Tumgik
#mohabbat
komal01 · 29 days
Text
Mil jaye sab kuch zindagi mein, toh fariyaad kiski karoge;
Mulaqaat hone lage jo roz, toh yaad kisse karoge!
181 notes · View notes
peaceishim · 21 days
Text
Insaan aisa pasand karo ki fir uske baad koi insaan pasand na aaye.
-(via @safedchitthi on ig)
163 notes · View notes
creatinganewwlife · 21 days
Text
Kitna gaur se dekha hoga meri aankhon ne, Ke tumhare baad koi chehra haseen hi nahi laga :)
74 notes · View notes
midnightsoulsworld · 2 months
Text
When Tehzeeb Hafi said:
Tumblr media Tumblr media
bichhad kar us ka uska dil lag bhi gaya to kya lagega
vo thak jaega aur mere gale se aa lagega
main mushkil mein tumhare kaam aauun ya na aaun..
mujhe awaz de lena tumhen achcha lagegā
main jis koshish se us ko bhuul jaane mein laga hun
ziyada bhi agar lag jaae to hafta lagega
mere hathon se lag kar phuul mitti ho rahe hain
meri ankhon se dariya dekhna sahra lagega
mera dushman suna hai kal se bhukha lad raha hai
ye pahla teer us ko nashte mein ja lagega
kayi din us ke bhi saharon mein guzre hain 'hafi
so is nisbat se aina hamara kya lagega...
58 notes · View notes
theqalbofnight · 6 months
Text
Tumblr media
mujhko sab kuch mila siwaye mohabbat kay ,
aur mohabbat ke siwa mera aur koi shauq nahin.,
Tumblr media
insaan ko apni zehni kamzori ka ehsas tab tak nahin hota jab tak vo ishq mein mubtala na ho.,
99 notes · View notes
anotherrantinghoe · 3 months
Text
“mere liye kya ho tum?”
fajr ka pehla sajda
meri tahajjud ki har duaa ho tum,
jaise thand mein kohre ki ows
barsaat mein behti hawa ho tum,
koi puche agar zindagi ka matlab mujhse
toh mere labon se nikala pehla alfaaz ho tum,
tadap raha tha jo raygistaan mein musafir
uske liye barf si thandi hawa ho tum,
iss azeeyat-naak zamane mein
jaise shifa ka koi jismani wajood ho tum,
dil ka sukoon kahu ya zindagi ka suroor
khuda hi jaane kaisa noor ho tum,
raat bhar khwabon mein mashoor
meri har subah ka pehla khayaal ho tum,
khuda ka karam ya jaise ho koi karishma
meri rooh ki ibadat,
mere mehboob ho tum...
57 notes · View notes
maihonhassan · 22 days
Text
Read this line somewhere;
“Ishq tou hota hi ek tarfa hai, jo do tarfa ho usay qismat kehte hain.”
And we’ll relate this.
44 notes · View notes
oyeevarnika · 7 months
Text
I read this somewhere and it is living rent free In my mind tum uske prem mein stree ho jana isse badhkar kuch nahi , jo tum usey de sako
108 notes · View notes
disdadandon · 1 year
Text
this is my sexuality
-Goliyon ki Raasleela, RamLeela(2013)
230 notes · View notes
rayyzcosmos · 19 days
Text
अभी "ऐन" लिखूं तू सोचे मुझे
फिर "शीन" लिखूं तेरी नींद उड़े
जब "काफ़" लिखूं तुझे कुछ कुछ हो
मैं "इश्क़" लिखूं तुझे हो जाए..
the word "Ishq" is made up of three letters, "Ain, sheen and qaaf" these three letters stand for three stages of love. Ain:- Ain is for "ibadat" which means worship. When love gets purity, it takes you to the place where love equals worship. Sheen:- Sheen is for "shaq" which means doubt. The lover starts doubting his love. Qaaf:- Qaaf is for "Qurbaan" which means sacrifice.
27 notes · View notes
komal01 · 7 months
Text
Har raat meri aankhein inhi sochon mein ghum ho jaati hain;
Ke mera maqsad-e-hayaat kya tha,
Aur mujhe thaka kin kaamon ne diya!
495 notes · View notes
peaceishim · 25 days
Text
Mujhe aksar unhi cheezon ki khwahish hui hai
jo mujhse pohonch mei door hain,
jaise ki Chaand, jaise Woh.
Tumblr media
135 notes · View notes
nemralam · 1 month
Text
Tumblr media
Translation:
What kind of desolation there this be
Home comes to mind the desert when I see
Mirza Beg Asadullah Khan (1797–1869) also known as Mirza Ghalib // Delhi, India
27 notes · View notes
creatinganewwlife · 2 months
Text
Mere baad kisi ko bhi apna bana kr dekh lena, Tumhari apni dhadhkan bolegi, uski wafa ki baat hi kuch aur thi
55 notes · View notes
nmolesofadrenaline · 1 month
Text
Tumblr media
48 notes · View notes
midnightsoulsworld · 2 months
Text
Tumblr media
Hume chahiye tha milna kisi ehed-e-meherban mein..
Kisi khawab ke yakeen mein...
Kisi aur aasman mein....Kisi aur sarzameen mein...
Hume chahiye tha milna....
@midnightsoulsworld
26 notes · View notes