Tumgik
#mere shaher ke phools aur mein
shyam-kariya · 2 months
Text
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
Radhhhhhhhe
Just tell me where r u now
And I'll pick u up here
Just to shower this flowers on you.
मेरे शहर का ये मौसम और ये फूल मुझे हर पल तेरी याद दिलाते है। तुम्हारे बिना ये मौसम कुछ खाली खाली सा लगता है।
56 notes · View notes
mmwiddc · 1 month
Text
आगयीं !! Chai bangyi hai ruko main nikalkr lata hun
Mujhe tumhara shaher ek kahani sa lagta hai, Ek esi kahani jisse sunna nhi jeena jaruri haii, Jab train se utarta hun toh phli nazar chai ki choti si dukan par padti hai Subha ke 6 baje Chai ko naa nhi keh paata bas chaldeta hun dukan ki taraf, Esa lagta hai tumhare shaher me samay rukasa hua hai Dukan me radio par ghulam ali sahab dheemi awaaz me gunguna rahe hain 🎶 Apani Ankhon Mein Chhupa Rakhein Hain Jugnu Main Ne Apani Palakon Pe Saja Rakhe Hain Ansu Main Ne Meri Ankhon Ko Bhi Barasaat Ka Mauqa De De Ham Tere Shahar Mein Aaye Hain, Musaafir Ki Tarah 🎶 Chai khatam karke nikalta hun sadak par Meri bahot baatein hui hain tumhare shaher ki sadkon se Wo tumhara aana jaana yaad rakhti hain, Tumhare shaher mein gaadiyon ke horn se jyada mandiron ki ghantiyan sunai padti haii Aur mandiron ke bahar milte hain rang virange phool, Woh phool dekh kar mujhe esa lagta hai har phool kurbaan hi ye soch ke hua ho ke wo tumhare gazrey me apni jagah bana sake, Toh mandir ke bahar se kuch phool khared leta hun jisse Ghar jaakr tumhare liye gazra apne haanthon se bana sakun main jo aage chalta hun toh meri mulaqat galiyon se hoti hai Tumhare bheege baalon jaisi uljhi galiyan Jo sulajhna nhi chahati aur yakin maano unhe suljhana kisi paap se kam nhi Bahot khubsurat lagti hain tumhari bheegi uljhi zulfen Aur unse jyada khubsurat lagti ho tum Unhe suljhata hue Main ye sochta sochta kab apne ghar pohach jata hun pata hi nhi chalta Tumhare ghar Tumse darwaza kholne ki ummid nhi karta Khud hi kundi sarka kar andar aajata hun Toh pata hun table par ek khat Jisme tumne likha hai Aagye aap? Chlo fresh hojao aur mere liye badiya si adrak wali chai banakar rakho Main mandir jaarhi hun jldi ajaungi
Wapas aungi toh bahot saari baatein karni hain aapse
Main woh khat dekh kar muskurate hue sochne lagta hun Mujhe tumhare shaher mein bitaya hua har ek pal ek kahani jaisa lagta hai Ek esi kahani jise sunna nhi jeena jaruri haii...
~ Sehr
47 notes · View notes
seansean007 · 6 years
Text
Anita Singh
CHAPTER 1
"Raj yeh blouse ka hook laga do'',Anita ne apna gora peeth apne pati Raj ke taraf karte hue kaha.Anita ka peeth lagbhag teen chouthai nanga tha uss blouse mein.Raj ne apni khoobsurat aur jawan biwi ke gore,mulayam aur cheekne peeth ki taraf dekha aur apne haathon se uske blouse ka chhota sa strap pakar kar uska hook laga diya.Wo strap kewal do inch chouda tha jiska kaam blouse ko Anita ke jawaan shareer par bandhe rakhna tha,na ki uske cheekne gore peeth ko dhank kar rakhna.Raj ne apni pyaari patni ko saree lapet te hue dekhkar kaha,''Jaan hum ek chhote shaher mein hai abhi,mere hisaab se tumhe thode conservative dress pahenne chahiye,normal blouses sahi hoga sareeyon par''.Anita ne apne saree ki ek chhor ko apne petticoat mein daalkar apne pati ki taraf dekha aur muskurate hue kaha,''kyun jaan,isme kya burai hai,tumhe pata hai na mujhe saree pehenna kitna pasand hai aur modern blouses ke bina saree pehenne mein mujhe beqaar lagta hai,I feel very comfortable wearing these type of blouses''."kuchh burai nahin jaan,tum bahot achhi lagti ho saree mein khaaskar aese blouses mein,mujhe to tumhara nabhi ke neeche saree bandhne mein bhi koi aetraaj nahin isiliye maine shaadi ke baad kabhi bhi tumhe iss baare mein kuchh nahin kaha,magar hum abhi koi bade shaher mein nahin hai,yeh ek chhota shaher hai,yahan ke log kya sochenge pata nahin''.Raj ne apni patni ko waapas apni saree bandhte hue dekhkar kaha.Anita ko na sirf chhote blouse pehenna pasand tha,balki wo saree bhi apne nabhi ke neeche bandhti thi,ghar par to nabhi ke thoda neeche bandhti thi magar jab Delhi mein apne pati Raj ke saath kabhi ghoomne jaati thi to saree ko aur neeche bandhti thi.Anita ne phir muskurate hue apne pati ko dekha aur kaha,''Kuchh nahin hoga jaan,chinta mat karo,logo se kya lena dena humein''.Raj ne bhi muskurate hue jawab diya,''theek hai jaan jaise rehna hai raho,bas ek do saal ki baat hai,uske baad company mujhe waapas kisi shaher mein transfer kar dega,tumhe apna lifestyle change karne ki zaroorat nahin''.Raj ne Anita ke bade gaand ki taraf dekha,jo ki tight saree mein kaid hone ke bawjood bhi apna jalwa dikha raha tha,Raj ko Anita ka curvy figure behad pasand tha.Wo 5'5'' ki thi aur uss height mein bade gaand hone par aurat ka figure aur bhi maadak ho jaata hai.Anita ka badan curvy tha,na ki mota,uski gaand aur chuchi bade the aur kamar patla aur pet sapaat.Raj ne dressing table par jaakar apne baal ko sawara aur phir apni biwi ki taraf dekhte hue kaha,''achha jaan chalta hoon,tum manage kar logi to?tumhe market jaane mein koi pareshani nahin hogi na?naya jagah hai''.Isse pehle Raj apna baat poora karta uski biwi Anita ne beech mein tokte hue kaha,''Haan manage kar lungi,naya jagah hai to kya hua main padhi likhi hoon,kahan kya karna hai mujhe pata hai''.Raj ne muskurate hue apni biwi ko dekha jo ki ab saree pehen chuki thi aur phir apna office bag uthakar bedroom se baahar aane laga.Anita uske saath baahar living room mein aayee aur phir gate tak jaakar apne pati ko ek chumban dekar use office ke liye rawana kiya aur phir gate bandh kar diya.
