Tumgik
#tu safar mera
goddessofwild · 1 month
Text
Any Indian MDZS or The Untamed fan here?
If yes, then is it just me being their crazy fan or "moh moh ke dhaage", "Hasi" and "Siyaah Raatein" does really suits them perfectly?
For reference to those who don't understand Hindi, here are the links of songs' lyrics with translation.
Moh Moh Ke Dhaage -
Hasi -
Haan hasi ban gaye
Haan nami ban gaye
Tum mere aasmaan
Meri zameen ban gaye
Yes, you have become my smile
Yes, you have become my tears
You have become my sky
You have become my earth
Haan hum badalne lage
Girne sambhalne lage
Jab se hai jaana tumhein
Teri ore chalne lage
Yes, I have started to change
Started to stumble and gain stability
Since I have come to know you
I started walking/moving towards you
Har safar har jagah
Har kahin ban gaye
Maante thhe Khuda
Aur haan wahi ban gaye
Every journey, every place
You have become my everywhere
I used to believe in god
And you have become one
Pehchaante hi nahi ab log tanha mujhe
Meri nigaahon mein bhi hai dhoondte wo tujhe
Hum the dhoondhte jisey wo kami ban gaye
Tum mere ishq ki sar-zameen ban gaye
People no longer recognise me without you
Even in my eyes they look for you
You have become the one that I was lacking
You have become my land of love
Siyaah Raatein -
Faili thi siyaan raatein
Aaya tu subah leke
Bewajah si zindagi mein
Jeene ki wajah leke
Khoya tha samandaron mein
Tanah safina mera
Sahilon pe aaya hai tu
Jaane kis kadar leke
You brought morning
To my dark night
You brought reason to live
In my meaningless life
I was like a boat
Lost in the vast sea
I have no idea how
But you brought it(me) to the shore
Kuch toh hai tujhse raabta
Kuch toh hai tujhse raabta
Kaise hum jaane
Humein kya pata
Kuch toh hai tujhse raabta
There is some connection with you
There has to be a connection with you
How would I know
I don't know how
There is some connection with you
Ab kya hai kehna
Humko hai rehna
Jannatein bhulaake
Teri baahon mein panaah leke
What is there to say
I want to live
Forgetting the heaven
Taking shelter in your arms
Meherbaani jaate jaate
Mujhpe kar gaya
Guzarata sa lamha
Ek Daaman bhar gaya
Tera nazaara.. mila
Roshan sitaara mila
Takdeer ka
Jaise koi..
Ishaara mila
It showed compassion to me
While passing by
A moment that was just passing by
Gave me what I needed
Seeing you was like
seeing the bright star
It was like
A signal
Of destiny
Ruthi hui khwaaishon se
Thodi si sulah leke
Aaya tu khamoshiyon mein
Baaton ki jirah leke
Khoya tha samandaron mein
Tanah safina mera
Sahilon pe aaya hai tu
Jaane kis tarah leke
You brought back the desires
Which has already left me
You filled my silence
With your bickering of talk
I was like a boat
Lost in the vast sea
I have no idea how
But you brought it(me) to the shore
37 notes · View notes
hum-suffer · 1 month
Note
lo safar shuru ho gaya
mera hum suffer tu ban gaya
Girl HI where were youuuuu
Me converting dusro ka suffer to safar by being hum suffer
8 notes · View notes
Text
Angsty Songs That Fit Arnav-Khushi
IPKKND Playlist #2
Tumblr media
“Hum safar main toh hai, humsafar hai nahi” - Tune Jo Na Kaha
Tumblr media
“Woh humsafar tha, magar usse, humnawaayi na thi...” - Woh Humsafar Tha
Tumblr media
“Saazish main shaamil, saara jahaan hai...” - O Re Piya
Tumblr media
“Tum hamaare jitne the, sach kaho kya utne the? Jaane do, mat kaho, kitne the...” - Ek Tukda Dhoop
Tumblr media
“Itna toh bata, mausamo ki tarha, tu badalta gaya kyun hai?” - Tu Hi Tu
Tumblr media
“Tera yakeen kyun, maine kiya nahi, tujhse raha kyun juda... Mujhpe yeh zindagi, karti rahi sitam, tune hi di hai panaah...” - Tera Mera Rishta Puraana
Tumblr media
“Tu bin bataye, mujhe le chal kahi.” - Tu Bin Bataye
Tumblr media
“Jo main jaanti ke preet mein pagal hoye, toh dhol nagada peet ke kehti preet na kariyo koyi.” - Preet
Tumblr media
“Kitni baatein yaad aati hai, tasveerein si ban jaati hain. Main kaise inhein bhooloon? Dil ko kya samjhaun?” - Kitni Baatein
Tumblr media
“Aashiqui baazi hai taash ki, tootte-bante vishwaas ki,” - Milne Hai Mujhse Aayi
-- -- -- -- -- --
Hope you all enjoyed this! I highly recommend everyone to make their playlists because omg it’s so damn entertaining to hear the music preferences and even see the overlaps!
Best,
- Angst JWB
41 notes · View notes
sajniiii · 10 months
Text
Tumblr media
tu hi mera dildaar, tu dil ka qarar, nahi iss baat sey mujhey koi inkaar
Tumblr media
sajdey mei bethey hai jitni dafa, woh meri mannat mei harr baar hai
Tumblr media
lagey jeet si mujhko, yeh haar hai kaisi?
