Tumgik
#two lines Urdu poetry
izhaar-e-ishq · 26 days
Text
In English we say:
“Out of all people you misunderstood me”
But in Urdu we say:
“Usay meri baatein ab samajh nahi aati,
Kabhi jo meri khamoshi ki tafseer likha karta tha.”
326 notes · View notes
peaceishim · 4 days
Text
Tumblr media
I found this on twitter.
(Not mine)
160 notes · View notes
noorjehan · 3 months
Text
"dil mein iss qadar mohabbat hai unke liye, ke soye to khwaab unke aur jaage to khayal unke"
222 notes · View notes
themachomoron · 5 months
Text
sab kehte hain phir se kar lo mohabbat,
bhala dusri baarish se mitti mehki hai kabhi?
317 notes · View notes
pieceofpoems · 6 days
Text
Tumblr media
" Do pal ki dil lagi kiye zamana ho gya, Har kisi par fida huye zamana ho gya, samet kar rakh liya hai iss awaara dil ko ab, unke baad kisi se nazre milaye zamana ho gya "
—Sadiya Ajaz
80 notes · View notes
mmwiddc · 2 months
Text
Ab toh khudse baat karna bhi muhaal hai 
Koi baat chedta hun toh maut par aakar rukti hai
~ Sehr
57 notes · View notes
theqalbofnight · 8 months
Text
Tumblr media
tā-hashr yūñhī muntazir-e-dīd rahūñ
chupke se kabhī aa ke batā, aa.egā
and then theres another sher
" terey qadmon se lipat'ti hui mitti ki qasam,
jab tak ankhein hain ,teri rah guzar dekhengey.,
122 notes · View notes
nmolesofadrenaline · 5 months
Text
scrolling insta, i read something that said "ishq jab had sey guzar jaey tou bemari hai. Aur agr hadse na guzray tou adakari hai"and damn-
103 notes · View notes
srvyxhi · 3 months
Text
Tumblr media
"Now that we are apart, perhaps we'll meet in dreams, just like dried flowers found within the pages of books."
― Ahmad Faraz
45 notes · View notes
stickyblazecreator · 3 months
Text
"Aankhe Parho Or Jano Raza Kya Hai,
Har Baat Lafzon Se Bayaan Ho To Maza Kya Hai"
Tumblr media
35 notes · View notes
kanyasstuff · 7 months
Text
"zayada dil ki gulaami mei, izzat ki nilaami ho jati hai"
63 notes · View notes
izhaar-e-ishq · 26 days
Text
Tujhe mein apni ghazal mein itni gehrai se likhunga,
Ki padhne wale ko tujhe dekhne ki talab hogi.
104 notes · View notes
peaceishim · 15 days
Text
"Aur zindagi bhar kya kiya hai aapne"
"Intezaar"
94 notes · View notes
noorjehan · 1 month
Text
"hum toh fanah ho gaye ghalib unki aankhen dekh kar, naa jaane woh aaeena kaise dekhte honge"
51 notes · View notes
thesolitarysoul · 17 days
Text
Tumblr media Tumblr media
चाँदनी रात बड़ी देर के बाद आयी है,
लब पे इक बात बड़ी देर के बाद आयी है!
📍IIT Kharagpur
21 notes · View notes
mukhtalif-adil · 22 days
Text
jab taleem (education) ka buniyadi maqsad naukri ka husool ho jaye
to samaj main naukar hi paida honge, rehnuma nahi ………
15 notes · View notes