jab zindagi k safar main saharon k taqub main
jab zindagi k safar main saharon k taqub main
jab zindagi k safar main saharon k taqub main
jab zindagi k safar main,
saharon k taqub main,
chalte chalte hum thak jate hain
aur manzil bhatak jate hain
to aise kamzor lamhon main,
khwaab dilasa dete hain,
yahi sahara bante hain,
aur jab chahat k samunder main,
hum raahein dhoondtein hain,
magher hum apna app bhi kho dete hain
aur jab yaas se dobny lagte hain
to aise bebas lamhoo main,
khwaa…
View On WordPress
0 notes
Arzouoon Main Tarasha Hua Hai Ik Sapna
Arzouoon Main Tarasha Hua Hai Ik Sapna
Arzouoon Main Tarasha Hua Hai Ik Sapna
Arzouoon Main Tarasha Hua Hai Ik Sapna
Kabse Is Dil Main Chupaya Hua Hai Ik Sapna
Koi Shabnam Se Dhula Surkh Poshak Dhala
Khushboein Leke Haseen Dil Ho Ger Phool Khila
Unki Zulfoon Main Laagaya Hua Hai Ik Sapna
Unse Khuch Deer Agar Kash Miljay Nazar
Unko Dikhlana Hai Unki Tasveer Jidhar
Apni Aankhoon Main Basaya Hua Hai Ik Sapna
Chand Ratoon Main…
View On WordPress
0 notes
A Dil-e-Bekhabar Jo Hawa Ja Chuki Abb Nahi aay Gi
A Dil-e-Bekhabar Jo Hawa Ja Chuki Abb Nahi aay Gi
A Dil-e-Bekhabar Jo Hawa Ja Chuki Abb Nahi aay Gi
A Dil-e-Bekhabar
Jo Hawa Ja Chuki Abb Nahi aay Gi
Jo Shajer Toot Jata Hai Phelta Nahi
Wapsi Mosaamon Ka Muqadar To Hai
Jo Saman Beat Jay, Palatta Nahi
Jane Wale Nahi Loatte Ummer Bhar
Abb Kisse Dhoondta Hai Sar-e-Rah Guzar!
A Dil-e-Kaamnazar, A Mere Bekhabar, A Mere Humsafar, A Dil-e-Behunar
Garam Sanson Ki Woo Khushbooain, Bhool Ja
Woo Chakehti Hui…
View On WordPress
0 notes
Raazdaro se bachkar chalta hoon
Raazdaro se bachkar chalta hoon
Raazdaro se bachkar chalta hoon
Raazdaro se bachkar chalta hoon
ghamghusaaron se bachkar chalta hoon
mujhko dhoka diya sahaaron ne
ab sahaaron se bachkar chalta hoon
==
shab-e-gham ki seher nahih hoti
ho bhi to mere ghar nahin hoti
zindagi tu hi mukhtasar ho ja
shab-e-gham mukhtasar nahin hoti
==
maine masoom baharon mein tumhe dekha hai
main puurnoor sitaron mein tumhe dekha hai
mere mehboob tere…
View On WordPress
0 notes
Gham-E-Dil Ko Inn Aakhon Se Chalak Jana Bhi Aata Hai
Gham-E-Dil Ko Inn Aakhon Se Chalak Jana Bhi Aata Hai
Gham-E-Dil Ko Inn Aakhon Se Chalak Jana Bhi Aata Hai
Gham-E-Dil Ko Inn Aakhon Se Chalak Jana Bhi Aata Hai
Tarapna Bhi Hamein Aata Hai Tarpaana Bhi Aata Hai
Kisi Ki Yaad Mein Jo Zindagi Hum Ne Guzaari Hai
Hamein Woh Zindagi Apni Mohabbat Se Bhi Pyari Hai
Woh Aayein Ru-Ba-Ru Hum Dastaan Apni Sunayein Ge
Kuch Apna Dil Jalayein Ge, Kuch Unnko Aazmayein Ge
Dabe Paaon Hamein Aa Kar Kisi Ka Gud-Gudaa…
View On WordPress
0 notes
Chamaktey chaand ko toota huwa taara bana daala
Chamaktey chaand ko toota huwa taara bana daala
Chamaktey chaand ko toota huwa taara bana daala
Chamaktey chaand ko toota huwa taara bana daala
Meri awargi ne mujh ko awara bana daala
Bara dilkash, bara rangeen hai yeh shehar kehte hain
Yahan per hain hazaron ghar, gharoon main log rehte hain
Mujhe iss shehar ne galiyoon ka banjara bana daala
Main iss duniya ko aksar dekh kar hairaan hota hoon
Naa mujhse bann saka chota sa ghar, din raat…
View On WordPress
0 notes
FAYSAL’S POETRY: Meri Zaat Zarra-e-Benishan FAYSAL'S POETRY: Meri Zaat Zarra-e-Benishan Tere siwa kya jaane koi dil ki haalat Rabba Saamne tere guzri mujh per kesi qayamat Rabba…
0 notes
Yeh jo palkon peh rim jhim sitaron ka maila sa hai Yeh jo palkon peh rim jhim sitaron ka maila sa hai Yeh jo palkon peh rim jhim sitaron ka maila sa hai…
0 notes
FAYSAL'S POETRY: Sahil, rait, samandar, lehrain
FAYSAL’S POETRY: Sahil, rait, samandar, lehrain
FAYSAL’S POETRY: Sahil, rait, samandar, lehrain
Sahil, rait, samandar, lehrain,
Basti, jungle, sehra, darya,
Khushbu, mousam, phool, dareechay,
Baadal, suuraj, chaand, sitaray…
Aaj ye sab kuch naam tumharay…!