Tumblr media
mei tera sarmaaya hun, jo bhi mei bann paaya hu
Tumblr media
itni be rang bhi, toh nahi zindagi, harr mulaqaat mujhsey yeh keh jaati hai
Tumblr media
mei tera hojau, jo tu kardey ishaara
Tumblr media
ishq ki chingaariyon ko phir hawa deney lagey
ahad raza mir and sajal aly as dr. asfandyar and dr. zubia in yakeen ka safar (2017)
humein itna pyaar// kalank (bonus track)//kuch khaas// tum se hi// teri jhuki nazar (film version)//tere sang yaara// ishq
21 notes · View notes
safdarrizvi · 2 months
Text
Itna To Mere Haal Par, Ehsan Kiya Kar
Ankhon Se Mera Dard, Pehchan Liya Kar
Kuch Sath De Safar Me, Bohat Thak Gaya Hon Mein
Kuch Pal Hon Tere Saath, Meri Maan Liya Kar
Afsaney Mohabbat Ke, Adhurey Na Chor Tu
Jurm-E-Wafa Ka Mujhse, Har Bayan Liya Kar
Muddat Hui Is AAS Par, Thehra Hua Hon Mein
Bhulay Se Kabhi Tu Bhi, Mera Naam Liya Kar
Kar Apni Zaat Se... Wabasta Tu Mujhe
Ho Kar Khafa Mujh Se, Na Meri Jaan Liya Kar
3 notes · View notes
indiesole · 11 months
Text
Indies (Lifetime) Playlist Tributes to Music Legends -Part 5
SHIV HARI 'S TOP 75 COMPOSITIONS ! :
Yt Link:
Yeh Kahaan Aa Gaye Hum – Silsila
Dekha Ek Khwab – Silsila
Tere mere hoton pe - Chandni
Megha Re Megha - Lamhe
Morni Baga Ma Bole - Lamhe
Chudiyan Khanak Gayeen - Lamhe
Likha Hai Yeh - Darr
Ye lamhe ye pal hum - Darr
“ – “ (sad version)
Kabhi Main Kahoon - Lamhe
Mohe Chhedo Na - Lamhe
Neela Aasman So Gaya (Male) – Silsila
Neela Aasman So Gaya (Female) - Silsila
Baadal Pe Chalke Aa - Vijay
Tu Saawan Main Pyaas Piya - Parampara
Main Sasural Nahin Jaoongi - Chandni
Chandni O Meri Chandni - Chandni
Sar Se Sarke - Silsila
Ladki Hai Ya Shola - Silsila
Aa Meri Jaan - Chandni
Lagi Aaj Sawan Ki - Chandni
“ (Jhankar)- “
Meri Bindiya - Lamhe
Jo Tum Todo Piya - Silsila
Khud Se Jo Vada Kiya Tha - Silsila
Gudiya Rani - Lamhe
Mehbooba - Chandni
Jaadu Teri Nazar - Darr
Tu Mere Saamne - Darr
Yaad Nahin Bhool Gaya - Lamhe
Ishq Da Rog Bura - Darr
In Aankhon Ke Zeenon Se - Faasle
Meri Aankhein Hain Aap Ki Aankhein - Vijay
Chandni Tu Hai Kahan - Faasle
Janam Janam - Faasle
Darwaza Band Karlo - Darr
Parbat Se Kaali Ghata Takraee - Chandni
Mere Haathon Mein - Chandni
Medley - Lamhe
Tu Mujhe Suna - Chandni
Sahibaan Meri Sahibaan - Sahibaan
Prem Hai Deepak Raag - Sahibaan
Yeh Qaafile Yaadon Ke - Faasle
Ham Chup Hain (sad) - Faasle
Hum Chup Hain - Faasle
Mere Sathiya Mere Saath Chal - Parampara
Faasle Hain Bahut - Faasle
Bahan Jinah Di Pakdiye - Silsila
Rang Barse - Silsila
Ang Se Ang Lagana - Darr
Tu Kya Pyar Karega - Sahibaan
Is Mele Mein Log Aate Hain - Sahibaan
Bansuri Yeh Bansuri Nahin - Sahibaan
Solah Button Meri Choli - Darr
Aadhi Raat Ko Palko Ki Chhaon Mein - Parampara
Are Jaane Wale Mujhe Chod Ja Tu - Sahibaan
Hum Banjare Dil Nahi Dete - Parampara
Zindagi Har Janam - Vijay
Main Botal Nahin Sharab Ki - Sahibaan
Mhare Rajasthan Ma - Lamhe
Akkad Bakkad Bambe Bo - Vijay
Tera Karam Hi Teri Vijay Hai (male) - Vijay
“ (female) – “
Phoolon Ke Is Shehar Mein - Parampara
Naujawano Ka Zamana Hai - Parampara
Rakhna Athanni Sambhalke - Vijay
Mora Banna Dulhan Leke Aaya - Faasle
Sun Le Ye Saara Zamana - Faasle
Moments of Rage Dance (Instrumental) - Lamhe
Moments Of Passion ( Instrumental) - Lamhe
Mere Hathon Mein Nau ( Instrumental) - Chandni
Dance Music (Instrumental) - Chandni
INDIE'S ALL TIME 60 NO. 1's ! ! (Based on the No. 1 Songs at Binaca's Annual Bollywood Music Countdown - from 1953-93!)
Yt Link:
List:
Meri Pyari Behaniya Banegi Dulhaniya (2nd version) - Sachaa Jhutha
" (1st version)
Zindagi Ek Safar - Andaz
Shayad Meri Shaadi Ka Khayal - Souten
Tu Ganga ki Mauj - Baiju Bawra
Ae Dil Hai Mushkil Jeena yahan - CID
Chahunga Main Tujhe Saanjh Savere - Dosti
Duniya mein kitna gham hai - Amrit
Sawan Ka Mahina Pawan Kare Shor - Milan
Papa Kehte Hain Bada Naam Karega - Qayamat Se Qayamat Tak
Teri Pyari Pyari Surat Ko - Sasural
Mere Samne Wali Khidki Mein - Padosan
Ankhiyon Ke Jharokhon Se - Ankhiyon Ke Jharokhon Se
Ab Kya Misaal Doon - Aarti
Ehsan Tera Hoga Mujh Par - Junglee
Jo wada kiya vo nibhana padega - Tajmahal
Tu pyaar ka sagar hai - Seema
Nain so nain nahi milao - Jhanak Jhanak Payal Baje
Yashoda Ka Nandlala - Sanjog
Angrezi Mein Kehte Hain Ki I Love You - Khuddaar
O Sathi Re Tere Bina Bhi Kya Jeena – Muqaddar ka Sikandar
Baharon phool barsao mera mehboob aya hai - Suraj
Mere angane mein tumhara kya kaam hai - Laawaris
Gori Hain Kalaiyan - Aaj Ka Arjun
Tarzan o my Tarzan - Adventures of Tarzan
Chalo Bhaag Chalein Purab Ki Ore - Kalyug Aur Ramayan
Zindagi Ka Naam Dosti - Khudgarz
Mere paas aao mere dosto ek kissa suno - Mr. Natwarlal
Om shanti Om - Karz
Dekha Hai Pehli Baar - Saajan
Mera Joota Hai Japani - Shree 420
Mere Mann Ki Ganga Aur Tere Mann Ki Jamuna - Sangam
Aaja re o mere dilbar aaja - Noorie
Jaayen Toh Jaayen Kahan - Taxi Driver
Zara Saamne To Aao Chhaliye - Janam Janam Ke Phere
Dafaliwale Dafali Baja - Sargam
Do Hanson Ka Joda Bichad Gayo Re - Ganga Jamuna
Hai Apna Dil To Awara - Solva Saal
Yeh Zindagi Usi Ki Hai - Anarkali
Jis Dil Mein Basa Tha Pyar Tera - Saheli
Chitthi Aayi Hai - Naam
Kabhi Kabhie Mere Dil Mein – Kabhi Kabhie
" (male version)
Kaise Rahun Chup - Intaquam
Khaike Pan Banaraswala - Don
Yaari Hai Iman Mera Yaar Meri Zindagi- Zanjeer
Maine Pyar Tumhi Se Kiya Hai - Phool Aur Kaante
Sun Saiba Sun - Ram Teri Ganga Maili
Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi (Male)- Barsaat Ki Raat
Nirbal se ladayee - Diya Aur Toofan
Mehngai Mar Gayee - Roti Kapda Aur Makaan
Mujhko yaaron maaf karna main nashe me hoon - Main nashe me hoon
Haal Kaisa Hai Janaab Ka - Chalti Ka Naam Gaadi
Dum Maro Dum - Hare Rama Hare Krishna
My Name Is Lakhan - Ram Lakhan
Mera jeevan kora kagaz – Kora Kagaz
Dil Vil Pyar Vyar Main Kya Janu Re - Shagird
Choli Ke Peeche Kya Hai - Khalnayak
Bindiya Chamkegi Chudi Khankegi – Do Raaste
Tu Mera Jaanu Hai - Hero
Koi Patthar Se Na Maare - Laila Majnu .
