Tumgik
#Urdu Novels
inkandpaperstuff · 5 months
Text
Qalb-e-Momin : Muhabbat pe yaqeen rakhti hain ap?
Momina Sultan : Haan!
Qalb-e-Momin : Mai nhi rakhta.
Momina Sultan : Yaqeen nhi ata.
Qalb-e-Momin : Kia?
Momina Sultan : Ke ap ne kabhi ki nhi.
Qalb-e-Momin : Ki hai, isi liye yaqeen nhi hai. Aap ne ki hai?
Momina Sultan : Ki hai, isi liye yaqeen hai.
Alif by Umerah Ahmed
156 notes · View notes
kafi-farigh-yusra · 5 months
Text
Imama: Acha, mai aik arab likh deti tw kiya kartay?
Salar: Tw aik arab bhi de deta.
Imama: Kahan se dete.. fraud kartay?
Salar: Kiyun karta? Kamaa kr deta.
Imama: Saari umer kamaatay hi rehtay phir.
Salar: Acha hota, sari umer tumhara qarzdaar hi rehta. Waqyi acha hota.
Aab e Hayat by Umera Ahmed
Tumblr media
154 notes · View notes
heruntoldfeelingss · 1 month
Text
Lekin tumne toh usey dekha bhi nahi…
Uski surat nahi dekhi meine lekin uska dil itna khoobsurat hai k bass usi k sahaare meri saari zindagi guzar jaati. Surat se lagaav toh kuch dino mei feeka padhjaata hai lekin ye jo dil se lagaav hojaaye toh sadiyaan beet jaati hai, dil ko jo azeez hai uski nishaaniyaan humesha humesha k liye saath rehjaati hain.
/Excerpts from a novel I might never write🫠/
Tumblr media
60 notes · View notes
maihonhassan · 4 months
Text
In This Era Of Taunting Your Girl About Her Past. Be Like Umer Hayat;
“Jub maine teen baar ‘qabool hai’ kaha tha maine aapka maazi, haal aur mustaqbil teenon qabool kar liye thay”
93 notes · View notes
Text
Tumblr media
تم سے بہت کچھ کہنا ہے مگر
کبھی تم نہیں ملتے کبھی الفاظ نہیں ملتے
Tum se boht kuch kehna hai magar
Kabhi tum nahi milte, kabhi alfaaz nahi milte ~
*Credits go to rightful owners
24 notes · View notes
theqalbofnight · 2 months
Text
Tumblr media Tumblr media
33 notes · View notes
zeynobishan · 25 days
Text
They said, "I will wait for you, no matter what."
But salar Sikander said,
"Sar -e- toor ho, sar -e-hashar ho, hamein intazar qabool hai, Woh kabhi milein, woh kahin milein, Woh kabhi Sahi,Woh kaheen sahi "
22 notes · View notes
iwajidshaikh · 2 months
Text
Tumblr media
Source sabr 2024 , Wajid shaikh, author of sukoon 2023
26 notes · View notes
arcane-ersana · 10 months
Text
cheezen waqti hoti hain, toot jati hain, bikhar jati hain, rawaiye daaimi hote hain, sadiyon ke liye apna asar chhord jate hain..
Nimra Ahmed, Jannat Ke Patte
46 notes · View notes
poetxtext · 7 months
Text
Mere pass kuch gulaab the jo tumne mujhko diye the,jaate waqt kaha tha ke ho sake toh inhe fhek dena meri koi yaad sambhaalna mat aap Wajid
"Mene wahi kara jo tumne kaha”
Mere ghar ke bageeche mein,ek saayedaar dharkth ke pass unhe dafna diye, aur us dharkath pe woh taarik likh di jab tum aakhri baar mile the,yhi kuch alaamate hain meri mohabbat ki jo tum salaamat rakhna
— Wajid Shaikh ,from his broadcast notes
20 notes · View notes
dashtetanhaii · 18 days
Text
Tumblr media
OMGGG I ABSOLUTELY LOVED THIS BOOK!!!
I was looking for a book like this and I finally found it. The authors writing style is amazing. The desi vibes in this were immaculate.
Gul e rana was my favourite. I love how her character was displayed like she was the strong fmc whilst still being soft spoken and innocent.
Her interactions with Kamil were cute ngl but Kamil himself was just annoying.
The ending was devastating tho, would take me a while to recover from it
8 notes · View notes
inkandpaperstuff · 5 months
Text
Baaz logon ki zindagi aap ke liye ehem hoti hai, un ke bagair raha jaa sakta hai. Lekin baaz log aap ki zindagi hoty hain, un ke bagair sirf mara ja skta hai.
Karakoram ka taaj mahal by nemrah Ahmed
72 notes · View notes
kafi-farigh-yusra · 8 months
Text
Imama: Jannat mai kia hoga?
Salaar: Tum
Imama: Sirf mai? Tum nhi hogay?
Salaar: Pata nahi.
Imama: Phir tum kese jantay hou mai wahan hongi?
Salaar: Jannat k ilawa kahin aur rakha ja sakta hai tumhe?
Aab e Hayaat by Umera Ahmed
198 notes · View notes
curlybrownhair · 8 months
Text
when they say:
"Rona to band karo"
but SALAR SIKANDAR said:
"Kya haal karliya h tmne apni ankhon ka tmhe mjh pr tars nh ata"
38 notes · View notes
maihonhassan · 4 months
Text
These lines of Amarbail got stuck in my head "Agar kisi shakhs se mohabbat ho tou us se wabasta har shakhs se mohabbat hojati hai." and we all related somehow in our life.
83 notes · View notes
Text
وقت رخصت کا آ گیا لیکن ہم گھبرائے نہیں
اس کو کیا کھونا جس کو کبھی پایا ہی نہیں
پروین شاکر ~
Waqt rukhsat ka aa gaya lekin hum ghabraye nahi
Uss ko kya khona jis ko kabhi paya hi nahi
Parveen Shakir ~
28 notes · View notes