Khwaab ki baatain, yaad k qissay,
Soch k pehlu, neend k lamhay,
Dard k aansu, chain k naghmay,
Urtay waqt k behtay dhaaray…
Aaj ye sab kuch naam tumharay…!
Rooh ki aahat, jism ki junbish,
Khoon…
View On WordPress
0 notes
Wohi galiyaan,wohi koochey wohi sardi ka mausam hai
Wohi galiyaan,wohi koochey wohi sardi ka mausam hai
Wohi galiyaan,wohi koochey wohi sardi ka mausam hai
Wohi galiyaan,wohi koochey wohi sardi ka mausam hai
Issi andaaz sey apna nizaam-e-zeest barham hai
yeh husn-e-itefaaq aisa kay nikhrii chandni bhi hai
Wohi har simm’t veraani,udaasi tishnagi si hai
Wohi bheer sochoon ki, wohi tanhaiyaan phir se
Musafir ajnabi aur dasht ki panhaiyaan phir se
Mujhe sab yaad hai, kuch saal pehle ka yeh qissa hai
W…
View On WordPress
0 notes
Kya umeed karain hum unse jin ko wafa maloom nahi
Kya umeed karain hum unse jin ko wafa maloom nahi
Kya umeed karain hum unse jin ko wafa maloom nahi
Kya umeed karain hum unse jin ko wafa maloom nahi
Gham deina maloom hai lekin gham ki dawa maloom nahi
Jin ki gali main umr gan’waa di, jeevan bhar hairaan rahe
Pass bhi akay pass na aye, jaan kay bhi anjaan rahe
Kon si akhir ki thi humne, aisi khataa maloom nahi
Ay mere pagal armaano’ jhoothey badhan tor bhi do
Ay meri zakhmii umeedo, Dil ka…
View On WordPress
0 notes
Uss phool se chehre kay naam
Uss phool se chehre kay naam
Uss phool se chehre kay naam
Uss phool se chehre kay naam
Jiss ne zindagi ko udaas kar diya
Woh bura hai tu kya huwa mat kaho bura usko
Kay jo huwa so huwa, KHUDA khush rakhe usko
Mat dekh koi shukhss gunaahgaar hai kitna
Yeh dekh tere saath waafadaar hai kitna
Shikwa karte hain zubaan se , Na gila karte hain
Tum salamat raho bass yehi DUA karte hain
Zaara si roshni milti, Chiraag-e-dil jala…
View On WordPress
0 notes
Kabhi yun bhi to ho dariyaa ka saahil ho Kabhi yun bhi to ho dariyaa ka saahil ho Kabhi yun bhi to ho dariyaa ka saahil ho…
0 notes
Baat nikley gi tu phir door tal'ak jaye gi
Baat nikley gi tu phir door tal’ak jaye gi
Baat nikley gi tu phir door tal’ak jaye gi
Baat nikley gi tu phir door tal’ak jaye gi
Log bewajah udaasi ka sabab poochein gey
Yehbhi poochein gey kay tum itne pareshan kyun ho
Ungliyaan uthayen gey sookhey huwe baloon ki taraf
Ik nazar dekhein gey, guzrey huwe saalon ki taraf
Chooriyoon pe bhi kayiin tanz kiye jayenge
Kaampte hathoon pe bhifiqrey kasey jayenge
Log zaalim hain, har baat ka tana deinge
View On WordPress
0 notes
Ab shikwa kisi se kya karna,taqdeer mein jo likha tha mila
Ab shikwa kisi se kya karna,taqdeer mein jo likha tha mila
Ab shikwa kisi se kya karna,taqdeer mein jo likha tha mila
Ab shikwa kisi se kya karna,taqdeer mein jo likha tha mila
Gham kal bhi mera sarmaya tha, gham mera virsa aaj bhi hai
Khwaab jhootey kissi ko dikhaya nahin karte
Meri jaan! yun kissi ko rulaya nahi karte
Aik baar yun kissi ko keh kar apna
Daaman phir uss sey churaya nahin karte
Uske intezaar se bhala kya hoga haasil
Anay ka keh kar bhi jo aya…
View On WordPress
0 notes
Aik chaand tanha khara tha Aik chaand tanha khara tha Aik chaand tanha khara tha Mere asmaan se zara parey Mere saath saath saafr mein tha…
0 notes
Chalo wapas palat jayein Is la-haasil Mohabbat se kia faida Chalo wapas palat jayein Is la-haasil Mohabbat se kia faida Chalo wapas palat jayein Is la-haasil Mohabbat se kia faida…
0 notes