RUNA LAILA 's TOP 120 (HINDI) SONGS ! :
Yt Link:
Dama dum mast qalandar
"
"
Tumhe ho na ho mjhko toh itna yakeen hai
Do deewane shehar mein
Ghungroo toot gaye
Chidiyan da chamba
Chitta kukkad banere te
Kala sha kala
Nashe siya band botale
Kurti meri chheet di
Katyu chuk
Mera babu chhail chhabila
" (Pak film)
" (Hin film)
Ye dil vale aao
Kat te hain din
Dilbar haseena
Meri jaan tujhpe
Aaja piya
Lao mehndiyan
Mehndi taan sajdi
Aaya ladiye
Pukaro o kanha tum
Bole re papihara
Pardesi pakhiara
Gulon mein rang
Bana gulab toh kante
Khayal-o-khwab
Aaye kuch abr
Zakhm ko phool
Sunri abhagan
Kabi kaha na kisi se
Kehdo is raat se ruk jaye
Kya aise kam sukhan se koi
Dil ki haalat ko koi kya jaane
Ab kahan pyaar mein
Uzr aane mein bhi
Garche sau baar
Aziz itna hi rakho
Nagma o shar se hay
Aa ke aik pal mujhe
Ja re ja kaga
Kehdo iss raat se
De de pyaar de de
Romance
Pyaar woh shararat
Chalo chalen
Aao sunlo
Pyar karen
Allah re is dil ne
Badra le ja neer
Piya aaja sawan aaya
Jab teri yaad ka toofan
Unki nazron se jo
Preet bhi jhuthi
Tu khafa hai toh
Main woh kanwal hoon
Ali baba ali baba
Kaho sakhi kaho sakhi
Ek se badhkar ek
Eh dil mera banjara
Raavan dhakna
Saanjh savere
Dhoop ho
Mera bhola sanwariya
Aapko do ghadi fursat
Yeh dil
Chanka mainu
Chiktara chiktara
Kehdo iss raat se
Aese chup hain
Saiyan ja re ja
Ranjish hi sahi
Surmayi shaam
Wadiyan wadiyan
Kabhi kaha na kisise
Dekha tujhe toh nazren fisal gayi
Mar gayoo re rasgulla ghumai ke
Main kali anar ki
Woh aankhen
Saathi saath nibhana
Haiya hoo
Disco express 85.Tera mera saath rahe
Daiya re daiya
Mere meherban 88.Jabse humne khizan ko
Sun saathi sun
Mera babu chhail chhabila
Jadoo
Holiday
Hello hai
Pyar tra aye jaan e jaan
Dil tera deewana
Suno suno meri ye kahani
Jab tak jahan mein
Yaadon ka dhuaan
I love to sing for you
Disco premee
Oh nooo
Chalo tumne kisi se
Tum na aaye oo
Chhod gaya re chaiyan
Tum aaye ho na
Doob gayi sab yaadein
Jaaiye shauq se jaaiye
Aap dil ki anjuman mein
Tham tham kar
Ek mahal tha
Kaisa gharonda toota
Tooti hai meri neend
Piya ao na
Meri marzi main gaoongi
Don't be silly
O ho ho ho jaanan
Aap ne jab se mujhe
Ganga amar ma
Majhi tumhi majh
O majhir .
ANTARA CHOWDHURY’S TOP 20 HINDI SONGS! (@INDIES) :
Yt Link:
.Tum ho kahan
.Dheere dheere – Minoo
.Dheee dheere(duet) -Minoo
.Yeh nigahen – Khoya Khoya Chand
.Aaja aaja – Oh Darling Yeh Hai India!
.Aisa bhi hua hai – Madhur Smriti (pvt album)
.Mane na mane na bandhan – (pvt album)
.Beet jaat barkha rut – Madhur Smriti (pvt album)
.Man se man ka – Title song of TV serial ‘Tumhari Disha’
.O koi ajnabi - Madhur Smriti (pvt album)
.Aur ek sham maine tere naam-Madhur Smriti (pvt album)
.Diwane ho - Madhur Smriti (pvt album)
.Teri galiyon me hum aaye - Minoo
.Mastana ye jharna - Madhur Smriti (pvt album)
.O Kaali re - Minoo
.Maina ke maina ke – Chemmeen Lahren
.Ishq ka naam hai - Pehredaar
.Kyun aaj kal – 7 ½ Phere
.Khwab khwab – Mann Ke Manjeere (pvt album)
.Sajne tere naina - Madhur Smriti (pvt album)
.Aaya dekho re salona din – Triyacharitra .
JAGJIT KAUR ‘S TOP 30 HINDI SONGS! :
Yt Link:
.Tum apna ranjo gam - Shagoon
.Gori sasural chali – Shagoon
.Baaj rahi hai ohir bansuriya
.Chanda gaye ragini – Dil-E-Nadan
.Mohabbat ki dhun – Dil-E-Nadan
.Dekh lo aaj hum ko - Bazaar
.Pehle toh aankh milana – Shola Aur Shabnam (1961)
.Tu kaunsi badli me mere chand hai aaja
.Agar dil dil se takraye toh – Shola Aur Shabnam
.Khamosh zindagi ko ek afsana mil gaya – Dil-E-Nadan
.Chal aao sainya - bazaar
.Pind dia number dara
.Kahe ko byahi bides
.Hariyala banna aye re – Razia Sultan
.Chanda gaye raagni - Dil-E-Nadaan
.Kab yaad mein tera saath nahi - Anjuman
.Ladi re ladi –Shola Aur Shabnam (1961)
.Dard bola toh sunai dega – Dard (serial)
.Pehle jo mohabbat se inkar kiya – Pardesi (1941)
.Lai we ranjhya wah – (Punjabi folk)
.Uske khel nirale - Noorie
.Phir meri khabar lene – Yeh kya jagah hai doston
.Sakhi re sharmaye – Pyase Dil (1974)
.Phir wohi sawan aya – Shola Aur Shabnam (1961)
.Ada jadoo – Mera Bhai Mera Dushman
.Aashiq ho toh aisa ho- Noorie
.Suniye huzoor pyar ka charcha - Suryamukhi
.Nain milake pyar jagake – Mera Bhai Mera Dushman
.Sadda chidiya da chamba ve – Kabhi Kabhie
.Idhar aa sitamgar – Sawaal
.Baaje shehnai ri banno – Chambal Ki Kasam
.Suno na bhabhi – Thodisi bewafaii
.Mahiya ve mahiya – Posti (1950)(Punjabi) .