Raj Singh 30 saal ka tha aur ek Company mein Internal Auditor ke taur par kaam karta tha.Uski company ne use branch ka auditing karne ke liye iss Uttar Pradesh ke chhote shahar mein bheja tha.Uske company ne use yahan rehne ke liye ek makaan diya tha jisme do bedroom,store room,guest room aur chhat par ek aur chhota sa kamra tha.Wo makaan charo taraf se deewar se ghira hua tha.Makaan ke frontyard ke beech mein ek patla road tha car parking ke liye jo ki frontyard ke gate se hote hue baahri road se mil jaati hai.Us patle road ke dono tarf frontyard mein ghaas aur aur deewar se sate hue kuchh phool ke paudhe the.Makan ke saamne baayi taraf usi se attached ek kamra tha jo ki guest room ke taur par istemaal kiya ja sakta tha aur baaki jagah ek balcony ke tarah bana hua tha,usi balcony ke beech makan ka gate tha jo ki living room mein le jaata tha.Us living room ke daayi tarf kitchen aur baayi taraf seedhiya jo chhat par le jaati thi.Living room ke peechhe do bedroom the aur dono mein attached bathroom the.Seedhiyon ke bagal mein ek store room thi.Store room aur ek bedroom ke beech mein ek patla sa gallery thi jo ki backyard mein le jaati thi.Makaan ke backyard mein ek bathroom thi jo ki mehmaano ke liye banaya gaya tha aur baaki jagah phool,ghaas aur do chhote chhote ped tha.Kul milakar dekha jaaye to ek couple ke liye kaafi araam daayak jagah tha.
Anita Singh ek 27 saal ki 5'5'' ki khoobsurat aurat hai aur uski Raj se shaadi do saal pehle huyee thi.Usne ek private college se MBA kiya hai.Anita ek middle class ki family se hai aur apne maa baap ki eklauti aulad hai.Ek lauti aulad hone ke kaaran use bahot laad pyaar se paala gaya aur kabhi bhi kisi cheez ke liye rok tok nahin kiya gaya aur uske khule vichaaro ke peechhe yehi kaaran tha.College mein bhi wo kisi karyakram ke mauke par aese hi chhote blouse aur saree pehen kar jaati thi magar uske pehnawe ko lekar uske maa baap ne kabhi kuchh nahin kaha.Bhale hi pehnawe aur ghoomne phirne mein wo bold thi magar usne kabhi boyfriend nahin banaya aur maa baap ki pasand par arranged marriage kiya.Raj aur uske papa ka kapdo ka chhota business tha aur isi jariye unki jaan pehchaan thi aur yeh jaan pehchan rishte mein badal gayee.
Apne pati Raj ke jaane ke baad Anita ne apne bedroom mein jaakar halka make up kiya aur phir apna bag lekar,ghar ke gate aur frontyard ke main gate ko lock karke Raj ke bataye hue raaste par chal padi.Raj aur use iss shaher mein aaye 4 din hue the,aur kyunki firm ne unhe sab kuchh settle karke diya tha isliye unhe apne kapdo aur kuchh zaroorat ke samaan ke alawa aur kuchh laane ki zaroorat nahin padi thi.Pehla din aate waqt un dono ne 3-4 din ki sabjee wagairah le liya tha magar ab wo khatam ho gayee thi to Anita ko market jaane ki zaroorat par gayee.Raj subah 10 baje jaata tha to raat ko 8 baje hi aata tha aur isliye unhone tay kiya tha ki Raj sirf apne kaam par dhyaan dega aur ghar ki saari zimmedari Anita sambhaalegi,jaisa wo Delhi mein karti thi.Unka makaan thoda hat kar tha isliye aas paas log nahi the.Raj ne Anita ko kaha tha ki use 5 minute paidal chalkar auto stand jaana hoga jahaan se use Market ke liye auto milegi.Anita kandhe par bag latkaye hue gaand matkati huyee chali jaa rahi thi aur 5 minute mein auto stand pahunch gayee.Anita ne wahaan kuchh auto dekhe aur phir ek driver se poochha,''bhaiya market kaun si auto jayegi?''.Uss auto driver ne Anita ko sir se panv tak dekha aur uske aankh uske pet par kuchh der ke liye ruk gaye.Anita use aese ghurte hue dekhkar bhi normal thi aur uske jawaab ka intezaar kar rahi thi.Wo jaanti thi ki uski saree naabhi ke do inch neeche bandhi hai aur uska pet uske blouse se saree tak nange the,jo ki kul milkar 9-10 inch nange the aur wo driver wahi dekh raha hai.Anita ke saamne aese haalat Delhi mein bhi kabhi kabhi aa jati thi magar wo normal rehti thi,use isme koi burai nahin lagti thi,yahaan tak ki wo uss baare mein zyadatar waqt sochti bhi nahin thi.Isliye wo yahaan bhi normal thi aur saree se apna pet aur nabhi dhankne ki koshish nahin ki.Anita ne jab dekha ki driver ka dhyaan uski baat par nahin balki uske gore,nange aur chamakte pet aur kamar par hai to usne usse dubara poochhne ka socha.Driver ka yoon use dekhne par bhi Anita ko zara bhi sharam nahin aa rahi thi,balki Anita ne uske taraf dekhte hue phir se poochha,''Bhaiya maine poochha ki market kaun si auto jayegi''.Wo driver turant hosh mein aaya aur Anita ki taraf dekha jo ki khud driver ki aankho mein dekh rahi thi.Anita apne baalo ke ek hisse ko kaano ko peechhe karte hue uske jawaab ka intezaar kar rahi thi magar isse pehle wo kuchh bolta,Anita ko apne peechhe se ek awaaz sunai di,''memsaahab meri auto jayegi,meri baari hai abhi''.
Anita ne peechhe ghoom kar dekha to ek 22-23 saal ka ladka use dikhai diya.Wo thoda kaala aur aam hindustani jaisa badan ka tha.Height lagbhag 5'6'' inch aur na hi hatta kattha tha aur na hi patla,bas kisi aam hindustani ki tarah tha.Anita ne 2 inch ki heel pehen rakhi thi to isliye wo dono lagbhag ek hi height ke lag rahe the.Anita ne use dekha aur bina kuchh bole uske auto ki taraf chal di.Auto mein baithne se pehle use kuchh khyaal aaya aur usne ghoom kar us auto driver jisse usne auto ke baare mein poochha tha, ki taraf dekha aur use apne taraf dekhte hue paaya.Anita jaanti thi ki wo kya dekh raha tha magar bina sharminda hue wo uski taraf dekhkar waapas auto mein baith gayee.Kuchh der baad uss auto mein Anita ke bagal mein do aurat aur baith gayee jiske saath baatein karte hue Anita market pahunch gayee.Anita se paisa lete waqt uss driver ne kaha,''memsaahab aap yahan nayee lagti hai,yahaan kuchh auto driver hain jo naye logo ko lootte hain aur baakiyon ko badnaam karte hain,aap jahan se baithi hai wahan se yahaan market tak 10 rupaye bhada hai,isse zyada kabhi kisi ko mat dijiyega aur haan yeh market ka auto stand hai yahin se aapko waapas jaane ka auto mil jayega''.
Anita ko yeh sunn kar bahot khushi huyee aur woh muskurate hue use boli,''So sweet of you,Thank You''.Auto driver ne muskurakar apne paise liye aur stand par line mein auto laga diya.Auto lagakar jab usne Anita ke gaye hue raaste ke taraf dekha to uska gala sukh gaya aur dil dhadakne laga.Uski matakti huyee gaaand aur teen chouthai nangi gori peeth dekhkar aadmi ka haalat kharaab hona hi tha.Auto driver ne uski jism ko to stand par hi dekh liya tha magar uss waqt wo use ek passenger ki nigaah se dekh raha tha aur zyada nahin socha uske baare mein.Magar abhi Anita ke chalte waqt uske matakte bade gaand ko dekhkar wo use dekhne par majboor ho gaya.Dekhte dekhte Anita market ke ander chali gayee to uss driver ne apna sir hila kar apne aap ko sambhalne ki koshish mein lag gaya.
