Tumgik
#tum bin jaun kahan
shyam-kariya · 2 months
Text
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
Radhhhhhhhe
Just tell me where r u now
And I'll pick u up here
Just to shower this flowers on you.
मेरे शहर का ये मौसम और ये फूल मुझे हर पल तेरी याद दिलाते है। तुम्हारे बिना ये मौसम कुछ खाली खाली सा लगता है।
56 notes · View notes
bollywoodirect · 7 years
Photo
Tumblr media
Remembering Rahul Dev Burman on his 78th birth anniversary. Rahul Dev Burman (27 June 1939 – 4 January 1994) was a film score composer, who is considered one of the seminal music directors of the Indian film industry. Nicknamed Pancham, he was the only son of the composer Sachin Dev Burman. From the 1960s to the 1990s, Burman composed musical scores for 331 films. He was mainly active in the Hindi film industry as a composer, and also provided vocals for a few of compositions. Burman did major work with Asha Bhosle (his wife) and Kishore Kumar, and scored many of the songs that made these singers famous. He also scored many songs sung by Lata Mangeshkar. He served as an influence to the next generation of Indian music directors, and his songs continue to be popular in India. Burman has been credited with revolutionizing the Bollywood music. He incorporated a wide range of influences from several genres in his scores. Burman's career coincided with the rise of Rajesh Khanna-starrer youth love stories. He made electronic rock popular in these popular love stories. He often mixed disco and rock elements with Bengali folk music. He also used jazz elements, which had been introduced to him by the studio pianist Kersi Lord. According to Douglas Wolk, Burman "wrapped sugary string swoops around as many ideas as he could squeeze in at once". Biswarup Sen describes his popular music as one featuring multicultural influences, and characterized by "frenetic pacing, youthful exuberance and upbeat rhythms". Burman was influenced by Western, Latin, Oriental and Arabic music, and incorporated elements from these in his own music. He also experimented with different musical sounds produced from methods such as rubbing sand paper and knocking bamboo sticks together. He blew into beer bottles to produce the opening beats of Mehbooba, Mehbooba. Similarly, he used cups and saucers to create the tinkling sound for the song Churaliya Hai from the film Yaadon Ki Baaraat (1973). For Satte Pe Satta (1982), he made the singer Annette Pinto gargle to produce a background sound. He also used a rubbed a comb on a rough surface to produce a whooshing sound in the song Meri Samne Wali Khidki Main from the film Padosan (1968) On multiple occasions, Burman experimented with recording the same song with different singers. For Kudrat (1981), he recorded the light version of the song Hume tumse pyar kitna in the voice of Kishore Kumar, while the classical version was recorded in the voice of Parveen Sultana. In Pyar Ka Mausam (1969), he recorded the song Tum bin jaun kahan in the voices of Kishore Kumar and Mohammed Rafi separately. Burman sometimes used the Western dance music as a source of inspiration for his compositions. As was common in Bollywood, some of his songs featured the tunes of popular foreign songs. Often, the filmmakers forced him to copy these tunes for the soundtracks, resulting in allegations of plagiarism. For example, Ramesh Sippy insisted that the tune of the traditional Cyprus song Say You Love Me (arranged and sung by Demis Roussos) be used for Mehbooba Mehbooba (Sholay, 1975), and Nasir Hussain wanted to use ABBA's Mamma Mia for Mil gaya hum ko sathi. Other examples of Burman songs inspired by foreign songs including Aao twist karein from Bhoot Bangla (Chubby Checker's "Let's Twist"), Tumse milke (Leo Sayer's When I Need You), and Zindagi milke bitaayenge (Paul Anka's The Longest Day) and Jahan teri yeh nazar hai (Persian artist Zia Atabi's Heleh maali) and Dilbar mere (Alexandra's Zigeunerjunge). Like बॉलीवुड डायरेक्ट Bollywoodirect
4 notes · View notes
lyricsocean · 4 years
Link
Haan bhai baj rahe hai Haan bhai baj rahe hai
Abey saale!
Aur pandu kya chal raha hai Bhai baj rahe hai Aage se peechhe se lag rahe hai Kal chhaati chaudi kari maine apnon ki Praja wale aaj munh faad ke has rahe hain
Pandu kya chal raha hai Bhai baj rahe hai Aage se pichhe se lag rahe hain Kal chhaati chaudi kari maine apnon ki Praja wale aaj munh faad ke hass rahe hain Aur pandu kya chal raha hai?