AARTI MUKHERJEES’S TOP 50 (HINDI) SONGS ! :
Yt Link:
Do naina aye ek kahani – Masoom
Manokaamna – Manokaamna
Shyam teri bansi pukare – Geet Gata CHal
Aaiga aiga aiga ye kya ho gaya – Boyfriend
Sara mora kajra churaya tumne – Do Dil
Dhire dhire dhal re Chanda – Angulimaal
Yeh kya hua mujhko – Manokaamna
Solah shukrawar bishi anusar – Solah Shukrawar
Chanchal bada – Manokaamna
Main wohi darpan wohi – Manokaamna
Kabhi kuch pal Jeevan ke – Rang Birangi
Do panchhi – Tapasya
A mere humkadam – Humkadam
Chhodo baiyan na chheda mohe – Taraana
Aaj ki raat charongi – Khamoshi
Soye jasbaat – Ek Baar Kaho
Milan kar do mere ram se – Lallu Ram
Billi bajaaye baaja – Sahara
Kar gaya kanha – Geet Gaata Chal
Husn hai ya koi qayamat hai – Saudagar
Meri tanhai ka – Rusvai
Yaadon ko bhool jaye – Sooraj Mukhi
Hey bansi wale teri gali aye hain gwale – Phir janam lenge hum
Bachchon tum ho khel khilone – Tapasya
O paatal ke raja – Nagin Aur Suhagan
Tera mera jeevan bhar ka sath hai – Pyar Ke Rahi
Tum hamare ho – Chimney ka dhuan
Nache re languriya – Lallu Ram
Brahmachari – Lallu Ram
Pyaar ki raah mein – Ek Baar Kaho
Pyare bhaiya ki main – Mangal Dada
Happy birthday to you – Sajan Bina Suhagan
Dheere dheere dhalte dhalte din dhal jaye – Dukh Dard
Teri meri mohabbat bhi – Khoon Ki Takkar
Tum bhi akele toh kuuch bhi nahi – Nai Imarat
Nainon mein chori chori - Nadaniyan
Rakh ke dher ko – Abnaband
Insaniyat hi sabse pehle – Ram Tere Kitne Naam
Dekho sapne saje dhol – Ganga Ki Saugandh
Rang se – Love In Canada
Jaago anjaani rajkumari – Ek Soorat Do Dil
Ek do teen gin bhai gin – School Master
Yeh samaj kab tak – Be abroo
Jai ho mata – Aangan Ki Kali
Dhoop bhi dekhi – Aangan Ki Kali
Zinda hoon magar zinda hoon nahi – Khanjar
Yaad ati rahi shakl bholi teri – Lallu Ram
Dukhiyon pe kuch raham karo – Talaq
Ae Watan Tujhko Hum Na Bhoole Kabhi - Love In Canada
Ankhen badi hai nemat baba – Apna Ghar .
SALMA AGHA ‘S TOP 180 SONGS ! :
Yt Link:
. Saans bhi loon toh - Meri Adalat (film)
" - (duet) (Harpal)
"
Yeh manzar yeh nazarey - Harpal
Rang jeevan mein - Harpal
Hai logon ki zubaan pe - Harpal
Iqrar main karti hoon - Harpal
Kuch chehre aise hote hain - Harpal
Baat choti si - Bazaar e husn/ Harpal
" (film version)
Zindagi yun thi - Awaaz o andaz
Jeena bhi kya hai jeena - Kasam paida karne wale ki
" (part 2)
Faza bhi hai jawan jawan - Nikaah
Aye mere mehboob (1) - Salma
Dil ke armaan ansuon me beh gaye - Nikaah
" (remix)
Dil ki ye arzoo thi - Nikaah
Kabhi aa ja - Ulfat
Mujh mein wafa ki - Ulfat
Main raina jaagun - Ulfat
Junoon e jurm e wafa - Awaz o andaz
Aaj phir aaine ne
Kehna na tum ye kisi se
Raaste yaad nahin
Balma barkha rut ayee
Jaan e man (film version)
" (album version)
Huzoor aap aye
Hogi mulaqat
Tu pyar leke
Woh raat sapnon me aye
Zindagi se ye gila hai
Maine kholi dil ki kitab
Channa tere pyar ne
Narm fiza ki karvaten
O sajna o sajna
Tu mera kya lage
Mitha mazedaar - Abba remix
Toba toba - Abba remix
Kabhi kabhi - Abba remix
Ab laut aao humraahi - "
Chiquitita - "
Pehli pehli preet - "
Tanha akela yeh kamra
Mujhe tune
Guzar na jaaye
Chale aao chale aao
Ho jayegi badnaami
Meri kahkashan bhi tu
Jaddo mainu pyar naal
Aisa mohe laage sajan
Tu bas gaya hai
Kya kuch na kaha
O piya dil mera
Main koyal sevan baagh
Mana ke humpe
Was akhiyan de
Wichadh gaya mere
Rang sawala
Sakhio ni badnaam na karna
Yaad koi aa raha hai
Yeh mausam suhana
Husan mera hai chandani
Mere dildar khuda hafiz
Aiye aiye aiye
Lehron ki tarah tujhko
Channa dil janiya
Ye mana ke tumne
Do ajnabi yeh raaste
Yeh soch kar ke gham ke kharidar aa gaye
Kala doria
Zulfon se main kar doongi shaam
" (film version) (Aakhri Shikaar film)
Jab shaam ke saaye dhalte hain
Aaya tha jispe dil
Sajan mere rehnde ne
Ik baar milo humse (film version)
" (album version)
Jhoom utha paagal man
Jalwa e gul ko bulbul bahut hai
Sanjh dhali neha phir bhar aye
O piya dil mera
Aaja re tere bin
Sanoo de kay dawanee diyan
Jaha aaj hum mile hain
Pyar hai ek nasha
Munda chumda balori wangan
Shah e madina
Aaj phir aaine ne
Mera naam salma
Pehla pehla pyar
Hum se karta hai
Teri mohabbat meri jawani
Jhoom jhoom jhoom baba
Kasam paida karne wale ki
Dafli bajao ariyo
Aaj di raat nashe wich
Mujhe log kehte hai kadmon ki dhool
Door na mujhse jao
Main har dil ka gham
Dance dance
" (part 2)
Chumma chumma
Tai tai
Aaina haseen hua hai
Aaj dil thaam kar mera
Kahe baithe ho naina churai ke
Duniya tey pyar di kahani
Na aundi te changi si
Aaj makiyan sadiyan udeekan
Husan mere di channani
Sanu apne mukadran ne marya
We soniya mein
Hum sa meri jaan nahi koi
Chundi wade hawa
Chummi lendi hai hawa
Aaja re aaja kar loon
Dil no sazaa mili
Pyar ki ye rahe
Chehra chhupa liya hai
Ankhen jame sharab
Dil neeven ralda
Chand chamakta hai jaise
Luk nahi sakda chhup nahi sakda
The name of the game - Abba remix
Zindagi tere dar pe fanaa
Chamka ne pendiyan
Meethi meethi hoti hai - Aag hi aag
Main har diul ka gham - Meet mere man ke
Sote sote aadhi raat - Siskiyan
Jara jara tu pyar kar
Lage tose naina
Hum aik hain
Husn pe nikhar hai
Raat jag jag ke
Bura jo dekhan main chala
Veer ve val mod mohara
Superboy
Chhutti ka din
Shaam ki aankh hai
Maa hoon na suhagan hon
Ae dost mit gaya hoon fana ho gaya hoon
Kar de kar de
Jalwa e gul ko bulbul
Rim jhim barse pani
Kahe saphere mujhe gheren
Ho gaya humko pyaar
Bewafa bewafa
Aa gale lag jaa
Mera koi ilaaj kar le
Sachi sachi bol behna
Pyar gareeb da sehnda aya
Deeewane ho jayen - Qatilon e quatil
Ek too hover ek main
Nazron ka pistol
Sajna tune chhoo liya
Badami nainon wali
Welcome
Hello handsome
Jaa ke rouze naane de
Hey sakina masum sakina
Shah e madinaa
Ya mohammad ya ali
Maktal se yah aati hai sada
Hey husain hey shaahidaane
Sibte payambar yaad ate hain
Tu jo udhar aag hai
Wahi hai yeh duniya
Barish mein main khadi thi
Tu ik heera ni baliye
Achhi nahi hoti pyar me ladai
Kobra - Kobra
Tarasti hai deedar ko
Teri adaon ne milkar
Chor chor kahin dekha
Aye mere mehboob meri zindagi (2)
Na dil bolta - Jungle ki beti
Wafa se chala hai mohabbat ka naam
Apan ke paas na sona - Ek se badhkar ek .