Anita market mein ghuste hi bheed ko dekhkar thoda ghabra gayee.Subah 10-11 baje ka waqt tha to market mein bheed hona hi tha,magar Anita ne itni bheed ki ummeed nahin ki thi.Bheed thi bhi to dukano par magar chalne ke raaste par itna jagah thi ki log araam se chal phir sake.Anita ne dhyaan diya ki kuchh mard usko ghoor rahe hai.Usme se ek ki taraf Anita ki nigaah gayee.Wo aadmi paan kha raha tha aur usne Anita ko apne taraf dekhte hi paan ko bagal ki naali mein thuka aur haath se apne hothon ko pochhte hue Anita ki taraf dubara dekha to paya ki Anita abhi bhi uske taraf dekh rahi thi aur yeh dekhte hi uske lund mein ek hulchul huyee.Usne besharmo ki tarah Anita ke kamar aur nabhi ko dekhte hue apna lund pant ke upar se hi masal diya.Anita ne usse dekha aur chup chaap aage badh gayee,magar iss baar chalte hue uski kamar ki lachak badh gayee thi,uske chehre par gusse ka bhao bhi nahin tha.Bheed aur garmi ke kaaran uske shareer par thode thode paseene bhi aa gaye the aur uske gore shareer ko aur bhi chamkeela aur maadak bana rahi thi.Wo ek sabji ke dukan par jaa kar apne baar ka intezaar karne lagi.Do logo ko sabji dene ke baad Anita ki baari aayee aur wo sabji ka bhao mol karne lagi ki tabhi usne apne peechhe kisi ko mehsoos kiya.Isse pehle ki wo peechhe dekhti usne apne chehre ke bayeen taraf uss insaan ka chehra ko paaya.Wo aur koi nahin wahi aadmi tha jo paan khaate hue Anita ko ghoor raha tha.Anita bayen taraf gardan ghooma kar usi ko dekh rahi thi.Uss shakhs ne bina Anita ke taraf dekhe,seedha sabjiwale ko dekhkar kaha,''theek theek daam lagana sabji ka,memsaahab yahan nayee lagti hai''.Usne yeh kehne ke baad daye taraf ghoomkar Anita ko dekha.Anita ko apne aankhon mein dekhte hue uska lund mein phir hulchul huyee.Dono ke chehre ke beech mein kewal ek foot ka faasla tha aur ab Anita uske munh se aa rahi gandh se samajh sakti thi ki wo paan nahin balki gutkha kha raha tha.Sabji wale ki awaaz sunkar Anita ne ghoomkar uske taraf dekha,''memsaahab aap chinta na kare main sabse ek hi bhao leta hoon''.Anita ne kaun se sabjiyon aur kitne chahiye sabjiwale ko bol diya.Uss dukan par teen maheelayen aur thi jinki baari Anita ke baad thi,magar wo maheelayen sabjiyan khud chunkar tokri mein rakh rahi thi taaki jab baaari aaye to unhe taulwakar le jaaye.Anita ko khud sabjiyan chunna pasand nahin tha to usne sabjiwale ke upar hi sab chhor diya.Jab wo sabjiyon ke naam bata rahi thi tab usne apne kamar par kisi ka haaath mehsus kiya,magar wo bina ghabraye chup chap sabjiyon ke naam bata rahi thi.Wo ab tak samajh chuki thi ki wo haath kiska hai.Sabjiyon ke naaam aur maatra batakar usne bayen ghoomkar uss shakhs ko dekha jo sabji wale ko hi dekh raha tha magar Anita ko apne taraf dekhte hue paakar wo uski aankhon mein dekhne laga aur muskura diya.Anita ne bina koi chehre par bhao laaye waapas sabji wale ko sabji chunte aur taulte hue dekhne lagi.Usne wo haath ko thoda neeche sarak kar apne gaand ke baaye phank par mehsus kiya.
19 notes · View notes
sentesiddiqui-blog · 6 years
Text
Wasteland - Parveen Shakir
ویسٹ لینڈ ترے بغیر سرد موسموں کے خوشگوار دن اُداس ہیں فضا میں دُکھ رچا ہُوا ہے! ہَوا کوئی اُداس گیت گنگنارہی ہے پُھول کے لبوں پہ پیاس ہے ایسا لگتا ہے ہَوا کی آنکھیں روتے روتے خشک ہوگئی ہوں صبا کے دونوں ہاتھ خالی ہیں کہ شہر میں تراکہیں پتہ نہیں سانس لینا کِس قدر محال ہے! اُداسیاں___اُداسیاں تمام سبز سایہ دار پیڑوں نے ترے بغیر وحشتوں میں اپنے پیرہن کو تارتارکردیا ہے اب کسی شجر کے جسم پر قبا نہیں سُوکھے زرد پتے کُو بہ کُو تری تلاش میں بھٹک رہے ہیں اُداسیاں____اُداسیاں مرے دریچوں میں گلابی دُھوپ روز جھانکتی ہے مگر اب اس کی آنکھوں وہ جگمگاہٹیں نہیں جو تیرے وقت میں زمین کے صبیح ماتھے پر سُورجوں کی کہکشاں سجانے آتی تھیں زمین بھی مری طرح ہے! ترے بغیر اس کی کوکھ سے اب بھی کوئی گُلاب اُگ نہ پائے گا زمین بانجھ ہوگئی ہے اور مری رُوح کی بہار آفریں کوکھ بھی! میری سوچ کے صدف میں فن کے سچے موتی کس طرح جنم لیا کریں کہ میں سراپا تشنگی ہوں اور دُور دُور تک____وصالِ اَبر کی خیر نہیں! میرے اور تیرے درمیان پانچ پانیوں کے دیس میں (کچے گھڑے بھی تو میری دسترس سے دُور ہیں) میں شعر کس طرح کہوں میری سوچ کے بدن کو،تُو،نمو تو دے میں ترے بغیر’’ویسٹ لینڈ‘‘ ہوں
Tere bagair sard mosmo’n ke khushgawar din udas hain Fiza main dukh racha hua hai! Hawa koi udas geet gunguna rahi hai Phool ke labon pai pyas hai Aisa lagta hai Hawa ki aankhein rotay rotay khushk ho gai’n ho’n Saba ke dono’n hath khali hain Ke shaher mei tera kahee’n pata nai Sa’ns lena kis qadar muhal hai Udasian udasian Tamam sabz sayadar per’do ne Tere bagair wayhshaton main apne peirahun ko tar tar kardia hai Ab kisi shajar ke jisam pa qaba nai Sookhay zard patey Koo ba koo teree talash mein bhatak rahe’n hain Udasian udasian Mere dareechon main gulabi dhoop roz jhankti hai Magar ab iss ki aankhon main wo jagmaga hatain nai Jo tere waq’t mein zameen ki sabeeh mathe par Soorjon ke kehkashan sajane aati theen Zameen bhi meri tar’a hai! Tere bagair iski koch se ab bhi Koi gulab ugg na paye gaa Zameen banj ho gai hai Aur meri rookhi bahar afreen koch bhi! Meri soch ke sadaf main Fun ke sachey moti kis tarhan janam lia karain Ke mein sarapa tishnagi hoon Our dur dur tak... wysal e abar ki khabr nai Mere or tere durmian Panch panio’n ke dais mein Kuch kache ghadre bhi to meri dus turus se dur hai’n 
Mein sher kis tara’n kahoon
Meri soach ke badan ko tu namu tau de Mein tere baghair wasteland hoon
Transliteration by Najma Siddiqui/Khadija Siddiqui
7 notes · View notes
fblikeshayaris · 7 years
Photo
Tumblr media
Best Barsaat Sad And Romantic Hindi Love Rain Shayari For Your Lover – {Girlfriend & Boyfriend} http://ift.tt/2yzqemR
Ab Kon Se Mausam Se Koi Aas Lagaye Barsaat Mein Bhi Yaad Na Jab Un Ko Hum Aye..
