Tumgik
#urdu sher
maihonhassan · 1 day
Text
How hopeless a poet was when he wrote this line:
"Tum se bohat kuch kehna hai magar, kabhi tum nahi milte kabhi alfaaz nahi milte."
61 notes · View notes
komal01 · 8 days
Text
Mil jaye sab kuch zindagi mein, toh fariyaad kiski karoge;
Mulaqaat hone lage jo roz, toh yaad kisse karoge!
112 notes · View notes
poetxtext · 2 months
Text
When mohsin naqvi wrote
Ushool-e-mohabbat mein tum khud bewafa ho,woh jo bhichada toh tum mar kyu nahi gaye
And Wajid Shaikh replied
Laazim hain unse bhichad kar zinda rahna wajid,yeh hunar-e-bewafai bhi humne unse hi shikha hain
I got my reply here for all my sufferings and healings
82 notes · View notes
om-is-ok · 27 days
Text
Jakdi hui hai in mein meri saari kainaat
Jo dekhne mein narm hai teri kalaaiyyan.
-Ahmad Nadeem Qasim
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
66 notes · View notes
nemralam · 2 years
Text
Tumblr media
My eyes yearn to see you so come home from distant lands, beloved
1K notes · View notes
blogbyher · 8 months
Text
One of the hardest things in the world is deciding whether to wait or to give up. You cling on to that tiny fiber of hope that things will work out but the wait take its toll on you. You get fatigued, frustrated, miserable and you just want to be done with it but your heart still yearns for them. Unless that person crushes every last hope you'll always choose to wait.
Just like Ahmed Faraz Said Ab tak dil-e-khushfehm ko tujh se hain umeedein, Yeh aakhri shama'en bhi bujhane ke liye aa
159 notes · View notes
blogbyameera · 1 year
Text
Nizar qabbani said " Not everything in the heart can be said so God created Sigh, Tears , Long sleep , Cold smile and Shivering of hands "
Waqt e fajr ho chuka tha , mein khuda ke samne aur dil mere samne rota raha
600 notes · View notes
"you are beautiful " naahh
say -
जिस भी फ़नकार का शहकार हो तुम
उस ने सदियों तुम्हें सोचा होगा
43 notes · View notes
nowaybiba · 7 months
Text
when javed ali said, “aadatein jaisi hai tu meri, aadatein kaisi bhoolun bhala?” and when jaun elia said, “kaise chhod dun mai tumhe jaana, tum meri zindagi ki aadat ho” and when dushyant singh said, “ek aadat si bann gayi hai tu, aur aadat kabhi nahi jaati” and when ahtamam sadiq said, “musalsal sochte rehte hain tumko, tumhe jeene ki aadat ho gayi hai” -
113 notes · View notes
Text
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
Ghazal- "Kal chaudhavi ki raat thi" by Ibn e Insha
90 notes · View notes
harf-e-kun · 16 days
Text
خزاں کی رت میں گلاب لہجہ بنا کے رکھنا کمال یہ ہے
ہوا کی زد پہ دیا جلانا جلا کے رکھنا کمال یہ ہے
Khizan ki rut mein gulab lahja bana ke rakhna kamal ye hai
Hawa ki zad pe diya jalana jala ke rakhna kamal ye hai
ذرا سی لغزش پہ توڑ دیتے ہیں سب تعلق زمانے والے
سو ایسے ویسوں سے بھی تعلق بنا کے رکھنا کمال یہ ہے
Zara si laghzish pe tod dete hain sab talluq zamane wale
So aise waison se bhi talluq bana ke rakhna kamal ye hai
کسی کو دینا یہ مشورہ کہ وہ دکھ بچھڑنے کا بھول جائے
اور ایسے لمحے میں اپنے آنسو چھپا کے رکھنا کمال یہ ہے
Kisi ko dena ye mashwara ki wo dukh bichhadne ka bhool jaaye
Aur aise lamhe mein apne aansu chhupa ke rakhna kamal ye hai
خیال اپنا مزاج اپنا پسند اپنی کمال کیا ہے
جو یار چاہے وہ حال اپنا بنا کے رکھنا کمال یہ ہے
Khayal apna mizaj apna pasand apni kamal kya hai
Jo yaar chahe wo haal apna bana ke rakhna kamal ye hai
کسی کی رہ سے خدا کی خاطر اٹھا کے کانٹے ہٹا کے پتھر
پھر اس کے آگے نگاہ اپنی جھکا کے رکھنا کمال یہ ہے
Kisi ki rah se Khuda ki Khatir utha ke kante hata ke patthar
Phir us ke aage nigah apni jhuka ke rakhna kamal ye hai
وہ جس کو دیکھے تو دکھ کا لشکر بھی لڑکھڑائے شکست کھائے
لبوں پہ اپنے وہ مسکراہٹ سجا کے رکھنا کمال یہ ہے
Wo jis ko dekhe to dukh ka lashkar bhi ladkhadaye shikast khaye
Labon pe apne wo muskurahat saja ke rakhna kamal ye hai
26 notes · View notes
maihonhassan · 1 year
Text
In english we says;
“maybe we should let this go”
But in urdu we say;
“wo afsana jise anjam tak lana na ho mumkin, usay ek khoobsurat mor de kar chorna acha.”
419 notes · View notes
komal01 · 10 days
Text
Qaraar dil ko sadaa jiske naam se aya;
Woh aaya bhi toh kisi aur kaam se aya
104 notes · View notes
kafi-farigh-yusra · 7 months
Text
اب کے اوس کی بوندوں نے دِل میں آگ لگائی ہے
دل پہ کس نے دستک دی ہے, تُم ہو یا تنہائی ہے؟
~راحت اندوری
Tumblr media
Ab k o'os ki boondo'n ne dil mai aag lagai hai
Dil pe kis ne dastak di hai, tum ho ya tanhai hai?
~Rahat Indori
71 notes · View notes
heruntoldfeelingss · 7 months
Text
Tujhse kehna tha bohot kuch,
Lekin kaha nahi gaya.
Itne khat likhey teri yaad mei,
Lekin tujh tak pohchaya nahi gaya.
Ab vo saare khatt,
Mere dil ki almaari mei mehfooz hai.
K kisi na kisi din kahin tu mile,
Toh tujhe sunaenge,
Tere bin kya guzri,
sabb bataenge.
Tumblr media
••••••••••••••••
Kaash tum kuch kehdete,
Izhaar naa sahi koi ishaara kardete.
Mere intezaar ki inteha hogayi,
Baatein adhoori rehgayi.
Kuch nahi toh koi khat likhtey,
Mera haal puchte,
Ya kuch apni sunaate.
Jab dil mei koi baat ho toh kehdena chaiye,
Waqt rehte hi apno ko mana lena chaiye.
Tumblr media
65 notes · View notes
nemralam · 1 year
Text
Tumblr media
Ask not of the night of separation; it came, and it passed away
My heart found a way to please itself again; life found a way to get back on track again
Faiz Ahmad Faiz || Written at Jinnah hospital Karachi in 1953
Book : Nuskha Hai Wafa (Pg. 245)
920 notes · View notes