SANDHYA MUKHERJEE’S TOP 20 (HINDI) SONGS ! :
Yt Link:
Bol papihe bol re – Tarana
Aaja re balam tujhe meri kasam – Ek Do Teen
Ye baat koi samjhaye re – Sazaa
Aa gupchup pyar Karen – Sazaa
Maine jo lee angdayi – Jagte Raho
Dil laganewale aapse hazaron hain – Husn Ka Chor
Dheere dheere dil mein sama – Husn Ka Chor
Phir badhi vo rajkumari – Pehla Aadmi
Taaron ki roshni mein – Pehla Aadmi
Udasiyon mein nazar kho gayi – Fareb
O janewale kisi ka salaam leta ja – Husn ka Chor
Main naina neer bahaun – Pehla Aadmi
Jungle Mangal – Baghi
Tore naina laage – Mamta
Ishq mein ho jao barbad – Izzat
Ho gaya tere majnu ko – Husn Ka Chor
Ashkon mein chhipi ulfat ki kahani – Pehla Aadmi
Hum chale nai duniya basane – Pehla Aadmi
Kya kya sitam sahe hain – Izzat
Tera jhoomta shabab – Izzat
Rut hai suhani – Manohar
Doob gaye sab aas ke tare – Manohar .
SUSHEELA 'S TOP 30 (HINDI) SONGS ! :
Yt Link:
1. Takatu taka tai - Singhaasan
2. Kya kya kahoon re kanha - Piya milan
3. Tere liye maine janam liya - Singhaasan
4. Bade tum veer - Gul e bakawali
5. Jai jai ram - Lav Kush
6. Shri satguru ke aashish hai - Kam kala tandav
7. Shiv shakti ka - '
8. Aatma jyoti hoon main - "
9. Kaam ki kaamna hai - "
10. Suno re suno - Ram bhajan
11. Sainyog anand hai - Kam kala tandav
12. Shakti tatva rupdhan - "
13. Shiva jyoti rupani - "
14. Parda uthne wala hai - Bachpan
15. O Mother Mary - "
16. Phan ko khole mtrityuwala - Kam kala tandav
17. Jaatasyahi - "
18. Sachit anand - "
19. Ardhanareeshwar - "
20. Aaj na hai mere sajan - Bhakt prahlad
21. Kamini gajagamini - Kam kala tandav
22. Srijan karya karta - "
23. Aadi kaal se - "
24. Widhwansini hai - "
25. Shiva jyoti tatva roop hai - "
26. Rasavani shringar - "
27. Kam kala hai - "
28. Tere seene mein bhi dil
29. Yogi yunjita - Kam kala tandav
30. Shirdi jai sairam - Sabse bada nirala
31. Song from Akbar (61)
32. Kanavu kanda kaathal .
PREMLATA 'S TOP 30 SONGS ! :
Yt Link:
Chup chup khade ho zarur koi baat hai - Badi bahen (49)
Jadugar bhagwan anokhe - Shole (53)
" (version 2)
Thandi pawan chale - Footpath
Aye chand sunahri raaton ke - Bahut door
Yahan nainon me pyar - Char din
Piya mera chulbula - Char chand
Karle char nazar - Mehfil
Dekoh na hbula dena - Dolti naiyaa (50)
Tera budhapa umar meri baali - Gharaana (49)
Ambuva ke ped suhane - Sabak
Mori ankhiyan bhar bhar ayengi - Bahut door
Main samajh gayi kehte ho mujhse - Mamta
Sajan ghar jane wale o m,anzil door nahi - Char din
Kahan chale kahan chale ji chhod ke- Bhai bahen (50)
Kisi ko kya khabar - Bhai bahen (50)
Main sagar ki mast lahar - Dhuaan
Tera dil tere gaalon pe ek til - Dhuaan
Chupke chupke haye ham par - Dolti naiya
Halke halke - Ishwar bhakti
Aa utar hamare dware - Dhobi doctor
O tere dil se mera dil mila - Ghazab (51)
Badla nazar ata hai zamane ka zamana (male) - Tara (49)
" (female)
Duniya se nyare hain khel hamare - Tara (49)
O saiyan tere jaadu bhare nainon - Kyun ji (52)
Koi aane wala hai tere ghar - Ishwar bhakti (51)
Kehta hai ye dil chal unse mil - Naghma (53)
3 notes · View notes
porousmonster · 2 years
Text
Woh shaam toh mujhe yaad nahi
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
Woh shaam toh mujhe yaad nahi
Par
Par mujhe yaad hai tere haatho mera haath ab bhi
Mujhe yaad hai woh haar lamhe me mehsoos hota tera saath abhi bhi
Mere hotho ko tere gaalo ki narmi ka ehsaas aaj bhi hai
Mere saanson ko lagta hai ki tu mere pass aaj bhi hai
Woh mera haath pakadte hi tere yuhn befikr ho jana
Woh mujhse nighaahein milaate hi
Tera yun bezikr hojaana
Woh meri liye uthi thi uss din woh teri haar nazar yaad hai mujhe
Woh meri meri ungalliyon ne jo kiya tha teri mulayam zulfo ka woh safar yaad hai mujhe
Woh haar ek lamha,
woh haar ek manzar,
woh har gustaakhi,
woh haar jurat,
woh haar arzo,
woh haar guftagoo,
woh haar ishq
ka pal jo tere saath jiya tha yaad hai mujhe
Toh fhir kya farak pdhta hai
Agar woh shyaam mujhe yaad nahi?
Sivai ishq ke kiya koi kaam mujhe yaad nahi
Tere sivai koi khaas o aam mujhe yaad nahi
Toh fhir kya farak pdhta hai
Agar woh shyaam mujhe yaad nahi
Toh fhir kya farak pdhta hai
Agar woh shyaam mujhe yaad nahi
-MANHAR SETH
7 notes · View notes
neilperrysme · 2 years
Text
ये दिल, ये पागल दिल मेरा
yeh dil,yeh pagal dil mera
This heart, the stupid heart of mine,
क्यों बुझ गया, आवारगी
kyun bujh gaya, aawargi
why have you gone languid
इस दश्त में इक शहर था,
is dasht mein ik sheher tha,
In this desert, once there was a city
वो क्या हुआ, आवारगी
woh kya hua, awaargi
what did happen to it, vagrancy
Tumblr media
कल शब मुझे बे-शक्ल सी,आवाज़ ने चौँका दिया
kal shab mujhe beshakl si,aawaz ne chaunka diya
Last night, I was startled by a formless voice.
मैंने कहा तू कौन है,
Maine kaha tu kaun hai,
I asked, ‘Who are you?’
उसने कहा, आवारगी
usne kaha, awaargi
It said , vagrancy
Tumblr media
इक तू कि सदियों से,
ik tu ki sadiyon se,
There was you, who, for centuries, has been
मेरे हम-राह भी हम-राज़ भी
mere hamrah bhi hamraz bhi
both my fellow-traveller and confidant!