=-=-=-=-=
Mera Shahar To Baarishon Ka Ghar Thehra Yahan Ki Aankh Ho Ya Dil, Bahot Barasti Hain
=-=-=-=-=
Kabhi Ji Bhar Ke Barasna, Kabhi Bond Bond Ke Liye Tarasna, Ay Barish Teri Aadatein Mere Yaar Jesi Hain…!
=-=-=-=-=
Kabhi Shokh Hein Kabhi Gum Si Hein.. Ye Baarishen Bhi.. Tum Si Hein.
=-=-=-=-=
Rim jhim rim jhim baras rahi hai, Yaad tumhaari qatraa – qatraa
=-=-=-=-=
Mujhe maar hi na dale in badlon ki sazish, Ye jb se baras rahe hain tum yaad aa rhe ho.
=-=-=-=-=
Is barish k mausam me ajeeb si kashish h Na chahte hue bhi koi shidat se yaad aata hai.
=-=-=-=-=
Is dafa tow barishain rukti hi nahin Faraz ! Hum ne kya aansu piye k saray mausam ro paray!
=-=-=-=-=
Main Tere hijar Ki Barsaat Main Kab Tak Bheegon …!! Aise Mosam Main To Deewarain Bhi Gir Jati Hain…!!!!
=-=-=-=-=
Khyalon mein wahi, sapno mein wahi, Lekin unki yaadon mein hum the hi nahi, Hum jaagte rahe duniya soti rahi, Ek baarish hi thi, jo humare sath roti rahi.
=-=-=-=-=
Ishq wale ankhon ki baat samajh lete hain, Sapno mein mil jaye to mulaqat samajh lete hain. Rota to asman bhi hain apne Bichde pyar ke liye, Par log use barsat samajh lete hain.
=-=-=-=-=
Itni Shidat Se To Barsaat Be Kam Kam Barsay Jis Traha Ankh Teri Yaad Main Cham Cham Barsay Minatien Kon Kary Aik Gharondy Ke Lye Kah Do Baadal Se Barasta Hai To Jam Jam Barsay
=-=-=-=-=
Agar Bhigne Ka Itna Hi Shaukh Hai Baarish Me, To Dekho Meri Aankho Me, Baarish To Har Ek Ke Liye Barasti Hai, Lekin Ye Aankhe Sirf Tumhare Liye Barasti Hai..
=-=-=-=-=
Aaj Halki Halki Baarish Hay, Aaj Sard Hawa Ka Raqs Bhi Hay, Aaj Phool Bhi Nikhray Nikhray Hain, Aaj Un Main Tumhara Aks Bhi Hay
=-=-=-=-=
Aye barish zara tham ke baras, Jab mera yaar aa jaye to jam ke baras, Pehle na baras ki woh aa na sake, Phir itna baras ki woh ja na sake.
=-=-=-=-=
Mausam hai barish ka aur yaad tumhari aati hai, Barish ke har qatre se awaz tumhari aati hai.
Badal jab garajte hain, dil ki dharkan badh jati hai, Dil ki har ek dharkan se awaz tumhari aati hai.
=-=-=-=-=
Kuch Nasha To Aapki Baat Ka Hai Kuch Nasha To Dheemi Barsaat Ka Hai Humein Aap Yun Hi Sharabi Na Kahiye Is Dil Par Asar To Aap Se Mulakat Ka Hai.
=-=-=-=-=
Tumhe pehli barish psnd hai or mujhe barish me tum Tumhe hsna pasand hai mujhe hstey huye tum, Tumhe humse bat krna psnd h, mujhe bolte hue tum Tumhe sab kuchh pasand hain or mujhe bas tum…
=-=-=-=-=
Mausam tha beqarar tumhein sochate rahe Kul raat bar bar tumhein sochate rahe Baarish hui to lag kar ghar ke dareeche se hum Chup chap beqarar tumhein sochate rahe.
=-=-=-=-=
Barish Ke Paani Ko Apne Haathon Mein Samet Lo. Jitna Aap Samet Paaye Utna Aap Humein Chahte Hai Aur Jitna Na Samet Paye Utna Hum Aap Ko Chahte Hai.
=-=-=-=-=
Ek Raat Hui Barsaat Bahut Main Roya Saari Raat Bahut Har Gham Tha Zamaane Ka Lekin Main Tanha Tha Us Raat Bahut Phir Aankh Se Ek Saawan Barsa Jab Sehar Hui To Khyal Aaya Woh Baadal Kitna Tanha Tha Jo Barsa Saari Raat Bahut
=-=-=-=-=
Kitni jaldi yeh mulakat guzar jati hai, pyaas bujhti bhi nahi barsaat guzar jate hai, apni yadoon se kahoo yun na aaya karain neend aati bhi nahi raat guzar jati hai…!!!
=-=-=-=-=
Baarish Ki Bondon Mein Jhalakti Hai Us Ki Tasveer Aaj Phir Bheeg Bethe Usse Pane Ki Chahat Mein
=-=-=-=-=
Rehne Do Ab Ke Tum Bhi Mujhey Parh Na Sako Ge Barsaat Mein Kaaghaz Ki Tarah Bheeg Gaya Hon
=-=-=-=-=
Baarishain ho hi jaati hain mere shaher mein Faraz Kabhi badalon se to kabhi aankho se….!!
=-=-=-=-=
Maza Barsat Ka Chaho To In Aankhon Mein Aa Baitho Wo Barson Mein Kabhi Barsen, Yeh Barson Se Barasti Hain
=-=-=-=-=
Bad-Naseebi Ka Main Qaa’il To Nahin Hoon, Lekin Main Ne Barsaat Mein Jalte Hue Ghar Dekhe Hain
=-=-=-=-=
Mere Hisse Ki Zameen Banjar Thi, Main Waaqif Na Thaa Be-Sabab Ilzaam Main Detaa Rahaa Barsaat Ko
=-=-=-=-=
Barsaat Mein Deewaar-O-Dar Ki Saari Tehreeren Mitin Mitata Nahin Dhoyaa Bahut Taqdeer Ka Likha Huwaa
=-=-=-=-=
Barish! Too Na aaya Ker Kay Tere Aanay Say Aur Janay Kay baad Bhi Koi Buhat Dair Tak udass rahtaa Hay!!!!
=-=-=-=-=
Aadat Uski Thi Bus Mujhe Jalane Wale Baat Ki Hans Ke Mgr Dil Ko Dukhane Wali Ajkal Wo Mujhe Kuch Badla Howa Lgta Hy Ho Gain Uski Nighein Bhi Zamane Wali Hum Ne Ikhlas Ka Daman Nhi Chhora Ab Tk Haye Uski Tu Muhabbat Hy Rulane Wali Main Ne Samjha Tha Guzar Jaye Ga Mausam Lekin Rut – E – Barsat Bi Nikli Tu Satane Wali Tumhare Waste Ab Koi Nhi Hy WASI Khud Se Batein Na Karo Dil Ko Behlane Wali…
=-=-=-=-=
Kal halki halki barish thi, Kal sard hawa ka raqs bhi tha.
Kal phool bhi nikhre nikhre the Kal un pe aap ka aks bhi tha..
Kal badal kaley gehre the, Kal chand pay lakhon pahre the
Kuch tukray aap ki yaad ke, Bari der se dil me thehre the..
