jo ambolance huti.. Or uspar red color ka plus ka nishan huta hai.. Or paras gill ke baith te hi.. Wuh ambulance men dhara men khun bahne lgta.. Nd wuh ambulance chali jati hai.. Or meri ankh khol jati hai..
0 notes
kaishmansoor · 5 months
Text
Lehje mein badtameezi aur chehre mein naqaab liye phirte hein,
Jinke khudke khate kharab hein wo mera hisab liye phirte hein.
0 notes