इक मैं कि तेरे नाम से न-आश्ना, आवारगी
ik main ki tere naam se na-aashna, aawargi
and there was me, unaquainted with your name –vagrancy
Tumblr media
ये दर्द की तन्हाईयाँ
yeh dard ki tanhaiyan
this loneliness of pain,
ये दश्त का वीरान सफर
yeh dasht ka veeran safar
this desolate journey in a barren land!
हम लोग तो उकता गए
ham log toh ukta gaye
i am got tired
अपनी सुना आवारगी
apni suna aawargi
Tell me of yourself, vagrancy
Tumblr media
ये दिल ये पागल दिल मेरा
yeh dil yeh pagal dil mera
this heart this stupid heart of mine
क्यों बुझ गया आवारगी
kyun bujh gaya aawargi
why have you gone languid
Tumblr media
इक अजनबी झोंके ने जब
ik ajnabi jhonke ne jab
When a strange gust of wind
पूछा मेरे गम का सबब
puchha mere gham ka sabab
asked me the reason of my sorrow
सहरा की भीगी रेत पर
sehra ki bhigi ret par
in the wet sands of the desert.
मैंने लिखा आवारगी
Maine likha aawargi
i wrote vagrancy
Tumblr media
कल रात तनहा चाँद को
kal raat tanha chaand ko
Last night I had seen the lonely moon
देखा था मैंने ख्वाब में
dekha tha maine khwaab mein
in my dreams
मोहसिन मुझऐ रास आएगी
mohsin mujhe raas aayegi
Moshin maybe I'll always be acquainted
शायद सदा आवारगी
shayad sadaa aawargi
with vagrancy
ये दिल ये पागल...
yeh dil yeh pagal...
this heart this stupid....
Tumblr media
– awargi yeh dil yeh pagal dil mera | mohsin ali naqvi | ghulam ali
| this translation or any translation cannot do justice to the actual meaning of this beautiful ghazal |
10 notes · View notes
07-induraj · 2 years
Text
Safar
Lo! aagya vo dinn jb mai apni maa bahoon mei aaya
Najane kyu ro padi jbki khushiyan lane tha mai aaya
Tha vo pehla dinn jb mere rone pr hasi meri maa
Tu hai mera garv bole mere baba
Bas aagya vo dinn jb shuru krne chla mai safar
Kaisi thi vo khushi jb apne paro pe khada hua befikar
Maa-baba ki khushi ka na hua ant
Ab shuru ho gya mera pant
Bas aagya vo dinn jb roya na jaunga tughe chhod kr mai school
Na-jane kb gya tha ye dinn mai bhul
Baba ka haath pkde chl pda kha kr dahi-shakkar
Mai darr gya, bs chahta tha ke rahoon maa anchl mei hi chhip kr
Bas aagya vo dinn phir nikal pada naye ravangi pr
Phir vhi dahi-shakkar kha kr maa-baba ka aashirwad lekr
Kuchh wakt baad pehli tankhwa lekar mai aya
Maa ne Voha tere liye naya rishta h aya
Bas aagya vo dinn jb juda ek naya parivaar
Na jane kitne h ke khushi ke prakar
Ab mai bada ho gya kaha ye unka haath chhod kr
Na rkh paunga aap ko, kah diya ye maine saath chhod kr
Bas aagya vo dinn jb mughe hua ehsas kaisa Iga hoga jb mai chl pda unhe yu chhod kr
Aaj jb mere bachche chl pade yu mera haath chhod kr
Kahte rhe phone na krna ajaenge is mahine milne
Jaane kyu us dinn ka intezar kr bitgye saal itne
Bas aagya vo dinn jb mai apni aakhri saans pr aya
Ab-bhi yahi socha kya mere bahhon ne kuchh khaya
Ab toh nhi aata swarg milega ya nar
Vaise bhi ab nhi pdta mughe koi phark
Socha tha agar jo mila swarg fir unse mulakat hogi
Magar yakin bhi tha dastak meri nark me hi hogi
Ab thak gya se mai hara
Ye tha vo dinn jb nark mei bhi gya mai mara
Written by 07-induraj
4 notes · View notes
Note
Yun aa mila tu mujhe..jaise tu mera hi hai
Aaram dil ko jo de...woh zikr tera hi hai
Rozana mai sochu yahi ..ki chalti rahi baatein teri
Aate jaate yunhi mere liye thehar
Rozana, rozana..
Tere hathon ki taraf
Mere hathon ka safar
Rozana, rozana..
Rozana, rozana…
2 notes · View notes
musicalabhishayari · 2 years
Text
10+ Best Shayari
Tumblr media
Uski Haisiyat Ki Barabari Hum Kya Karte ‘Abhishek’,
Jiske Mehel Ki Ek Deewar Ke Saye Se,
Hamara Kaccha Makan Dhak Jata Ho.
Zindagi gawaye huye ho
‘Abhishek’ Aankho Se Intezar Ke,
Diye Jalaye Huye Ho,
Ye Ajeeb Si Kaisi Diwali Manaye Huye Ho,
Use Hoga Lautna To Aa Jayega,
Haal Sambhalo Apna,
Tum Maut Jee Rahe Ho,
Zindagi Gawaye Huye Ho.
Karu kya ‘Abhishek’
Usse Aage Nikla To Har Jaunga,
Peeche Raha To Mar Jaunga,
Sath Wo Chalta Nahi To Karu Kya ‘Abhishek’.
Read More: Musical Abhi
Nafratein lakh mili par
Nafratein Lakh Mili Par,
Kisi Ki Mohabbat Na Mili,
Zindagi Beet Gayi,
Magar Rahat Na Mili,
Teri Mehfil Me Har Ek Ko Hasta Dekha ‘Abhishek’,
Ek Mein Hi Tha Jise Hasne Ki Ijazat Na Mili.
Tere khusiyo ki khasti mere
Tere Khusiyo Ki Khasti Mere,
Aansuo Ki Neher Pe Chalti Hai ‘Abhishek’,
Ab Tu Dost Man Ya Dushman,
Tujhe Meri Lambhi Umar Ki To Dua Karni Padegi.
Mohabbat ki bandook se
Lautaal Diye Uske Tohfe Use,
Nikal Ke Sandook Se,
Ab Aur Nahi Bas,
Bahut Maar Liya Usne ‘Abhishek’,
Mohabbat Ki Bandook Se.
Hawa ke jhoke ne
Meri Kahani Ek Paid Ke,
Patto Pe Likhi Jaisi Thi,
‘Abhishek’ Kisi Hawa Ke Jhoke Ne,
Zindagi Bikher Di.
Read More: Musical Abhi
Uda dete hai
Parindo Ko Bhi Ghar Se,
Uda Dete H Log ‘Abhishek’,
Waham Chod De Tujhe Koi,
Palko Pe Bithayega.
Janaza uthao aur le chalo
Janaza Uthao Aur Le Chalo Mujhe Yaaro,
Bhut Hua Intezar,
Aane Wale Door Se Aa Gaye ‘Abhishek’,
Wo Pichli Gali Se Na Aaya.
Parindo ko azaad karde
Parindo Ko Azaad Karde ‘Abhishek’ Inke Apne Hai,
Har Koi Teri Tarah Akela Nhi Hota,
Waqt Rehte Nikal Aa Is Galatfemi Se,
Qaid Karne Se Kabhi Koi Apna Nhi Hota.