Bas bhai daant dikhane se bach rahe hai Maharaj bin smile ke bhi jach rahe hai Chhat gaye bande ab sath mere apne hai Yeh beef karne aaye 5 bachhde hai
Krsna hai myth karo janhit Aata nahi wapas jo jaata hai mit Karo scene change dead body karo lit Tum karte raho diss deta jaunga main hits
Duniya ye use yaad rakhe jo buniyaad rakhe Marne ke hi baad sabke gann yaad rakhe Sakht launde kis baat ki akad hai tujhe Funsi bane nuniya to shoonya yaad rakhe
Main hu shoonya pe sawar zakir khan jaise Patthar dil ki deewaron pe kaan jaise Naram dil phenke khoon mere body mein garam Kalamkaar bhi marega artistan jaise
Jitna aag se kheloge failegi Baaki sab samajhdaar hai Main bol chuka pehle bhi Tum 5 ho to 10 baar maarunga Addat bana lo tum sehne ki
Naam ka woh pariwar jo khaandan pe pahunche Lagwanunga jeebh se pochhe Funsi pe chadhta nahi cond*m oye chhote Abhi jaake talwon pe chadha lo mauze
Ainve main thasse mein bhasade nahi karta Bhasdu to kuchlu main masle nai karta Nastik maain vastaik main muhfaad kalakaar Main geeta kurane nahi padhta
Mod ke rakhu jeb mein inki haddiyan flexible Zaleel aaj karunga par beizzati kal Kalamkaar wale chaude jin facts pe Ek ek ke munh mein aa jaayenge test**les
Main tere papa ka sudama aake pair dho Khoon karun saaf main hijama, you are fair bro Gora chitta launda hai tu pink color ka Mera topa bhi same to same bro, hi5 Teri maar li gayi hai Salaah baap ko de woh bhi marley nahi hai Bars se tu barbie haar gayi photo pe tere haar bhi Topi khud nahi utari wo utari padi hai
Ik chhinal thi Shakal leke mr. Kaul ki Bolo hathi ghoda paalki Jai ho gourav pal ki
Ik chhinal thi Shakal leke mr. Kaul ki Bolo hathi ghoda paalki Jai ho gourav pal ki
Hare krsna harega raa Arrey bhai bhai bhai ye kya hua Hare krsna harega raa
Arrey bhai bhai bhai ye kya hua Hare krsna harega raa
Arrey bhai bhai bhai ye kya hua Hare krsna harega raa
2019-2020 ke farak hai facts ginaun Raftaar emiway yaad dilaun Pariwar ye gaya tha tab kahan Charon ko hipe mil gayi ho to sach mein bataun Bhai ke sath laga galat hua zayda Par diss karne ka pehle tha nahi iraada Ye baat to woh khud hi sambhal lenge Bole muhfaad mere liye koyi awaaz nahi uthata
Maine socha career gayi bhaad mein Image ki aisi taisi dekh lenge baad mein Yun hi baat chali unke ghar pe mazaak mein Hath dho le tu bhi behti ganga mein sath mein
Jiske liye lada usne f nahi diya Maine whatsapp pe massage jab tak nahi kiya Narazgi thi kal aaj dil se afsos Ke muhfaad ne bantai ko diss kyun kiya
Aise kisi ko na topi pehnaun Chingari mile jahan aag lagaun Fokat ki hype hai ye beef ka shagun Sab mujhe bhi do aur baatein banao
Phir se ab team’ae ye bat rahi hain Inhein lage track pe aa rahi patri hai Phir se wahi galti na ho jaaye Lene se pehle hi pata inhein chhatri hai
Maar ke giraun line hai har baar hi brutal hai Tootan mein baithe teri plate mein joothan hai Naabhi mein paon ka angootha phansa dunga Punch maara is baar belt se upar hai
Below the belt matlab personal ho jaana Free verse ho ya gaana karun kill main rozana 5 launde ikkathe ye film dostana Dekh ke ek doosre ke sath na so jaana
Inke bachchon ki laar latak rahi hai Bade boodhon ki haddi chatak rahi hai Main bol ke maarunga 6 chhakke Inki ball daalne se phat rahi hai
Harjas saluja you are just a loser Kar chugli nashediyon sang tu ja Meri mard ki chhaati main bolun munh pe Girebaan mein jhaank mujhe pasand nahi chu chaan
Saanpon ko dhoodh pila Wo denge badle mein moot gilaas mein lassi ke Khaasnega khassi se hathi mere sathi Inki tarah maine tujhe kabhi bandha nahi rassi se
Diss harjas tujh pe yeh jach raha nahi Body 20 ki akal 16-17 ki Bin painde ke lote abe mote Thi ankit ki dhamki wo khatra nahi
Foonkte to sab hain aur foonkna bhi chahiye Neech harkaton pe tookhna bhi chahiye Harjas ne mujhe diss kiya kyun Shayad mujhe iska bhi proof dena chaiye
Underpresser hai khiladi captain ne hai maari Usne apne hi player ko dhamki de maari You are dead agar muhfaad se dosti rakhega #fixedmatch hai meri jeet ki taiyari
Manbhudhiyon ki gyani tu softy sandhu Gourav bole peechhe ho ja saare pandu 100 ke barabar akela hoon main Maa ki kokh se hi faila mera khauf hai gaan
Arrey bhai bhai gaali nahi, gaali nahi!
Khane wala hoon deserving to gaali bhi jachti Muhawara hai ek hath se taali nahi bajti Tum khake plate mein chhed karke khush Main khaane pe aunga to thaali nahi bajti
Main to bhara pada hoon bolo khokhla kaise Doge kitnon ko rokda paise Sach mere sath jaun baukhala kaise Gala mera ek bolo dogla kaise
Jeete jee dilon mein maharaj amar mile Chahe bhanwar uthe dharti kaanpe, kabar hile Praza ke hote mujhko kahuf nahi kisi ka Nakaar dena meri maut ki jhoothi khabar mile.
The post Aelaan (Title) appeared first on LyricsBogie.
The post Aelaan (Title) appeared first on Lyrics Ocean.
0 notes
vbhvagarwal · 7 years
Audio
Bhooli bisari chand umeedein, Chand fasaane yaad aaye, Tum Yaad aye aur, Tuamre sath zamane yaad aaye... Banware tere bin mein jyun ke na jiyun, Jo hai mera, use apna kahun ya na kahun, Ab tu hi bata kya karun, Kahan jaun mein, Tere jaisa koi kahan se laun mein, To aao na #Baanware Baanware nayi manzil nayi ye raahien hai, Baanware ajnabi se logo ki baanhien hai, Ro deta hu mein koyi jo thame agar, Kah deta hu jo aa rha hai nazar... To aao na #Baanware 
0 notes