Kal yaadein uljhi uljhi thi, Aur kal tak yeh na suljhi thi..
Kal yaad bohut tum aye the, Kal yaad bohut tum aye the..
=-=-=-=-=
Gham ki baarish ne bhi tere naqsh ko dhoya nahi, Tu ne mujh ko kho diya, main ne tujhe khoya nahi.
Neend ka halka gulaabi sa khumaar ankhon mein tha, Yun laga jaise woh shab ko der tak soya nahi tha.
=-=-=-=-=
Yeh barishein bhi tum si hain, Jo baras gayi to bahar hain, Jo thehar gayi to qarar hain, Kabhie aa gayi yun hi besabab, Kabhie chha gayi yun hi Roz o Shab Kabhie shor hain, Kabhie chup si hain, Kissi Yaad mayn kissi Raat ko, Yeh barishein bhi tum si hain, Ek dabi hui si raakh ko, Kabhie yun huwa ka bujha dia, Kabhie khud se khud ko jala dia, Kahin boond boond mein gum si hain.
Yeh barishein bhi tum si hain
=-=-=-=-=
  Ye husn-e mosam, ye barish, ye hawayein, Lgta hai mohabbat ne aaj kisi ka sath diya hai
=-=-=-=-=
Rota Aasman, Mayoos Parinde or Teri Yadon Ke Silsily, Uff! Ye Barish Kabhi Tanha Kyun Nahi Aati…!
=-=-=-=-=
Theharta Ek Bhi Manzar Nahi Veeran Ankho Mein, Humare Shehar Se Badal Bhi Bin Barse Nikalta Hai…
=-=-=-=-=
Kai Rog Dey Gai Hai Naye Mausmon Ki Barish Mujhay Yaad Aa Rahay Hain Mujhay Bhool Janay Walay.
=-=-=-=-=
In barishon se adab-e-mohobbat seekho faraz, Agar yeh ruth bhi jayein to barasti bohot hain.
=-=-=-=-=
Kash meri zindegi mein aaye ek aisi barsaat Mere hath mein ho tera hath Bheegte rahein hum saari raat Honth rahe khamosh Bas aankhon se ho teri meri baat
=-=-=-=-=
Ab ke sawan main paani barsa bohat Paani ki har boond main woh aaye yaad bohat Is suhaane mausam main saath nahi tha koi Baadlon ke saath in aankhon se paani baha bohat
=-=-=-=-=
Aaj phir teri yaad aayi barish ko dekh kar Dil pe zor na raha apni bebasi ko dekh kar Roye is qadar teri yaad me Kay barish bi thum gai meri Ashqo ki barish dekh kar
=-=-=-=-=
Barsat Ki Bheegi Raaton Mein Phir Koi Suhaani Yaad Aayi, Kuchh Apna Zamaana Yaad Aaya Kuchh Unki Jawaani Yaad Aayi, Hum Bhool Chuke They Jisne Hamein Duniya Mein Akela Chhor Diya, Jab Ghaur Kiya To Ek Soorat Jaani Pehchaani Yaad Aayi
=-=-=-=-=
Chandni Se Chamakti Is Raat Main, Ek Khushboo Si Hai Har Baat Main, Paas Aake Bhi Kyon Hain Duriya, Koi Pyasa Hai Kyon Barsat Main.
=-=-=-=-=
http://ift.tt/2fTZySp love shayari rain, painful rainy shayari, rain lion o shayari, rain shower love shayari, Rainy Hindi poetry, remembering lover in saawan, romantic poetry on saawan, Shayari, shayari rains, shayari rainy season October 08, 2017 at 08:05PM
3 notes · View notes
crazyjar-blog · 6 years
Text
Mohammad Rafi 100+ Bollywood Songs List Evergreen Bollywood Songs
Tumblr media
Mohammad Rafi
Tumblr media
Mohammed Rafi (24 December 1924 - 31 July 1980) was an Indian playback singer and one of the most popular and successful singers of the Hindi film industry. Rafi is widely considered to be one of the greatest and most influential singers of the Indian subcontinent. Rafi was notable for his voice, versatility and range; his songs were best known for Hindi sad songs”,20s hit songs, love songs in Hindi or romantic songs . He was known for his ability to mould his voice to the persona and style of an actor, lip-syncing the song on screen in the movie. Nowadays his songs are getting counted in evergreen Bollywood songs list. Born : 24 December 1924 Kotla Sultan Singh, Punjab, British India Died : 31 July 1980 (aged 55) Bombay, Maharashtra, India Nationality : Indian Occupation : Playback singer Years active : 1944–1980 Spouse(s) : Bashira (m. 1945), Bilquis (m. 1947) Awards : 6 Filmfare Award for Best Male Playback Singer, 4 Bengal Film Journalists' Association – Best Male Playback Award, 1 National Film Award for Best Male Playback Singer. 1 National Film Award Honours : Padma Shri (1967). Also check : Top 10 Punjabi Mp3 Songs Top 50 Happy Birthday Song List Top 10 Best MP3 Downloader App for Android
Mohammad Rafi Bollywood Songs List Evergreen Bollywood Songs
Aadmi Musafir Hai - Movie: Apnapan, Mohd Rafi, Lata Mangeshkar, Download Aa Gale Lag Ja  - Movie: April Fool, Mohammad Rafi, Download Aaja Aaja Main Hoon Pyar Tera, Teesri Manzil, Rafi, Asha Bhonsle, Download Aaja Re Aa Zara - Movie: Love In Tokyo 1966, Mohammad Rafi, Download Aaj Mausam Bada - Movie: Loafer 1973, Album, Mohammad Rafi, Download Aaj Purani Rahon Se - Movie: Aadmi, Mohammad Rafi, Download Aa Meri Rani Le Ja - Movie: Anjana, Mohammad Rafi, Download Aane Se Uske Aaye Bahar - Movie: Jeene Ki Raah 1969, Mohd Rafi, Download Aap Ke Haseen Rukh Pe - Baharen Phir Bhi Aayengi  1966, Mohd Rafi, Download Aapne Yaad Dilaya - Movie: Aarti, Mohd Rafi, Lata Mangeshkar, Download Aashaon Ke Sawan Mein - Movie: Aasha, Mohd Rafi, Lata , Download Aaye Na Balam - Movie: Swami 1977, Mohammad Rafi, Download Aa Zara Mere Humnasheen - Movie: Poonam 1981, Mohd Rafi, Download Ab Kya Misal Doon Main - Movie: Aarti, Mohammad Rafi, Download Ae Dil Mushkil Hai Jeena Yahan - Movie: C.I.D 1956, Mohd Rafi, Download Ae Phoolon Ki Rani - Movie: Arzoo - 1965,  Mohammad Rafi, Download Aise Na The Hum - Movie: Saajan Ki Saheli 1980, Mohd Rafi, Download Aise To Na Dekho - Movie: Teen devian 1965, Mohammad Rafi, Download Aji Hamse Bachkar - Movie: Arzoo - 1965, Mohammad Rafi, Download Akele Akele Kahan Jaa Rahe Ho - An Evening In Paris 