Tumgik
waquar313 ยท 2 months
Text
Maire real feeling ko explain kardiya aapne
โ€œmere liye kya ho tum?โ€
fajr ka pehla sajda
meri tahajjud ki har duaa ho tum,
jaise thand mein kohre ki ows
barsaat mein behti hawa ho tum,
koi puche agar zindagi ka matlab mujhse
toh mere labon se nikala pehla alfaaz ho tum,
tadap raha tha jo raygistaan mein musafir
uske liye barf si thandi hawa ho tum,
iss azeeyat-naak zamane mein
jaise shifa ka koi jismani wajood ho tum,
dil ka sukoon kahu ya zindagi ka suroor
khuda hi jaane kaisa noor ho tum,
raat bhar khwabon mein mashoor
meri har subah ka pehla khayaal ho tum,
khuda ka karam ya jaise ho koi karishma
meri rooh ki ibadat,
mere mehboob ho tum...
58 notes ยท View notes
waquar313 ยท 2 months
Text
Bhoot khoob @maihonhassan
When the poet said this;
Us ne poocha nahi sabab udaasi ka,
Aik sabab yai bhi hai udaasi ka
I felt that !
81 notes ยท View notes
waquar313 ยท 2 months
Text
Super โค๏ธ
Umr hi guzregi imtihan mein kya,
Daagh hi denge mujhko daan mein kya
.
Meri har baat be-asar hi rahi,
Nuqs hai kuch mere bayaan mein kya
.
Yun jo taakta hai aasman ko tu,
Koi rahta hai aasmaan mein kya
.
Ye mujhe chain kyun nahin padta,
Ek hi shakhs tha jahaan mein kya
-
Poet : Jaun Elia
Wednesday, March 20, 2024
8.25 PM, Bangalore, India
102 notes ยท View notes
waquar313 ยท 3 months
Text
Assalamualaikum
Ramzan is very Soon
I'm ready to welcome Ramzan inshallah
2 notes ยท View notes