Zara sa qatra
Jaise Zara Sa Qatra,
Tair Jata Hai Pani Mein ‘Abhishek’,
Gar Itna Bhi Pyar Hota,
Uske Dil Mein, To Laut Aata.
Rooh ko jalan huyi
Tumblr media
Rooh Ko Jalan Huyi Jab Tujhe,
Kisi Aur Ke Sath Dekha ‘Abhishek’,
Tu Bata Khud Ko,
Jhooti Tasaslli Kya Dete.
Read More: Musical Abhi
Janne ke baad
Bas Ek Pal,
Ek Pal Jab Usne,
Thehar Ke Mujhse Baat Ki ‘Abhishek’,
Kya Roya Tha Wo,
Mujhe Kareeb Se Janne Ke Baad.
Uski talash khatm huyi
Shukr Hai Uski Talash Khatm Huyi ‘Abhishek’,
Ye Naya Tareeka Mujhe Rulane Ka,
Badi Mushkil Se Mila Hai Use.
Log bhi wah wah kar dege
Shayari Ke Hawale Se Mujhe,
Kehne Bhi Do ‘Abhishek’,
Log Bhi Wah Wah Kar Dege,
Mera Dil Bhi Halka Ho Jayega.
Ashq aankho mein liye
Ashq Aankho Mein Liye,
Use Chohdte Chale Aaye ‘Abhishek’,
Ye Majbooriyan Jo Karale So Kam Hai.
Mulakat ki talab hoti
Masroof To Khair Sabhi Hai ‘Abhishek’,
Waqt Nikal Ke Aa Jata Wo Agar,
Use Mulakat Ki Talab Hoti.
Hum is khushfemi mein
Ta-Umr Na Soye Hum Is Khushfemi Mein,
Bichad Ke Humse Wo Kahi Raato Ko,
Rota Hua,
Jagta Na Ho.
Ek uske bina ab dil lagta nahi
Tumblr media
Ek Uske Bina Ab Dil Lagta Nahi,
Wo Jo Kehti Thi Tum Mera Dil Ho,
Bada Asan Sa Safar Tha,
Mushkil Raho Mein Bhi Sath Uske,
Jaise Hunar Zinadgi Ke Hume Sare Hasil Ho,
Kitne Imtehan Aur Hoge,
Chubti In Saanso Ko Rokne Mein,
Ab To Yun Hai Uske Na Huye ‘Abhishek’ To Kisi Shakhs Ke Na Huye,,
Intezar Hai Bas,
Kab Hum Maut Ke Kabil Ho.
Wo aaye nahi
Suna Tha Kal Wo,
Apne Sabhi Dosto Se Milne Aaye,
Ghar To Mera Bhi Wahi Tha,
Wo Aaye Nahi.
Read More: Musical Abhi
Must Read
Dard bhari bewafa shayari
Killer attitude shayari in hindi
Alone Shayari
4 line heart touching shayari in hindi
Very sad 2 line shayari
Cute love shayari
True love shayari
Anniversary shayari in hindi
Janamdin ki shayari
2 notes · View notes
blisstheticss · 2 years
Text
Tu Safar Mera hai tu hi meri manzil
Tere bina guzara ae Dil hai mushkil 💙
6 notes · View notes
Text
It's always I Love You and never—
Kya kahun aakhon ne meri sab keh diya
Ik tu hi jeene ka matlab keh diya
Ho Kya kahun aakhon ne meri sab keh diya
Ik tu hi jeene ka matlab keh diya
Ab saasein chalein na chalein kya fikar
Tu chale sath to khoobsurat safar
Teri raahon mein mera jahaan
Ke rang lageya ishq da
Ke rang lageya ishq da
Main tera hoya is tarah
2 notes · View notes
madhansband · 3 months
Text
youtube
Song of the week from the previous show:
Nira & Tu Safar | Mashup From Madhan's Band | NIT Trichy | Corporate Events | Music Band | #events
video link: https://youtu.be/10YTdKDycEg
For Event Bookings and Enquiries: Call: +919840153443 / +919786766666
Music Band: Madhan's Band & Team Location : National Institute of Technology, Trichy
Kindly Support us with your reviews by giving us 5 Star Ratings and by your valuable comments. Madhan's band Google Review Link:
Services we offer: -Corporate Events -Virtual Events -Weddings & parties -Abroad Shows -Musical Instruments Rental
Get in touch with Madhan’s Band: Website: http://www.madhansband.com/ MOBILE: +91 97867 66666 / +91 98401 53443 EMAIL: [email protected] / [email protected]
Social Links: Facebook: https://www.facebook.com/MadhansBandMusic/ Instagram: https://www.instagram.com/Madhansband/ Youtube: https://www.youtube.com/c/MadhansBand Twitter: https://www.twitter.com/MadhansBand Linkedin: https://www.linkedin.com/company/MadhansBand/
Original Song Credits:
Song1 Nira Nira (Vizhiyile Oru Keerale) Movie Takkar (2020) Singer Sid Sriram, Gautham Vasudev Menon, Malvi Sundaresan Lyrics Ku Karthik Music Nivas K Prasanna Label Think Music India
Song2: Tu safar mera Movie: Ae Dil Hai Mushkil Music: Pritam Lyrics: Amitabh Bhattacharya Singer: Arijit Singh Label: Sony Music India
0 notes
issywalaarham · 3 months
Text
Shayar keht hai ki
“ wo shaam to mujhe yaad nahi… par
Par, mujhe yaad hai mere haatho me tera haat ab bhi hai…
Mujhe yaad hai wo har lamhe me mehsoos hota Tera saat ab bhi hai…
Mere honton ko tere honton ki narmi ka ehsaas aj bhi hai!
Meri saanson ko lagta hai … ki tu mere paas aaj bhi hai
Wo mera haath pakadte hi Tera yun befiker hojana …
Wo mujhse nigahien milate hi tera bezikr hojana…
Wo mere liye uthi thi uss din wo teri har ek nazar yaad hai mujhe…
Wo meri ungliyo ne kiya tha teri mulayam zulfoun ka safar yaad hai mujhe
Wo har ek lamha
Wo har ek manzar
Wo har ek gustakhi
Wo har ek jurrat
Wo har ek aarzo
Wo har ek guftagoo
Wo har ek ishq ke pal, jo tere saat jiya tha yaad hai mujhe
Toh kya fark padta hai agr woh shaam mujhe yaad nahi!
Siwaye ishq ke kiya koi aur kaam mujhe yaad nahi
Tere siwai koi khaas o aam mujhe yaad nahi
Toh kya fark padta hai agr woh shaam mujhe yaad nahi… “
0 notes
howget · 4 months
Text
50+Best Instagram post Shayari 2023
Tumblr media
In the realm of social media, where every moment is a canvas for self-expression, Instagram stands out as a platform where words meet visuals. Amidst the plethora of images and stories, Shayari takes its special place. Instagram post Shayari, a blend of poetic verses and captivating visuals, adds a touch of soul to the digital canvas.