1967, Rafi, Download Akele Hain Chale Aao - Movie: Raaz 1967, Mohammad Rafi, Download Akela Hoon Main Humsafar Dhoondta Hoon - Movie: Jaal 1967,  Rafi, Download Apni Aankhon Mein Basakar - Movie: Thokar 1974, Mohammad Rafi, Download Awaaz Deke Hume Tum - Movie: Professor, Rafi, Lata Mangeshkar, Download Baghon Mein Bahar Hai - Movie: Aradhana 1969, Mohd Rafi, Lata,  Download Ba Hosh-o-Hawas Mein Deewana - Night In London 1967, Mohd Rafi, Download Barbaad-e-Mohabbat Ki - Movie: Laila Majnu 1976, Mohammad Rafi, Download Boondein Nahin Sitare Tapke Hain - Saajan Ki Saheli 1980, Mohd Rafi, Download Bura Mat Suno Bura Mat Dekho,  Aaya Saawan Jhoom Ke, Mohd Rafi, Download Chhalke Teri Aankhon Se - Movie: Arzoo 1965, Mohammad Rafi, Download Chhoo Lene Do Nazuk Hothon Ko - Kaajal 1965, Mohammad Rafi, Download Chale The Saath Milke - Haseena Maan Jayegi 1968, Mohammad Rafi, Download Chand Mera Dil - Hum Kisise Kum Nahin 1977, Mohammad Rafi, Download Chaudhvin Ka Chand Ho - Chaudhvin Ka Chand 1960, Mohammad Rafi, Download Dil Mein Chhupake Pyar Ka - Movie: Aan 1952,  Mohammad Rafi, Download Deewana Mujhsa Nahin - Movie: Teesri Manzil, Mohammad Rafi, Download Dhak Dhak Se Dhadakne Sikha De - Movie: Aasha, Mohammad Rafi, Download Dard-e-Dil Dard-e-Jigar - Movie: Karz 1980, Mohammad Rafi, Download Din Dhal Jaye Haye - Movie: Guide 1965, Mohammad Rafi, Download Ek Haseen Shaam Ko Dil Mera - Dulhan Ek Raat Ki 1966, Mohd Rafi, Download Gar Tum Bhula Na Doge - Movie: Yakeen 1969, Mohammad Rafi, Download Gulabi Aankhen Jo Teri Dekhi - The Train 1970, Mohammad Rafi, Download Gunguna Rahe Hai Bhanware - Aradhana, Mohd Rafi, Asha Bhosle, Download Hum Aur Tum Aur Yeh Sama - Dil Deke Dekho 1959, Mohd Rafi, Download Hamko Tumse Ho Gaya - Amar Akbar Anthony, Kishore, Rafi, Mukesh, Lata, Download Hamne Jafa Na Seekhi - Movie: Zindagi, Mohammad Rafi, Download Hum To Chale Pardes - Movie: Sargam 1979, Mohammad Rafi, Download Hum Tumse Juda Hoke - Ek Sapera Ek Lutera 1965, Mohammad Rafi, Download Jab Tum Ho Mere - Movie: Aan Baan, Mohammad Rafi, Download Jawaniyan Yeh Mast Mast Bin Piye - Tumsa Nahin Dekha 1957,  Rafi, Download Kabhi Raat Din Hum Door - Aamne Saamne 1967,  Mohd Rafi, Lata, Download Kahin Ek Masoom Nazuk Si Ladki - Shankar Hussain 1977, Mohd Rafi, Download Kaise Jeet Lete Hain - Saajan Bina Suhagan 1978, Mohammad Rafi, Download Ke Jaan Challi Jaye Jiya nahin Jaye, Anjana, Rafi, Suman Kalyanpur, Download Khoya Khoya Chand - Movie: Kala Bazar 1960, Mohammad Rafi, Download Khudaya Khair - Movie: Aaye Din Bahar Ke, Mohammad Rafi, Download Koi Sagar Dil Ko Behlata Nahin - Dil Diya Dard Liya 1966, Mohd Rafi, Download Koyal Kyon Gaaye - Movie: Aap Aaye Bahar Ayi, Mohammad Rafi, Lata, Download Kya Hua Tera Wada - Movie: Hum Kisise Kum Nahin 1977, Mohd Rafi, Download Likhe Jo Khat Tujhe - Movie: Kanyadaan 1969, Mohammad Rafi, Download Maang Ke Saath Tumhara - Naya Daur, Mohd Rafi, Asha Bhonsle, Download Main Ek Raja Hoon - Movie: Uphaar 1971, Mohammad Rafi, Download Maine Poocha Chand Se - Movie: Abdullah 1980, Mohammad Rafi, Download Maine Poochha Chand Se - Movie: Abdullah 1980, Mohammad Rafi, Download Main Gaoon Tum So Jao - Movie: Brahmchari 1968, Mohammad Rafi, Download Main Jat Yamla Pagla - Movie: Pratigya 1975, Mohammad Rafi, Download Main Nigahen Tere Chehre Se - Movie: Aap Ki Parchaiyan, Mohd Rafi, Download Main Rahi Anjaan Rahon Ka - Movie: Anjana, Mohammad Rafi, Download Main Tere Dar Pe Aaya Hoon - Laila Majnu 1976, Mohammad Rafi, Download Main Tooti Hui Ek Naiyya Hun - Movie: Aadmi, Mohammad Rafi, Download Matlab Nikal Gaya Hai To - Movie: Amaanat, Mohammad Rafi, Download Mere Bechain Dil Ko - Aamne Saamne - 1967, Mohammad Rafi, Download Mere Dost Kissa Yeh Kya Ho Gaya - Movie: Dostana 1980, Mohd Rafi, Download Meri Aawaz Suno - Movie: Meri Aawaz Suno 1981, Mohammad Rafi, Download Mohabbat Choome Jinke Haath -Movie: Aan 1952, Mohammad Rafi, Download Mohabbat Mein Nighahon Se - Amar Shakti,  Rafi, Sulakshana Pandit, Download Mujhay Dard-e-Dil - Movie: Aakash Deep 1965, Mohammad Rafi, Download Mujhe Ishq Hai Tujhi Se - Movie: Umeed 1962, Mohammad Rafi, Download Mujhe Teri Mohbat Ka - Aap Aaye Bahar Ayi - Mohd Rafi, Lata , Download Na Bhanwara Na Koi Gul - Movie: Aarti, Mohd Rafi, Asha Bhosle, Download Nain Lad Jai Hai - Movie: Gunga Jumna 1961, Mohammad Rafi, Download Nain Milakar Cahin Churana - Aamne Saamne 1967, Mohd Rafi, Download Na Tu Zameen Ke Liye - Movie: Dastan 1972, Mohammad Rafi, Download Duniya Ke Rakhwale - Movie: Baiju Bawra 1952, Mohammad Rafi, Download Haseena Zulfon Wali - Movie: Teesri Manzil,  Rafi, Asha Bhonsle, Download Mere Sona Re - Movie: Teesri Manzil, Mohd Rafi, Asha Bhonsle, Download Parda Hai Parda - Movie: Amar Akbar Anthony, Mohammad Rafi, Download Phir Miloge Kabhi - Yeh Raat Phir Na Ayegi 1966, Asha Bhosle, Rafi, Download Phoolon Ki Tarah Wo Hasti - College Girl 1978, Mohammad Rafi, Download Pooche Jo Koi Mujhse - Movie: Aap Aaye Bahar Ayi,  Rafi, Download Pucho Na Yaar Kya Hua - Zamaane Ko Dikhana Hai -Rafi, Asha, Padmini, Download Ramaiya Vastavaiya - Shree 420, Rafi, Mukesh, Lata Mangeshkar, Download Rang Rang Ke Phool Khile - Movie: Aan Milo Sajna, Mohd Rafi, Lata, Download Rimjhim Ke Geet Sawan Gaye - Movie: Anjana 1969, Mohd Rafi, Lata,  Download Saathi Haath Badhana - Naya Daur, Mohammad Rafi, Asha Bhonsle, Download Saathiya Nahi Jana - Aaya Saawan Jhoom Ke - Mohammad Rafi, Lata, Download Sar Jo Tera Chakraye -  Movie: Pyaasa 1957, Mohammad Rafi, Download Sathi Mere Sathi - Movie: Aahutee, Mohammad Rafi, Mukesh, Lata, Download Sau Baar Janam Lenge - Ustadon Ke Ustad 1963, Mohammad Rafi, Download Shaher Mein Charcha Hai - Movie: Aas Pas, Mohammad Rafi, Lata, Download Suhani Raat Dhal Chuki - Movie: Dulari 1949, Mohammad Rafi, Download Takra Gaya Tumse - Movie: Aan - 1952, Mohammad Rafi, Download Tareef Karoon Kya Uski - Kashmir Ki Kali 1964, Mohammad Rafi, Download Teri jawaani tapta mahina - Movie: Amaanat, Mohammad Rafi, Download Tujhe Pyar Karte Hain - Movie: April Fool, Rafi, Suman Kalyanpur, Download Tere Bin Sajan Lage Na Jiya - Movie: Aarti, Mohammad Rafi, Lata, Download Tum Meri Ho - Movie: Aan Baan, Lata Mangeshkar, Mohd Rafi, Download Toote Hue Khwaabon Ne - Movie: Madhumati, Mohammad Rafi, Download Tum ko khush dekh kar - Movie: Aapke Deewane - Kishore, Rafi, Download Tera jalwa tauba - Movie: Aapke Deewane, Kishore Kumar, Rafi, Download Tere Kooche Mein Tera Deewana - Heer Ranjha 1970, Mohd Rafi, Download Teri Bindiya Re - Abhimaan 1973, Lata, Mohammed Rafi, Download Teri Galiyon Mein Na - Hawas 1974, Mohammad Rafi, Download Teri Pyaari Pyaari Surat Ko - Sasural 1961, Mohammad Rafi, Download Toote Hue Khwabon Ne - Madhumati 1958, Mohammad Rafi, Download Tu Hi Woh Haseen - Movie: Khwab 1980, Mohammad Rafi, Download Tu Is Tarah Se Meri Zindagi Mein - Aap To Aise Na The 1980, Rafi, Download Tu Kahin Aas Paas Hai - Movie: Seema 1971, Mohammad Rafi, Download Tum Mujhe Yun Bhula Na Paoge - Pagla Kahin Ka 1970, Rafi, Download Uden Jab Jab Zulfen Teri - Movie: Naya Daur, Rafi, Asha Bhonsle, Download Upar Dekho Ya Niche - Aan Baan 1972, Mohammad Rafi, Download Wadiyan Mera Daaman - Movie: Abhilasha 1968, Mohammad Rafi, Download Woh Jab Yaad Aaye Bahut Yaad Aaye - Parasmani 1963, Lata, Rafi, Download Woh Teer Dil Pe Chala - Movie: Aarti, Mohammad Rafi, Asha Bhosle, Download Wo Khushi Mili Hai Mujhko - Mere Huzoor 1968, Mohammad Rafi, Download Wo Wo Na Rahe - Movie: Badaltey Rishtey 1978, Mohammad Rafi, Download Yeh Dil Nahin Hai - Movie: Aabroo 1968, Mohammad Rafi, Download Yeh Jo Chilman Hai - Mehboob Ki Mehndi 1971, Mohammad Rafi, Download Yeh Mera Prem Patra - Movie: Sangam, Mohammad Rafi, Download Yeh Reshmi Zulfein - Movie: Do Raaste 1969 - Mohammad Rafi, Download Yeh Shama To Jali - Movie: Aaya Saawan Jhoom Ke, Mohd Rafi, Download Ye Jo Chilman Hai - Mehboob Ki Mehndi 1971, Mohammad Rafi, Download Ye Mera Prem Patra - Movie: Sangam 1964, Mohammad Rafi, Download Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi - Barsaat Ki Raat 1960, Mohd Rafi, Download Zindagi To Bewafa Hai - Muqaddar Ka Sikandar 1978, Mohd Rafi, Download   Read the full article
0 notes
fblikeshayaris · 7 years
Text
Best Barsaat Sad And Romantic Hindi Love Rain Shayari For Your Lover – {Girlfriend & Boyfriend}
Ab Kon Se Mausam Se Koi Aas LagayeBarsaat Mein Bhi Yaad Na Jab Un Ko Hum Aye..
=-=-=-=-=
Mera Shahar To Baarishon Ka Ghar ThehraYahan Ki Aankh Ho Ya Dil, Bahot Barasti Hain
=-=-=-=-=
Kabhi Ji Bhar Ke Barasna, Kabhi Bond Bond Ke Liye Tarasna,Ay Barish Teri Aadatein Mere Yaar Jesi Hain…!
=-=-=-=-=
Kabhi Shokh HeinKabhi Gum Si Hein.. Ye Baarishen Bhi.. Tum Si Hein.
=-=-=-=-=
Rim jhim rim jhim baras rahi hai,Yaad tumhaari qatraa – qatraa
=-=-=-=-=
Mujhe maar hi na dale in badlon ki sazish,Ye jb se baras rahe hain tum yaad aa rhe ho.
=-=-=-=-=
Is barish k mausam me ajeeb si kashish hNa chahte hue bhi koi shidat se yaad aata hai.
=-=-=-=-=
Is dafa tow barishain rukti hi nahin Faraz !Hum ne kya aansu piye k saray mausam ro paray!
=-=-=-=-=
Main Tere hijar Ki Barsaat Main Kab Tak Bheegon …!!Aise Mosam Main To Deewarain Bhi Gir Jati Hain…!!!!
=-=-=-=-=
Khyalon mein wahi, sapno mein wahi,Lekin unki yaadon mein hum the hi nahi,Hum jaagte rahe duniya soti rahi,Ek baarish hi thi, jo humare sath roti rahi.
=-=-=-=-=
Ishq wale ankhon ki baat samajh lete hain,Sapno mein mil jaye to mulaqat samajh lete hain.Rota to asman bhi hain apne Bichde pyar ke liye,Par log use barsat samajh lete hain.
=-=-=-=-=
Itni Shidat Se To Barsaat Be Kam Kam BarsayJis Traha Ankh Teri Yaad Main Cham Cham BarsayMinatien Kon Kary Aik Gharondy Ke LyeKah Do Baadal Se Barasta Hai To Jam Jam Barsay
=-=-=-=-=
Agar Bhigne Ka Itna Hi Shaukh Hai Baarish Me,To Dekho Meri Aankho Me,Baarish To Har Ek Ke Liye Barasti Hai,Lekin Ye Aankhe Sirf Tumhare Liye Barasti Hai..
=-=-=-=-=
Aaj Halki Halki Baarish Hay,Aaj Sard Hawa Ka Raqs Bhi Hay,Aaj Phool Bhi Nikhray Nikhray Hain,Aaj Un Main Tumhara Aks Bhi Hay
=-=-=-=-=
Aye barish zara tham ke baras,Jab mera yaar aa jaye to jam ke baras,Pehle na baras ki woh aa na sake,Phir itna baras ki woh ja na sake.
=-=-=-=-=
Mausam hai barish ka aur yaad tumhari aati hai,Barish ke har qatre se awaz tumhari aati hai.
Badal jab garajte hain, dil ki dharkan badh jati hai,Dil ki har ek dharkan se awaz tumhari aati hai.
=-=-=-=-=
Kuch Nasha To Aapki Baat Ka HaiKuch Nasha To Dheemi Barsaat Ka HaiHumein Aap Yun Hi Sharabi Na KahiyeIs Dil Par Asar To Aap Se Mulakat Ka Hai.
