Tumgik
#parveen shakir
komal01 · 7 months
Text
Har raat meri aankhein inhi sochon mein ghum ho jaati hain;
Ke mera maqsad-e-hayaat kya tha,
Aur mujhe thaka kin kaamon ne diya!
500 notes · View notes
noorjehan · 4 months
Text
"dil mein iss qadar mohabbat hai unke liye, ke soye to khwaab unke aur jaage to khayal unke"
242 notes · View notes
mehreenkhan · 4 months
Text
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
Parallels💌
186 notes · View notes
theqalbofnight · 20 days
Text
Ofcourse sharing makes the pain go away but I understood the 'decency' of keeping some sorrows to yourself
When Parveen Shakir said "jo ġham milā hai bojh uThāyā hai us kā ḳhud ,
sar zer-e-bār-e-sāġhar-o-bāda nahīñ kiyā"
Tumblr media
And Ahmad Faraz wrote "dukh fasāna nahīñ ki tujh se kaheñ "
Tumblr media
ham ki dukh oḌh ke ḳhalvat meñ paḌe rahte haiñ ,ham ne bāzār meñ zaḳhmoñ kī numā.ish nahīñ kī
- Faraz
Tumblr media
Another poet wrote " behadd sarbasta hai mujh gaafil ka dukh,log nahin samjhengey mere dil ka dukh.
90 notes · View notes
Text
" give me a house with tall windows and white chiffon curtains, a warm kitchen hearth and the home of your even warmer arms. a little garden where we plant flowers and fruits together, laughing on lazy sunny days and read together with your head resting in my lap. "
"'مجھے لمبے کھڑکیوں اور سفید شفان کے پردوں کے ساتھ ایک گھر، ایک گرم باورچی خانے کی چولہا اور آپ کے اس سے بھی زیادہ گرم بازوؤں کا گھر دیں۔ ایک چھوٹا سا باغ جہاں ہم پھول اور پھل اکٹھے لگاتے ہیں، سست دھوپ کے دنوں میں ہنستے ہیں اور کتابیں پڑھتے ہیں جبکی آپکا سر میرے گود میں ہو "
151 notes · View notes
maihonhassan · 4 months
Text
Four poets same types of pain:
Erin Stewart:
"When the wounds that deep, its the healing, that's hurts."
Parveen Shakir:
"Hum tou samjhe the ki ek zakhm hai bhar jayega, kya khabar thi ki rag-e-jaan mein utar jayega"
Ammar Iqbal:
"Main ne chaha tha zakhm bhar jayen, zakhm hi zakhm bhar gaye mujh mein"
Sahir Ludhianvi:
"Hum tou samjhe the ki hum bhool gaye hain un ko, kya hua aaj ye kis baat pe rona aaya"
133 notes · View notes
kabhi-kabhi-aditya · 24 days
Text
Tumblr media
69 notes · View notes
suniah · 3 months
Text
aaj mujhko bohot burah keh kar, apne naam to liya mera
-gumaan, jaun elia
63 notes · View notes
Text
When Parveen Shakir sahiba said "Mere paas se jo guzra, mera haal tak na pucha, main kaise maan jaun ke wo door jakar roya", and Faraz sahab said "Tere paas se jo guzre toh junoon main the Faraz, jab door jakar socha, toh zar zar roya".
392 notes · View notes
creatinganewwlife · 27 days
Text
When Parveen Shakir said,
"Mere paas se jo guzra, mera haal tak na poocha, main kaise maan jau ke woh door ja kar roya."
And Faraz said,
"Tere paas se jo guzre toh junoon mein the Faraz, jab door ja kar socha, toh zar zar roya."
53 notes · View notes
komal01 · 7 months
Text
Nafrat se aaj tak mujhe koi haraa nahi saka;
Main jab bhi haara hoon, mohabbat se haara hoon!
236 notes · View notes
Text
Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media Tumblr media
Film-Lootera (2013), Director-Vikramaditya Motwane
79 notes · View notes
mehreenkhan · 9 months
Text
Tumblr media
When Parveen Shakir said “ab to is raah se woh shakhs guzarta bhi nahin, ab kis umeed pe darvaze se jhanke koi” and when Faiz said “na jane kis liye umeed waar baitha hun, ek aisi raah pe jo teri rahguzar bhi nahin”
392 notes · View notes
premikaunderthemoon · 2 months
Text
Tumhare liye har maamla kitna halka hai mujhse toh meri palkein bhi nahi uthaayi jaati.
26 notes · View notes
Text
" when you ask me, in the middle of everything - tell me something good; this is what i want to say,
that you are my favorite person in the entire world. that i wish to tape your laughter and listen to it on a rainy day. that the arc of your eyebrows are a thousand arrows released and they never miss their aim "
111 notes · View notes
maihonhassan · 2 months
Text
“Why are girls so difficult to impress?”
Parveen Said:
Husn ke samjhne ko umr chahiye janaa, Do gaari ki chahat main larkiyaan nahi khilti
And Jaun Eliya Replied:
Tum bohat jazib o jameel sahi, Zindagi jazib o jamil nahi
Na karo behas haar jaogi, Husn itni bari dalil nahi.
60 notes · View notes