**Instagram Post Shayari:**
  1.Rang birangi duniya mein, dil ki kahaani likhi, Aankhon mein chamak hai, teri yaadon ki siyahi.   2.Chandani raat mein, teri yaadon ka mel hai,    Dil ki duniya mein, tu hi meri sahel hai.   3.Dard bhari raat, teri baaton mein khoi,    Zakhmon ko chhupa ke, tere saath royi.   4.Mohabbat ki bahaar mein, dil ko behlaya,    Teri muskurahat ne, khushiyo ka jahan sajaya.   5.Sooraj ki kiranon mein, teri muskan hai chhupi,    Dard bhari raaton mein, teri yaadon mein rula di.   6.Baatein teri yaadon ki, dil ko chu gayi,    Zindagi ke safar mein, teri kami mehsoos hui.   7.Khushiyon ka safar, teri bahaar mein hai,    Tere bina jee na paaye, yeh dil bekaraar hai.   8.Khamoshiyon mein bhi, teri awaaz gunjhti hai,    Dil ki gehraiyon mein, tera hi asar chhodti hai.   9.Dastaan-e-ishq mein, tera saath chahiye,    Har pal tere bin, adhoora sa lagta hai.   10.Aasman ki bulandiyon se, teri baatein judi,     Teri har muskurahat, meri zindagi ko roshan bana di.   11. Raat bhar chamakti hai chandni,    Teri muskurahat mein basi hai kahani.   12.Dil ko chhoo jaye teri muskurahat,    Mohabbat mein hai rangon ka izhaar saath.   13.Baatein teri hain meri zindagi ki raah,    Pyaar mein hai khushiyon ka silsila sada.   14.Saath chale hum, manzil ki taraf,    Tere bina lagta hai jahan adhoora sa.   15.Aankhon mein teri kho jaye hum,    Teri baaton mein hai sukoon ka ghum.   16.Dard hai teri judai ka sehna,    Par tere bina hai zindagi mein kuch bhi nahi.   17.Tere ishq mein rang bhar gaya hai,    Dil ko hai teri yaadon se pyaara sa.   18.Chaandani raat mein teri yaadon ka chand,    Tere bina lagta hai yeh jahan adhoora sa.   19.Tere ishq mein hai rangon ka jahan,    Har pal hai teri baaton ka samaan.   20.Teri aankhon mein doob jaane ka mann,     Tu meri zindagi ka haseen armaan.   21.Tere bina dil hai suna, raat bhar tera intezaar hai,    Chandni raat mein teri baatein, mere dil ko deewar hai.   22.Aankhon mein teri kho jana, dil mein tera hi pyaar hai,    Raahon mein teri chhup jana, teri baaton ka izhaar hai.   23.Raat bhar hai teri yaadon mein khoya,    Tere ishq mein hai dil mera bhara bhara.   24.Teri muskurahat se roshan hai ye raat,    Meri zindagi mein tu hi toh saath.   25.Teri baaton mein hai rangin saara jahan,    Tera ishq hai meri zindagi ka suroor.   26.Dil ko chhoo jati hai teri baatein,    Tere bin jeena lagta hai khaali-khaali.   27.Teri aankhon mein doob jaana hai meri kismat,    Tere saath bitaaye lamhe hain mere pyare pal.   28.Teri baaton mein chhupi hai ek kahani,    Tere liye hai duniya, tu hi meri manzil.   29.Teri yaadon ka silsila hai chalta,    Tere bina kuch bhi hai adhura adhura.   30.Tere ishq mein hai rangon ka jahan,     Mere dil ki har ek dastaan mein tu hi tu hai.   31.Teri yaadon mein hai khoye saare lamhe,     Tere bina hai zindagi adhoori si.   32.Teri har muskurahat mein hai chhupa,     Mera dil kahe, tu hi toh hai meri har khushi.   33.Teri baaton mein hai asar kuch khaas,     Tere bina hai zindagi mein udaasi ka raaz.   34.Teri aankhon mein hai chandni raat,     Tere bina hai zindagi mein ek khwaab sa.   35.Tere liye hai duniya, tere bina hai zindagi veeran,     Tu hi toh hai meri roshni, tu hi mera imaan.`   36.Teri muskurahat mein hai chhupi zindagi,     Tere bina hai meri har pal adhuri si.   37.Teri baatein hai meri raahon ka pata,     Tere bina hai zindagi meri bekaar sa.   38.Teri aankhon mein kho jaana hai meri fitrat,     Tere bina hai zindagi meri adhuri sa.   39.Teri yaadon mein khoya rehta hoon,     Tere bina hai zindagi meri ruki hui sa.   40.Teri har ek hansi, meri zindagi ka hissa,     Tere bina hai zindagi, bas ek adhura khisa.   In the vast universe of Instagram, each post is an opportunity to share emotions, experiences, and reflections. Instagram post Shayari, with its rhythmic verses and poignant expressions, provides a unique way to convey feelings beyond the limitations of conventional captions.
How to post Shayari on Instagram:
- Open Instagram App: - Launch the Instagram app on your mobile device. - Log In: - Log in to your Instagram account if you haven't already. - Go to Home Feed: - Tap on the home icon at the bottom of the screen to go to your home feed. - Create a New Post: - Tap the '+' icon at the bottom center of the screen to create a new post. - Select Photo or Video: - Choose the photo or video you want to post with your Shayari. You can select from your gallery or take a new photo/video. - Edit Your Photo or Video: - Use Instagram's editing tools to enhance your photo or video if desired. - Add Shayari as Caption: - In the caption field, type or paste your Shayari. You may also use a note-taking app to write the Shayari beforehand and then copy-paste it into the caption. - Use Hashtags: - Add relevant hashtags to increase the visibility of your post. For example, use #Shayari, #Poetry, or other related hashtags. - Tag People (Optional): - If your Shayari is dedicated to someone or if you want to mention someone, you can tag them in your post. - Location (Optional): - Add a location if you want to associate your post with a specific place. - Share on Other Platforms (Optional): - If you want to share your Instagram post on other social media platforms, toggle the respective options. - Review and Post: - Review your post to make sure everything looks good. If you're satisfied, tap the 'Share' or 'Post' button to publish your Shayari.
**Instagram Photo Post Shayari: When Words Paint a Picture**
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
  A picture may be worth a thousand words, but sometimes, those words can elevate the image to new heights. "Dil ko chu jaye, har rang teri tasveer ka, Instagram par ek naya post, dil se likhi shayari ka izhaar." These lines add a layer of depth to the visual narrative, turning a simple photo into a story.
**Instagram New Post Shayari: A Fresh Chapter Unfolds**
The excitement of sharing a new post is unparalleled, and what better way to capture that moment than with Shayari? "Naye safar ka pehla kadam, Instagram par naya post, har lafz ke saath, ek naya adhyaay shuru hota hai." This Shayari not only marks the beginning of a new post but also symbolizes the commencement of a fresh chapter in the storyteller's digital journey.
**Best Shayari for Instagram Post: Crafting Moments with Elegance**
In the vast expanse of Instagram, where millions of posts compete for attention, choosing the right Shayari is an art. "Har photo mein chhupi hai ek kahaani, har shayari ek ehsaas ka izhaar, Instagram par sabse khoobsurat shayari, jo dil ko choo jaye." These lines acknowledge the power of words to enhance the visual narrative and evoke emotions that resonate with the audience. Conclusion: the Instagram post Shayari is a poetic journey through the digital realm, where every word adds meaning to the pixels on the screen. It's an art of combining visuals and verses, creating a tapestry of emotions that captivates followers and turns ordinary moments into extraordinary memories. So, the next time you post on Instagram, consider infusing a touch of Shayari – for in those poetic lines, you might discover the magic that transforms a post into a timeless work of art. Read the full article
0 notes