=-=-=-=-=
Tumhe pehli barish psnd hai or mujhe barish me tumTumhe hsna pasand hai mujhe hstey huye tum,Tumhe humse bat krna psnd h, mujhe bolte hue tumTumhe sab kuchh pasand hain or mujhe bas tum…
=-=-=-=-=
Mausam tha beqarar tumhein sochate raheKul raat bar bar tumhein sochate raheBaarish hui to lag kar ghar ke dareeche se humChup chap beqarar tumhein sochate rahe.
=-=-=-=-=
Barish Ke Paani Ko Apne Haathon Mein Samet Lo.Jitna Aap Samet Paaye Utna Aap Humein Chahte HaiAur Jitna Na Samet Paye Utna Hum Aap Ko Chahte Hai.
=-=-=-=-=
Ek Raat Hui Barsaat BahutMain Roya Saari Raat BahutHar Gham Tha Zamaane Ka LekinMain Tanha Tha Us Raat BahutPhir Aankh Se Ek Saawan BarsaJab Sehar Hui To Khyal AayaWoh Baadal Kitna Tanha ThaJo Barsa Saari Raat Bahut
=-=-=-=-=
Kitni jaldi yeh mulakat guzar jati hai,pyaas bujhti bhi nahi barsaat guzar jate hai,apni yadoon se kahoo yun na aaya karainneend aati bhi nahi raat guzar jati hai…!!!
=-=-=-=-=
Baarish Ki Bondon Mein Jhalakti Hai Us Ki TasveerAaj Phir Bheeg Bethe Usse Pane Ki Chahat Mein
=-=-=-=-=
Rehne Do Ab Ke Tum Bhi Mujhey Parh Na Sako GeBarsaat Mein Kaaghaz Ki Tarah Bheeg Gaya Hon
=-=-=-=-=
Baarishain ho hi jaati hain mere shaher meinFarazKabhi badalon se to kabhi aankho se….!!
=-=-=-=-=
Maza Barsat Ka Chaho To In Aankhon Mein Aa BaithoWo Barson Mein Kabhi Barsen, Yeh Barson Se Barasti Hain
=-=-=-=-=
Bad-Naseebi Ka Main Qaa’il To Nahin Hoon, LekinMain Ne Barsaat Mein Jalte Hue Ghar Dekhe Hain
=-=-=-=-=
Mere Hisse Ki Zameen Banjar Thi, Main Waaqif Na ThaaBe-Sabab Ilzaam Main Detaa Rahaa Barsaat Ko
=-=-=-=-=
Barsaat Mein Deewaar-O-Dar Ki Saari Tehreeren MitinMitata Nahin Dhoyaa Bahut Taqdeer Ka Likha Huwaa
=-=-=-=-=
Barish!Too Na aaya KerKay Tere Aanay SayAur Janay Kay baad BhiKoiBuhat Dair Tak udass rahtaa Hay!!!!
=-=-=-=-=
Aadat Uski Thi Bus Mujhe Jalane WaleBaat Ki Hans Ke Mgr Dil Ko Dukhane WaliAjkal Wo Mujhe Kuch Badla Howa Lgta HyHo Gain Uski Nighein Bhi Zamane WaliHum Ne Ikhlas Ka Daman Nhi Chhora Ab TkHaye Uski Tu Muhabbat Hy Rulane WaliMain Ne Samjha Tha Guzar Jaye Ga Mausam LekinRut – E – Barsat Bi Nikli Tu Satane WaliTumhare Waste Ab Koi Nhi Hy WASIKhud Se Batein Na Karo Dil Ko Behlane Wali…
=-=-=-=-=
Kal halki halki barish thi,Kal sard hawa ka raqs bhi tha.
Kal phool bhi nikhre nikhre theKal un pe aap ka aks bhi tha..
Kal badal kaley gehre the,Kal chand pay lakhon pahre the
Kuch tukray aap ki yaad ke,Bari der se dil me thehre the..
Kal yaadein uljhi uljhi thi,Aur kal tak yeh na suljhi thi..
Kal yaad bohut tum aye the,Kal yaad bohut tum aye the..
=-=-=-=-=
Gham ki baarish ne bhi tere naqsh ko dhoya nahi,Tu ne mujh ko kho diya, main ne tujhe khoya nahi.
Neend ka halka gulaabi sa khumaar ankhon mein tha,Yun laga jaise woh shab ko der tak soya nahi tha.
=-=-=-=-=
Yeh barishein bhi tum si hain,Jo baras gayi to bahar hain,Jo thehar gayi to qarar hain,Kabhie aa gayi yun hi besabab,Kabhie chha gayi yun hi Roz o ShabKabhie shor hain, Kabhie chup si hain,Kissi Yaad mayn kissi Raat ko,Yeh barishein bhi tum si hain,Ek dabi hui si raakh ko,Kabhie yun huwa ka bujha dia,Kabhie khud se khud ko jala dia,Kahin boond boond mein gum si hain.
Yeh barishein bhi tum si hain
=-=-=-=-=
  Ye husn-e mosam, ye barish, ye hawayein,Lgta hai mohabbat ne aaj kisi ka sath diya hai
=-=-=-=-=
Rota Aasman, Mayoos Parinde or Teri Yadon Ke Silsily,Uff! Ye Barish Kabhi Tanha Kyun Nahi Aati…!
=-=-=-=-=
Theharta Ek Bhi Manzar Nahi Veeran Ankho Mein,Humare Shehar Se Badal Bhi Bin Barse Nikalta Hai…
=-=-=-=-=
Kai Rog Dey Gai Hai Naye Mausmon Ki BarishMujhay Yaad Aa Rahay Hain Mujhay Bhool Janay Walay.
=-=-=-=-=
In barishon se adab-e-mohobbat seekho faraz,Agar yeh ruth bhi jayein to barasti bohot hain.
=-=-=-=-=
Kash meri zindegi mein aaye ek aisi barsaatMere hath mein ho tera hathBheegte rahein hum saari raatHonth rahe khamoshBas aankhon se ho teri meri baat
=-=-=-=-=
Ab ke sawan main paani barsa bohatPaani ki har boond main woh aaye yaad bohatIs suhaane mausam main saath nahi tha koiBaadlon ke saath in aankhon se paani baha bohat
=-=-=-=-=
Aaj phir teri yaad aayi barish ko dekh karDil pe zor na raha apni bebasi ko dekh karRoye is qadar teri yaad meKay barish bi thum gai meri Ashqo ki barish dekh kar
=-=-=-=-=
Barsat Ki Bheegi Raaton Mein Phir Koi Suhaani Yaad Aayi,Kuchh Apna Zamaana Yaad Aaya Kuchh Unki Jawaani Yaad Aayi,Hum Bhool Chuke They Jisne Hamein Duniya Mein Akela Chhor Diya,Jab Ghaur Kiya To Ek Soorat Jaani Pehchaani Yaad Aayi
=-=-=-=-=
Chandni Se Chamakti Is Raat Main,Ek Khushboo Si Hai Har Baat Main,Paas Aake Bhi Kyon Hain Duriya,Koi Pyasa Hai Kyon Barsat Main.
=-=-=-=-=
via Blogger http://ift.tt/2yzqemR love shayari rain, painful rainy shayari, rain lion o shayari, rain shower love shayari, Rainy Hindi poetry, remembering lover in saawan, romantic poetry on saawan, Shayari, shayari rains, shayari rainy season http://ift.tt/2fTZySp October 08, 2017 at 08:05PM
0 notes