Tumgik
#urdu words
maihonhassan · 21 days
Text
Ghar -घर -گھر
"Ghar" is such a beautiful term. Like how randomly we say "Ghar ja raha hoon", "Ghar par hoon", "yai Ghar hai mera." So beautiful and so calming. Just a piece of land, doesn't matter how fancy or simple, but we're all emotionally attached to it.🤍
185 notes · View notes
heruntoldfeelingss · 3 months
Text
Yaar ki mohabbat mujhe rabb tak le aayi, ab yaar na mile bhi toh gamm kya Rabb mila toh sab mila
Tumblr media
165 notes · View notes
notabrar · 16 days
Text
Tumblr media
Baat wafa ki hoti tou kabhi na haarte
بات وفاکی ہوتی تو کبھی نہ ہارتے
Baat naseeb ki thi kuch kar na sakhe
بات نصیب کی تھی کچھ کر نہ سکھے
81 notes · View notes
om-is-ok · 2 months
Text
Jakdi hui hai in mein meri saari kainaat
Jo dekhne mein narm hai teri kalaaiyyan.
-Ahmad Nadeem Qasim
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
68 notes · View notes
blogbyher · 9 months
Text
Mahmoud Darwish ones wrote Do not be absent for long then come and ask about how I am, Details die with time and stories change.
And Jaun Elia said Aap ab puchhne ko aaye hain dil meri Jaan mar gya kab ka
194 notes · View notes
harf-e-kun · 1 month
Text
خزاں کی رت میں گلاب لہجہ بنا کے رکھنا کمال یہ ہے
ہوا کی زد پہ دیا جلانا جلا کے رکھنا کمال یہ ہے
Khizan ki rut mein gulab lahja bana ke rakhna kamal ye hai
Hawa ki zad pe diya jalana jala ke rakhna kamal ye hai
ذرا سی لغزش پہ توڑ دیتے ہیں سب تعلق زمانے والے
سو ایسے ویسوں سے بھی تعلق بنا کے رکھنا کمال یہ ہے
Zara si laghzish pe tod dete hain sab talluq zamane wale
So aise waison se bhi talluq bana ke rakhna kamal ye hai
کسی کو دینا یہ مشورہ کہ وہ دکھ بچھڑنے کا بھول جائے
اور ایسے لمحے میں اپنے آنسو چھپا کے رکھنا کمال یہ ہے
Kisi ko dena ye mashwara ki wo dukh bichhadne ka bhool jaaye
Aur aise lamhe mein apne aansu chhupa ke rakhna kamal ye hai
خیال اپنا مزاج اپنا پسند اپنی کمال کیا ہے
جو یار چاہے وہ حال اپنا بنا کے رکھنا کمال یہ ہے
Khayal apna mizaj apna pasand apni kamal kya hai
Jo yaar chahe wo haal apna bana ke rakhna kamal ye hai
کسی کی رہ سے خدا کی خاطر اٹھا کے کانٹے ہٹا کے پتھر
پھر اس کے آگے نگاہ اپنی جھکا کے رکھنا کمال یہ ہے
Kisi ki rah se Khuda ki Khatir utha ke kante hata ke patthar
Phir us ke aage nigah apni jhuka ke rakhna kamal ye hai
وہ جس کو دیکھے تو دکھ کا لشکر بھی لڑکھڑائے شکست کھائے
لبوں پہ اپنے وہ مسکراہٹ سجا کے رکھنا کمال یہ ہے
Wo jis ko dekhe to dukh ka lashkar bhi ladkhadaye shikast khaye
Labon pe apne wo muskurahat saja ke rakhna kamal ye hai
43 notes · View notes
khadijamalyk · 10 months
Text
Tumblr media
Ye jo siney mein liye qarb-e-daroon zinda hoon
Koi umeed si baki hei ke youn zinda hoon
Tumblr media
Sheher ka sheher tamashai bana beytha hei
Aur mein ban ke tamasha-e-janoon zinda hoon
138 notes · View notes
frommydiary · 4 months
Text
Tumblr media
Hamarey jisam par jo lagey, wo zakham maaf hain aap ko.. hamari rooh par jo lagey hain unko khuda puchega.!
20 notes · View notes
mmwiddc · 2 days
Text
Kamzarf
Itna aziiz bhi naa rakhiye hume ke hum bigadjayen Itna dur bhi naa kijiye ke hum zindagi se darjayen Yeh badalte Mausam agar kisiki jindagi me aayen Toh phle uski dheere dheere Marne ki aadat dalwai jaaye Agar kisi ki kismat me khuda mohabbat likhe aur Kisiki justjue kare koi toh usko paana mukammal karaya jaye Humara kya hum toh musafir hain isbahane duniya hi dekh aaye Woh baat alag hai ek baar is duniya ki aadat hone ke baad yeh safar katai raas naa aaye Aur kitni Umar aap hi bataen danai mein jee jaye Hum sochte Hain bas bahot hua ab pagal hojayen
Bas pagal hojayen
~ Sehr
9 notes · View notes
Text
In English we say,
Beautiful but destructive__~
But In Urdu, we say
ادھورا عشق تھا،مکمل کھا گیا مجھ کو
9 notes · View notes
kafi-farigh-yusra · 7 months
Text
وہ جو بساط جاں ہی الٹ گیا، وہ جو راستے سے پلٹ گیا
اسے روکنے سے حصول کیا، اسے مت بُلا، اسے بھول جا۔
~امجد اسلام امجد
Tumblr media
Wo jo basaat-e-jaa'n hi ulat gya, wo jo raastay se palat gya
Usay roknay se husool kia, usay mat bulaa, usay bhool jaa
~Amjad Islam Amjad
49 notes · View notes
maihonhassan · 30 days
Text
In English we say:
“I’m an overthinker.”
But in urdu we say:
“Jo baatein pee gaya tha main, wo baatein kha gayi mujh ko.”
124 notes · View notes
heruntoldfeelingss · 2 months
Text
Kabhi lagta hai k itni bhi mohabbat nahi Karni chaiye kisi se , Kabhi lagta hai isey chaahu toh kitna chaahu mein, kya itni chahat kaafi hai ya umr bhar chaahu mei.
Sometimes I feel , is it even okay to love someone so much. But sometimes I also feel, how much do I love you, is this much love enough or should I love you for a lifetime.
141 notes · View notes
notabrar · 10 days
Text
Tumblr media
Shayad Yun hi chalega Tera mera rishta umar bhar
Mil Gaye to baatein lambi, aur naa mile to yaadein lambi…
21 notes · View notes
om-is-ok · 1 month
Text
Kisī din zindagānī meñ karishma kyuuñ nahīñ hotā...
Maiñ har din jaag to jaatā huuñ zinda kyuuñ nahīñ hotā. –Rajesh Reddy
Tumblr media Tumblr media
41 notes · View notes
blogbyher · 11 months
Text
Jo baatein pee gya tha mai
Wo baatein kha gyin mujhko
-Jaun Elia
In other words:
The things you hide in your heart, eats you alive.
136 notes · View notes